You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Funny SMS » Yeh afwahain kon phaila raha hay
Yeh afwahain kon phaila raha hay
Tum
Achey
Imandaar
Sundur
Samajhdar
Khobsurat
Dimagh walay
Ho....
.
.
.
.
.
.
pata karo yeh afwahain
kon phaila raha ha:p
Related SMS
- Sada Muuskurate raha Karo
- 1 bhoot dosray ko samjha raha tha
- Dil majboor ho raha hay
- Aatish-e-khamosh me jalta raha mein der tak
- beetay howay khud pay sitam likh raha hoon
- Dil main halka sa shoor ho raha hay,
- Sari umar ankhon main ik sapna yad raha
- bina good night kahey so raha hai.
- Guddu gana ga raha tha
- 1 Memon road se guzar raha tha
- Har ek say mil raha hai bari aajzi k sath
- Old Year Sab se ho raha hai Door
- Waqt guzarta raha par sanse thami si thi
- Bina yaad kiye Raha Nahi jata?
- Ek rishta jo abhi ban raha tha
- Acha wohe raha jo in ko nibha gaya
- isi liye main usay le ja raha hon
- Bohat chotay ho, thora intezaar karo
- Aik bar karo na plz...
- Yaad nahi karsakte to yad aaya na karo
- Husband aur wife in hotel
- Tornay walay k haath mein zakham tou ayai hotay
- aik bandar ka bacha apni maan say
- Aey mere SMS mere dost ke pass jana,
- Naukrani: malkin aap udaas kion hain?
- Tum kia jano gum kia chiz hai
- is nacheez ko yaad kiya karo!
- 1 kabootar
- jeevan me .........
- muj ko chor kr janay walay
- Monkeys fashion show
- Ek ladki paidal chale ja rahi thi
- Dosti karo college wali se, pyar karo office wali say
Meri Laghzishen na Chuna karo Meri Ghaltiyan na Gina Karo, Ye Qadam Qadam ki Hudood kya Mere sath sath chala karo, main khulay mizaj ka shakhs hoon main takallufat se Marwa, ye jo Mehrbani ka lafz hai, ise tum na mujh se kaha karo, Kahin tum na ho jao besakun koi Bad'dua na tumhain lage […]
Khofnaak andheri raat k sannatay main ek bhoot dosray bhoot ko samjhra raha tha: bhai ghabra mat, ye sub tere dimagh ka waham hai, pathan wathan kuch nahin hote.
dil majboor ho raha hay tum se bat karnay ko, bus zid yeh hay k guftugu ka aghaaz tum karo.
Alwida keh kar usey takta raha mein der tak, Aatish-e-khamosh me jalta raha mein der tak, Shehr ki veeraan galyoon me akela raat bhar, Ik musaafir ki tarha phirta raha mein der tak, Aasmaan par ek adhoora chand or bikhrey taarey, Intezaar-e-subhu me ginta raha mein der tak, Sochta hon kis liye bujhta chala jata […]
Dil ki dastaan dard-e-qalam say likh raha hoon beetay howay khud pay sitam likh raha hoon, Dil ka qatal ho gia meray aur janazay ka lutf utha raha koi matam ki jaga khushi ki ghazal ga raha koi.
Dil main halka sa shoor ho raha hay, Bina SMS Dil bore sa ho raha hay. Kahin aisa tou nahin aik pyara sa doost. GOOD NIGHT kiyay bina soo raha hai.
Sari umar ankhon main ik sapna yad raha, sadiyan beet gayi jismain vo lamha yad raha, na janey kya bat the un main, sari mehfil bhul gayi hamein, bas wohi chehra yad raha.
raat khamosh hai chand bhi khamosh hai, par dil main shore ho raha hai, kahin aisa to nahi ek pyaara sa dost, bina good night kahey so raha hai.
Guddu gana ga raha tha, "aaj main ooper Aasma neechay" To Pappu nay Guddo ko bohut maara, Bhala kion??? kion k Aasma pappu ki behan thi. hehe:p
1 memon road se guzar raha tha, achanak usne jhuk kar road se kuch uthaya aur zoor se chillaya, kameenaay log poti b aesi kartai hen jaisay koi samoosa para ho..
Hum say bichar kay us ka takabbur bikhar gaya faraz Har ek say mil raha hai bari aajzi k sath
Old Year Sab se ho raha hai Door Kya karein yahi hai Kudrat ka Dastoor Purani Yaadein soch kar Udaas na ho Tum Naya Saal aaya hai chalo.. DHOOM MACHALE, DHOOM MACHALE DHOOM!!
Waqt guzarta raha par sanse thami si thi, muskura rahe they hum, par ankho me nami si thi, saath hamare ye jahan tha sara, par na jaane kyu tumhari kami si thi
Kya Kahe ki Kuch Kaha Nahi jaata, Dard-Meetha hai par Saha Nahi jaata, Dosti Ho gayi hai is Kadar aapse ki, Bina yaad kiye Raha Nahi jata?
Ek rishta jo abhi ban raha tha , Tutne laga magar banne se pahle. Ek sahare se uthate the ham, Gir gaye magar sambhalne se pahle. Sikhane lage the aap se muskurana, Rula diya magar hasne se pahle. Kadam jo badhen aap ki disha me, Ruk gaye wahi chalne se pahle. Magne ke liye kuchh […]
Un ka kiyaa dil main asay sama gaya.. Sehra main goya jasay hoo selaab aagya.. Ankhoon na meri ansoo say ashna thii.. Askhoo ka aaj tu hoon darya bhaa gaya... Main us ko bewafa kahoon mumqin nahi dost.. Her jand zakham dil pay wo meray laga gaya.. Jinay ki baat or hay marnay ki baat […]
Girl's father: "main nahin chahta k meri beti apni pori zindagi ek ghaday k sath guzaray" Boyfriend:"Bus, isi liye main usay yahan se le janey aaya hon."
Fizayen kehti hain pyar karo, hawain kehti hain pyar karo, ghatayen kehti hain pyar karo, lekin . . ghar walay kehtay hain ke tussi bahot chotay ho thora intezaar karo,
Aik bar karo na plz.. kisi ko pata nahi chalega.. plz karo naaa........ muje acha lage ga... aik bar hamari dosti ki khatri kar do na plzz... aik pyara sa SMS!!!
Jugnu ko qaid kar k muskaraya na karo, Roshni ki khatir kisi ka dil jalaya na karo, Sitam karna hai karo par itna na karo! Yaad nahi karsakte to yad aaya na karo....
Husband aur Wife Hotel me gaye tabhi 1 Lady ne Hello kiya, Wife nay pocha,"Koun Thi Wo?" Husband:-Tum dimagh kharab mat karo, main pehle hi pareshan hun k woh bhi Yehi pochay gi.
Kaash bananay walay nay dil kaanch k banayai hotay Kam say kam tornay walay k haath mein zakham tou ayai hotay.
aik bandar ka bacha apni maan say: maa main itna badsurat kyon hoon maa beta khuda ka shukar karo aur, usay dheko jo message pardh raha hai
Aey mere SMS mere dost ke pass jana, Agar wo so raha ho to shor mat machana, Jab wo jage to dhire se 'Muskarana', Phir kehna "KANJUS" SMS karo!
naukrani: malkin aap udaas kion hain? malkin: mujhey pata chala hay k tumharay sahab ka kisi larki say chakkar chal raha hay offcie main naukrani: naheeeeeeen . . . . . . sahab mujhai dhoka nahi dai saktay
Tumhain kia pata gum kia hai, Tumhain kia pata gum kisay kehtay hain, Tum kia jano gum kia chiz hai, Tum nay to hamesha . . . thook se hi envolope chipkaya hay :-) hehee
Hasi ke raste pe chala karo, khushiyo ki mahak liya karo, pyar se dilon ko chuha karo, jahan tumhe ghum nazar aaye, is nacheez ko yaad kiya karo!
1 Kabootar Itna Ura Itna ura itna ura Bohut upar gaya, Itna itna bus ab nazar nahin aa raha apna kaam karo, kal dhondain gay
jeevan me paise, pyaar, dost, sab kuch aata hai jaata hai, par tode gaye daant phir nhi aate, samajhdar ho ummeed hai msg bhejte rahoge.
muj ko chor kr janay walay mera dil dokhanay walay bin bataye tm kahan chalay gaye ho ab to mere khawabon mein bi bus tum he atay ho agar tm is eid pr na aye to mera kia banay ga? main kis tarah ye eid guzaron ga? ? ? AYE MERE GHAR SE BAGHAY HOWE […]
Hey Dear Kaha ho Yar Pata Hai Kab Se Wait kar RAha Hoo Jaldi Aoo Na Ache Se Tayar Ho Kar Aana Dekho Hamesha Ki Tarah 1st Prize Tumhein Milna Chahiye Aaj mera Yar Phir Monkeys Fashion Show Jeete Ga ..
Ek ladki paidal chale ja rahi thi, Ladka awaz deta hai, ae diwani peeche murkar dekh tera dupatta jameen se ghisa ja raha hai, Ladki jawab deti hai- ae diwane tu kya jane ye bhi apna faraz nibha raha hai, koi chum na le mere kadmon ki mitti ko isi liye nishan mitata ja raha […]
Dosti karo college wali se, pyar karo office wali se, programe karo pados wali se, ankh ladao sali se, love karo dilwali se, aur mar khao ghar wali say:p.