SMS / Text Messages

Doctor, medicine & pathan

Doctor:
Ye syrup 2 spoon subha,
2 dopahar,
2 raat ko,
3 din tuk lena hay

Pathan:apna dawai apna pas rakho
hamara ghar me itna chamach(spoon) nahi hy.

100 pathan aik kashti

100 pathan aik kashti me sawar thay
k achanak kashti ruk gai
.
.
.
or
.
.
.
sab doob gaye, kaisay?
.
.
.
pathan thay na sub,
dhakka deney utar gaye
:p

1 pathan ko khali msg aaya

1 pathan ko khali msg aaya
Pathan ne usi mobile number per call ker k kaha
!
!
!
!
Woy yaara!
Tumko malum hay?
tumhara mobile ki siyahi
khatam ho gaya hy!

1 Police officer bachey se

1 Police officer bachey se:
Beta: Kia tumhare abu "Al Qaida" mein hain?
Bacha:
Uncle! Mujhe abu ka tu nahin pata per mein
.
.
"Noorani Qaida" pe hoon

1 subah memon ki biwi mar gaye

1 memon subha so ko utha to
dekha ke uski biwi mar gaye hay.

Wo foran kitchen me gaya or
apni beti ko galay laga kar rony laga or
bola,¢â‚¬Å“1 banday ka nashta kam banana¢â‚¬Â

Shadi me 1 pathan

Shadi me 1 pathan bohut dair tuk
khana kha raha tha,
kisi ne pocha kab tuk khao gay?
Pathan:me to khud kha-kha k dukhi hon,
per kia karon card me likha tha Dinner 7 to 10PM.

Ek ladki paidal chale ja rahi thi

Ek ladki paidal chale ja rahi thi,
Ladka awaz deta hai,
ae diwani peeche murkar dekh
tera dupatta jameen se ghisa ja raha hai,

Ladki jawab deti hai-
ae diwane tu kya jane
ye bhi apna faraz nibha raha hai,
koi chum na le mere kadmon ki mitti ko
isi liye nishan mitata ja raha hai.

To ye unka personal problem hay

Pappu pinko ko pasand karta hay
aur Pinki Pappu k bhai ko
Jab k pappu k bhai ko Pinki ki behan achi lagti hai
aur Pinki ki behan ko Pappu ko pasand karti hai
Halan-k pappu pehle hi pinki ko chahta hai
Ab jab-k pinko ko pappu acha nahin lagta
aur Pappu ka bhaipinki k liye razi nahi hay
aur Pappu pinki ki behan se pyar nahin karta
jab k Pinki ki behan ko pappa ka bhai acha nahin lagta

To ye unka personal problem hay,
Aap kion apna dimagh kharab ker rahe ho