Un se duur janay ka irada na tha

Un se duur janay ka irada na tha,
Sada sath rehnay ka bhi wada na tha,

Wo yaad na karaingay yeh jantay thay hum,
Par itni jaldi bhool jayengay, andaza na tha.