You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Funny SMS » Raam nay been bajai
Raam nay been bajai
Raam nay been bajai,
or seeta duur k ayai...
Kishan nay bansuri bajai,
or Radha bhaag k ayai...
aur hum nay sirf seeti bajai,
Woh sali BHAI ko lay aai :phehe
Related SMS
- Aik din bahroon k phool murjha jayeenge
- Meray paon main zanjeer nazar ayai
- Kaash tum zindagi main ayai hi na hotay
- Maa ki nand ka bhai aap ka kon?
- Abhi bole to bhai ko tere SMS nahi aarele
- Jo guzar gia woh guzar gia
- Altaf bhai jab school gaye
- Khaal mutehda ki hay :p
- Circuit:Apun aaj se kabhi jhoot nehin bolega Bhai.
- Chipkali ne gana start kia
- Oye KHANA KHUL GAYA
- Door ka Bhai
- Han yeh such hay...
- Cricket ground, girlfriends & players
- Tipu Sultan Ki Kursi
- Circuit: abhi janay do na bhai itni purani baat
- Har larki per nazar ;)
- Tera dost chor hay kia?
- To ye unka personal problem hay
- Plz sirf 1 bar kehdo
- Tumhain ab bhool hi jayain tou acha hai
- Un se duur janay ka irada na tha
- Yeh Oxford kya hai
- Mobile main CNG lagwao gay?
- Kaash dil ki hasrat poori ho jayai
- 3153600 seconds - sirf aap ko hi yaad kia
- Meray hath uthay meray lub hilay,
- Bakra hay ya bakri?
- Bapu bhi us time ke salmaan khan thay!!!
- Bina dant wala kutta katay to ?
- Lawyer to sardar
- Hastay hain to sirf duniya kay liye
Aik din bahroon k phool murjha jayeenge, jab bhule se kabhi hum yaad aayeenge, ahsas hoga tumhein humari dosti ka jab, duur bahat duur hum tum se chale jayeenge!
Jub jab aap say milnay ki umid nazar ayai, Meray paon main zanjeer nazar ayai, Gir paray aason aakhon say or, her ek aasun main aap ki tasveer nazar ayai
In ankhon main aansu ayai na hotay, Agar tum pichay mur ker muskuraye na hotay, Tumharay jaanay k baad yeh ghum hota hay, Kaash tum zindagi main ayai hi na hotay....
If you have seen "Munna bhai MBBS" or "Lage raho munna bhai", you must be aware of who Munna bhai is, and munna bhai tapori language, keeping in view of liking his style we have compiled munna bhai sms messages collection here.
Dimag hay To Jawab do:- Tumhare Bhai Ki Bhabhi Ki Saas Ke Bhai Ki Biwi Ki Saas Ke Pati Ke Jamai Ke Pote Ki Maa Ki Nanand Ka Bhai Apka kaun???
Abhi bole to bhai ko tere SMS nahi aarele, Bhai ka khopdi boht tight he, Bol nikalu kya tera luky draw? bole to do-char SMS chipka dal mamu. Sender... Circuit Bhai!
usey yaad ker k na dil dukha, jo guzar gia wo guzar gia, kahan lout ker koi ayai ga, jo guzar gia wo guzar gia, Nayai subah hay, nayai shaab hay, naya shahar hay, naya naam hai, Woh chala gaya usay bhool jaa, jo guzar gia woh guzar gia, Koi ayai ga koi jayai ga, […]
Altaf bhai jab school gaye Teacher ne pucha? mere pas 4 apple hain, 5 bachon me kaise taqseem karein? ALTAF BHAI:ek bache ko urado:-D
Tumhari namaz, Roza aur qurbani sirf aur sirf allah he k liye hai !!! . . . Magar yeh bhi yad rakho khaal sirf mutehda ki hai:p
CIRCUIT : Bhai, Bapu NE bola tha ke kabhi jhoot nehin bolna mangta hai. Apun aaj se kabhi jhoot nehin bolega Bhai. MUNNA BHAI : Aye Circuit, who Sunita ka baap aya hai terayko dund rehla hai. CIRCUIT : Bhai usko bolo apun gaon gaya hai, kheti karneko. MUNNA BHAI : Par Circuit, abhi to […]
3 chippkalian deevar per chal rahi thein, 1 ne gana start kia jese hi gana khatam huwa 2 gir gayain batao kion? ? ? ? ? Is liye k baqi 2 ne taaliyan bajai thein :-)
Ae insan zara soch wo kon sa waqt hote he jab Bhai Bhai ka nahi Beta Bap ka nahi Maa Beti ki nahi HOti? Jab SHADI haal me awaz aati he "Oye KHANA KHUL GAYA"
Pathan : yeh mera door ka bhai hai.. Man: door ka me samjha nahii Pathan: es ke aur hamare darmiyan 13 behn bhai hein..
Han ye sach he k mujy tumse mohabbat he.. Ye b sach he k me tumhari chahat hun. Per meri zindgi me chahto ki kami to nahi.. Rishte or b hain sirf tum hi to nhi.. Apni zat k is pahlu sey aj milwaun tumhen.. Me kya hu kesi hu zara batlaun tumhen.. Me apni […]
Hamari life bhi cricket ground hai or hum players. Jo 1st time larki k saath pakra jaye "knock out" Hota hai, Jo g.f ko milnay ja raha ho rastay me accident hojaye, "run out" Jo g.f ki deewar phlangtay huay pakra jaye, "catch out" G.f k bhai mar mar kr tangain tor dain "lbw out" […]
MUNNA BHAI visits Mysore palace. CIRCUIT: bhai us kursi par mat baithna. MUNNA: kaiku ? CIRCUIT: wo tipu sultan ki he bhai. MUNNA: tension kaiku leta he re maamu ? aayega to uth jaunga re ,i shappath !!!
Circuit, "Bhai... bole to bachpan mein apun 20th Floor se gir gaya tha." Munna Bhai, "Aisa kya? To fir bach gaya tha ya mar gaya tha? Circuit, "Abhi jaane do na bhai itni purani baat... Bole to ab apun ko jyada yaad nahin!!"
Ek larki kisi k saath bhaag gai Ek larki ko kuch ghunday utha kr le gaye Ek larki apne shohar se larne k baad apne ghar aa gai Ek larki apni saas k haatho'n zulm ka nishana bani Ek larki chhat se giri aur usay kafi chotai'n aai Express news: har larki per nazar;)
CIRCUIT : Bhai, woh apnay bachpan ka dost aarehla hai aaj raat ko dinner pe. Mera saray chain collection apnay kamray mein chupa do na please. MUNNABHAI : Kyun tera dost chor hai kya? CIRCUIT : Nehin Bhai, woh apnay chain pechan lega.
Pappu pinko ko pasand karta hay aur Pinki Pappu k bhai ko Jab k pappu k bhai ko Pinki ki behan achi lagti hai aur Pinki ki behan ko Pappu ko pasand karti hai Halan-k pappu pehle hi pinki ko chahta hai Ab jab-k pinko ko pappu acha nahin lagta aur Pappu ka bhaipinki k […]
Plz sirf 1 bar kehdo sirf ek bar.. December ki wo yaden mujhe lota do, wo bhegi bhegi ratain, wo haseen lamhaat, jub tum mere bilkul qareb aaker, ankhon me ankhain dalkar, jub tum ne.. kaha! Aande lee loo, garam aande
Tumhain ab bhool hi jayain tou acha hai, Yeh faslay aur bhi barh jayain tou acha hai, Tumhari chahatain hum ko nahin hasil, To ab ghair hi bun jayain tou acha hai, Hamari to umer guzri hai teri chahat main, Tu is aag main na jalay to acha hai, Barsoon se thi Dua k tu […]
Un se duur janay ka irada na tha, Sada sath rehnay ka bhi wada na tha, Wo yaad na karaingay yeh jantay thay hum, Par itni jaldi bhool jayengay, andaza na tha.
MUNNA BHAI: Circuit, bole toh yeh Ford kya hai? CIRCUIT: Bhai, gaadi hai. MUNNA BHAI: Toh phir, yeh Oxford kya hai? CIRCUIT: Bole toh, simple hai bhai, Ox mane Bail, Ford mane gaadi. Oxford bole toh Baelgaadi.
Kiya lay ker ayai thay----? Kiy lay kar jao gay...?? Mujhey SMS nahin kar k kitnay paisay bachao gay? Itnay paisay bacha ker kya..... . . . Mobile main CNG lagwao gay:p
Kaash dil ki hasrat poori ho jayai, Aap dain miss call or wo receive ho jayai, Sub bhoo ker kerain hum ghanton batain, Hoosh tub ayai jub aapka balance khatam ho jayai ;-)
In 1 year, 12 months, 365 days & nights, 8760 hours, 52560 min, 3153600 sec, sirf aap ko hi yaad kia. Aur sirf 2 mins lagay is jhoot ko type kernay mein :p;)
Meray hath uthay Meray lub hilay Meray dil se Yeh awaz uthi Teray honton Ki hansi Teri Aankhon Ki chamak Teray Lafzon Ki Khusbo Teray Lehjay Ki dhanak To jo sochay Tujhey mil jayai To jo chahey Wo ho jaye Teri rahon main Jugnu hoon Her qadam pay Tujhey bahar milay To shaad rahay Abaad […]
Munna bhai:apun ko kaisy pata chalay ga k ye bakra hai ya bakri?" circuit:"simple bhai ,pathar mar kar dekho, ager bhaga to bakra aur ager bhagi to bakri.
Munna Bhai: Aay circuit, baapu bole to gandhi ji kapde kyu nahi pehantay thay? Circuit: Bhai bole toh bapu bhi us time ke salmaan khan thay!!!
MUNNA BHAI: circuit agar bina daant wala kutta kate to kya karne ka re? CIRCUIT:simple he bhai, bina sui wala injection lene ka!!! ha ha ha
Lawyer to sardar:geeta pe hath rakho Sardar:Kamal hai, Seeta pe hath rakha to baat court tak pohanch gaye, ab bol raha he geeta pe hath rakho:p
Apni to zindgi hi ajeeb kahani hay jis chiz ko chaha woh begani hay Hastay hain to sirf duniya kay liye, Warna in ankhon main to sirf pani hi pani hay