SMS / Text Messages

Baap, izzat se idhar aa!

Boy to father: ¢â‚¬Å“Baap idhar aa¢â‚¬Â.
Mother:¢â‚¬ÂAise nahin bolte beta,
Daddy ko izzat se bulate hai¢â‚¬Â
Boy: ¢â‚¬Å“Baap, izzat se idhar aa!¢â‚¬Â.

Tumne to mera Dil hi Chura Liya

Patient to Nurse: ¢â‚¬ËI Love You¢â‚¬â¢
Tumne to mera Dil hi Chura Liya¢â‚¬Â.

NURSE : ¢â‚¬Å“chal jhoota ,
.
.
Mene to sirf tumhaari
Kidney churai hai¢â‚¬Â

Baqi horain kahan hain ?

Khudkash bombar ne
bomb ka button dabaya lekin
dhamaka nahin huwa or wo behosh ho gaya.

Jab hospital me hosh aya
or Nurse ko dekha to bola,
Baqi horain kahan hain ?

Actors ka paisa haram hota hai

1 molvi film actor k pas
masjid ka chanda mangne gaya..

Actor:ap log to kehte hain
k hamara paisa haram hai

Molvi:G, ap k paiso se
ham "BATHROOM" banainge..:P

Koi SMS nahin kia hai...!!!

Khaksaar k dil-e-mohtareeq-o-dimagh-e-muntasher
main ye khadsha-o-andesha mohtashi-o-moqaid hai,
k kaheen biradar-e-muhtaram-o-izzat-e-maa-aab
banda-e-ranjeeda-o-sanjeeda se khafa-o-naraz to nahi,
k arsa-e-daraz se biradar-e-faatir-ul-aqal ne band-e-haqir-o-faqir
ko koi SMS nahin kia hai...!!!

Aray hamain to apnon ne luta

Aray hamain to apnon ne lota gheron mein kahan dum tha

Meri haddy thi wahan tooti jahan hospital band tha,

Mujhay jis ambolence mein dala uska petrol khatam tha,

mujhay rakshay main is liye bithaya Q K is ka fare kum tha,

Mujhey docter ne uthaya nurse main kahan daM tha,

Mujhe jiS beD per litaya is k nichay bomb tha,

Mujhey to bomb se uraya, goli main kahan dam tha

or mujhe sarak per dafnaya Q K us din,Qabristan main function tha