You are here:SMS4Smile » Hindi SMS » Hindi Funny SMS » Tum kia jano gum kia chiz hai
Tum kia jano gum kia chiz hai
Tumhain kia pata gum kia hai,
Tumhain kia pata gum kisay kehtay hain,
Tum kia jano gum kia chiz hai,
Tum nay to hamesha
.
.
.
thook se hi envolope chipkaya hay :-) hehee
Related SMS
- 1 SMS ki qeemat tum kia jano kanjus babu?
- Konsi chiz hawa main bhi urti hai aur bachay bhi daiti hai
- Mehangi chiz on birthday
- Dil k operation ko byepass kion kehtay hain?
- Qaatil kise kehtay hain ?
- Pata hai Main kya bana rahi hu?
- Woh subah ki thandak
- Bohat chotay ho, thora intezaar karo
- Log kehtay hain k khuda ne aapko badi fursat mein banaya hai....
- Monkeys fashion show
- Jab say tumhain jana hai,
- Tumse mil kar hogaya zindgi se pyar
- Pakistan ek aisa mulk hay,
- Why enters in bathroom
- Wo larki kisi aur ne pata li!
- Diwali ke subh apsar per
- Tujhey sub pata hai
- 1 Police officer bachey se
- Hont se hont milte hain tu kya huta hai??
- Tumhain dekh ker eid kerta hai koi
- Naukrani: malkin aap udaas kion hain?
- pehlay hath mai lo, phir mun mai ...
- Sardar on date with his girlfriend
- Yeh tumhara sulagta hua jism...
- Movie titles related to eng students:
- Papar aur jhapar main farak
- "Bush" replies 2 "Faraz"..
- kuch log to SMS bhi nahi kertay hain
- tumhare diay huy gham ki tumhain aisi saza mile,
- Kuch waqt baqi hay new year aanay mein
- Life main hamesha haste raho
- Kash tum bakri hotay
- Apne pyar ko mat chupao
1 SMS ki qeemat tum kia jano kanjus babu? sb SMS k sir ka taj hota hay mera 1 sms, sub k Mob ki shan hota hay mera 1SMS, Hr kisi k inbox ka khuwab hota hay mera 1 SMS...
Teacher: zameen per rehny waly janwer bachy dety hain, hawa main urnay waly andy daitay hain, Woh konsi cheez hai jo hawa mai bhi urti hai or bachy bhi deti hai??
Wife:Bht pyar sey "Suniye! aj meri birthday ha, Mujhy koi Mehngi C Cheez Ley K Dain Naa Plz" Hsbnd: Chalo Tm Tayyar Ho Jao, "Hm Cheeni Lenay Chaltey Hy".
Dil ke operation ko BYEPASS kion kehtay hain? Kion k agar operation theek ho gaya to PASS warna Hamesha ke liye BYE!
Teacher 2 pathan: Qaatil kise kehtay hain ? Pathan: Pata nahi, Teacher: agar tum apnay baap ko qatal ker do to tum kia kehlao gay? Pathan: YATEEM
2 pyaz, 3 lahsun, 5 gm zeera, 3 kali mirch, 2 spoon namak, 4 spoon oil, 1 cup water Aur thoda sa hara dhaniya. Pata hai Main kya bana rahi hu? . . . . . . . Tumhain ullu!
Woh subah ki thandak, Woh toliye ki khushbu, Woh shamp ki bottle, Woh dhule howay kapron ka sakoon, . . . . . Tum kiya jano ye to sirf nahanay wale hi jante hain:p
Fizayen kehti hain pyar karo, hawain kehti hain pyar karo, ghatayen kehti hain pyar karo, lekin . . ghar walay kehtay hain ke tussi bahot chotay ho thora intezaar karo,
Log kehtay hain k khuda ne aapko badi fursat mein banaya hai.... "simple c baat hai, faltu kaam fursat mein hi to kiye jate hain".
Hey Dear Kaha ho Yar Pata Hai Kab Se Wait kar RAha Hoo Jaldi Aoo Na Ache Se Tayar Ho Kar Aana Dekho Hamesha Ki Tarah 1st Prize Tumhein Milna Chahiye Aaj mera Yar Phir Monkeys Fashion Show Jeete Ga ..
Jab say tumhain jana hai, Jab say tumhain paya hai, Her dua main tera hi naam aaya hai, Taa kay pochon rab say, . . . . Yeh kaisa namoona banaya hai?
Tumse mil kar hogaya zindgi se pyar Raah main chorr kar mat jana mere yaar Bin tere hum ji na payenge Tum na hoge to hum BEWAQOOF kisay banayenge;-)
Pakistan ek aisa mulk hay, Jis k log har 2 ghante k baad khush hote hain, Pata hay kub..??? ? ? ? "Jub light aati hay."
Sahab: Tum bathroom mei q ghus aye, kia tumhain pta nahi tha k main naha raha hoon? Mulazim: Hazur galti ho gai, main samjha tha begum sahiba naha rahi hain;-)
Woh gori hai uski zulfe hain kali, Wo Pari hai ya Pariyo ki Rani, Uski har baat hai nirali, Par kya karu yaaro wo larki kisi aur ne pata li!
diwali ke subh apsar per Mere sab des basiyo ko subh kamnaye. Ish tyohar per apko hazaro khusi hasil ho Asatya per hamesha satya ki jeet ho Chahe aap kahin bhi rahe Hamesha apno ka sath ho.
Child:papa aunty ka pait kion phola hai? Father:tujhey sub pata hai! Child: nahin pata promise! Father: in k pait main pani bhara hay CHILD:Oh No! Bacha to doob jaye ga!
1 Police officer bachey se: Beta: Kia tumhare abu "Al Qaida" mein hain? Bacha: Uncle! Mujhe abu ka tu nahin pata per mein . . "Noorani Qaida" pe hoon
Hont se hont milte hain tu kya huta hai?? ? ? ? ? socho?? ? ? nai pata? ??? ? ? uff kitna ganda sochte ho kuch nai bus moo band huta hai
Aye Chand¢â‚¬Â¦ Jab wo teri tarf dekhain Toh unhain kuch yaad delana Phir chupkey se un k pass jana Aur kehna¢â‚¬Â¦.! Tumhain koi yaad karta hai. Teri umeed karta hai kohi Ajj bhi tumhain dekh kar Eid karta hai koi.
naukrani: malkin aap udaas kion hain? malkin: mujhey pata chala hay k tumharay sahab ka kisi larki say chakkar chal raha hay offcie main naukrani: naheeeeeeen . . . . . . sahab mujhai dhoka nahi dai saktay
pahlay hat ma lo phir mon mai lo phir thook lagao phir sidha karoo phir sorakh ma daloo uff.. kithna muskhil ha soi mai dagha dalna
Sardar apni girlfriend k sath date k liye oil mein naha k jata hai GF: ap oil mein kiun nahay? Sardar: meine suna tha k har chiz meezan mein achi lagti hai;->
Yeh tumhara sulagta hua jism... kapkapatay hont.... larkharati Aawaz... thartharata badan . . . . mujhe pehle se shak tha k tumhain Malaria hai.....
Movie titles related to eng students: exams - socha na tha, classes - kabhi kabhi, question papers - na tum jano na hum, copying - yaarana, maths2 - asambhav, maths1 - mission impossible, environmental sciences - pyar mein kabhi kabhi, 1st semester - kuch to hai, 2nd semester - yeh kya ho raha hai, distinction […]
CIRCUIT : Aye Mamu, tereko papad aur jhapad mein pharak pata hai kya? MAMU : Nehin. CIRCUIT : To kha ke dekh Le, pata chal jayega.
"Bush" replies 2 "Faraz".. Haal to mera b tere jesa he hy "Faraz",bus farq sirf itna hy . . Tumhain apno ne lota, Hamain ghairon ne koota
Na jane log kion dartay hain, kuch log to SMS bhi nahi kertay hain, Aur kuch aise b hain Ap jaise is duniya mein, Jo MISCALL mar k bhi,balance check karte hain.
tumhare diay huy gham ki tumhain aisi saza mile, tumko (motion) lagain aur tumko karne ki kahee jaga na mile..
Abhi Kuch Lamhy Baqi Hain, Sal K Khatam Honay Mein, Chalo Aisa Karen Hum Tum, Gilay Shikway Jo Rehte Hai, Hamesha Darmiya’n Apne, Kyun Na Khatam Kar Dalen, Naye Waday Nayi Qasmein, Nayi Umeed Hum Bandhe’n, Naye Andaz Se Jeewan Ka Ik Ik Rukh Badal Dalen, Dilon Mein Hain Kadorat Jo, Hum Us Ko Khatam […]
Life me hamesha Haste raho, Muskurate raho, Gaate raho, Gungunate raho Taki tumhe dekhte hi log samajh jayen k tum 'UNMARRIED' ho.
Kash tum bakri hotay ! Main tumhain ghaas khilata or pyar say tumhara seeng hilata aur pochta... PAGAL kon??? tum ya Main? or tum pyar say boltay Main Main..
Apne pyar ko mat chupao, ise zarurat h jatane ki, Apni khubsurti ko mat chupao, ise zarurat h dikhane ki... Ab aur PERFUME mat lagao, tumhain zarurat h nahane ki