You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Romantic SMS » Tumhain dekh ker eid kerta hai koi
Tumhain dekh ker eid kerta hai koi
Aye Chand¢â‚¬Â¦
Jab wo teri tarf dekhain
Toh unhain kuch yaad delana
Phir chupkey se un k pass jana
Aur kehna¢â‚¬Â¦.!
Tumhain koi yaad karta hai.
Teri umeed karta hai kohi
Ajj bhi tumhain dekh kar
Eid karta hai koi.
Related SMS
- Tumhain koi yaad karta hay
- Qasam tumhari tumhain itna piyar karta hoon
- Jab sey tumhain jana hai,
- Jab say tumhain jana hai,
- Bhulana tumhain na aasan ho ga
- Tumhain ab bhool hi jayain tou acha hai
- Koi hay jo dua kia kerta hay
- Bhoolna tumhain na asaan hoga
- ArZo0 HaY TumHAin Do0R Se DekHNay KI,
- Bun jaon agar tum sa tumhain kaisa lagay ga
- Dil kerta hai tujhey kuttay k agay dal dun
- tumhare diay huy gham ki tumhain aisi saza mile,
- 2 din pehlay hi eid ka chand dekh lia
- Dekh ke aapko har kali gungunane lagi
- Wo mud mud k Hame dekh rhe the
- Agar tum kisi ko chota dekh rahe ho
- Kabhi na dekh saka
- Tumhain ghalat fehmi hoi hay
- Hounto Pe Hunsi Dekh Li
- Aankhon me tumhe dekh k pehchaan na le.
- Apko dekh kar dekhta reh geya
- Markaz-e-hilal committee ne dekh lia
- Agr khush hai wo dekh k ansu meri ankho me,
- Mujhe dekh kar chehra ghuma lete hai,
- Sochta hoon in sagar ki lehro ko dekh kar
- 1 larki mujh ko hans k dekh rahi hai
- Mera chand to tu hi hay
- Duniya mein koi kisi ke liye kuch nahi karta
- Yaad mein teri aankhe bharta hai koi,
- Tumhara chand sa chehra..
- Kisi roz tum ko bhe meri bohot yaad aai gee
- Tum yaad humain bhi ker lena
- Dil k konay say aik awaz aati hay
Usy ye baat samjhao tumhain koi yad karta hai, kabhi to milne ajao tmhy koi yad karta hai. Hamare sheher se jab tm gye thy hum ne na roka, hamare dil se mat jao tmhy koi yaad karta hai. Tumhare naam ki har shay wahin mojud hai lekin, kabhi khud bi chale aao tumhe koi […]
Main apna aj apna kal thumara nam karta hoon, main apne javen ka her aik pal tumharay naam karta hoon, Samait sako gay na jisay tum ta qayamat, Qasam tumhari tumhain itna piyar karta hoon.
Jab sey tumhain jana hai, jab sey tumhain paaya hai, har dua mein tera naam aaya hai, Ta k poochhu rab say . . . . ki yeh kaisa namoona banaya hai
Jab say tumhain jana hai, Jab say tumhain paya hai, Her dua main tera hi naam aaya hai, Taa kay pochon rab say, . . . . Yeh kaisa namoona banaya hai?
Bhulana tumhain na aasan ho ga, Jo bhulay tumhain wo nadaan ho ga, Aap to bastay ho rooh main hamari, Bus aap hamain na bhulana yeh aap ka ahsan ho ga..
Tumhain ab bhool hi jayain tou acha hai, Yeh faslay aur bhi barh jayain tou acha hai, Tumhari chahatain hum ko nahin hasil, To ab ghair hi bun jayain tou acha hai, Hamari to umer guzri hai teri chahat main, Tu is aag main na jalay to acha hai, Barsoon se thi Dua k tu […]
Koi hay jo dua kia kerta hay, Apnon main mujhey bhi gina kerta hay, Bohut khush naseeb samajhtay hain khud ko hum, Door reh ker bhi koi yaad kiya kerta hay
Bhoolna tumhain na asaan hoga, jo bhule tumhain woh nadaan hoga. Aap to basti ho rooh mein hamari, Aap humain na bhulain ye apka ehsan hoga.
ArZo0 HaY TumHAin Do0R Se DekHNay KI, MAgEr PasS NaHi AaNa ChAhTa, TaMaNnA NaHi tuMHain PANAy ki, MAgeR KhoNA BhI NAHi CHAhTa...
Bun jaon agar tum sa tumhain kaisa lagay ga Her pal rahon mein yadoon mein kaisa lagay ga? Dartey ho jo tum narazgi say meri ho jaon agar tum say khafa kaisa lagay ga? Tum pyar mein khud ko ho mitanay pay raazi Ban jayai agar pyar saza kaisa lagay ga ? Khud se bhi […]
Train mai aik husband apni wife say: tujh say shadi ker k pachta raha hun dil kerta hai tujhey kuttay k agay dal dun samnay wala passenger:wao wao wao wao!!!
tumhare diay huy gham ki tumhain aisi saza mile, tumko (motion) lagain aur tumko karne ki kahee jaga na mile..
Close Ur Eyes And Imagine My Smily Face Have You Done It??? Mubarak ho Aap Ne 5 Din Pehlay Hi Eid Ka Chand Dekh liya‚¦.
Chamkte chand ko neend ane lagi, Aapki kushi se duniya jagmagane lagi, Dekh ke aapko har kali gungunane lagi, Ab to phenktay phekntay mujhe bhi neend ane lagi, Goodnight
Wo mud mud k Hame dekh rhe the,aur hum unhe.. Wo mud mud k hame dekh rhe the,aur hum unhe.. Kyoki exam me na unhe kuch ata tha aur na hame...
Agar tum kisi ko chota dekh rahe ho, to tum use door se dekh rahe ho, Ya phir gharoor se dekh rahe ho (Hazrat Ali(R.A)"
sitaaraa apanii bhii taabindagii na dekh sakaa vo dhundh thii ki ye manzar koii na dekh sakaa talaash karate huye uNgaliyaaN jalaa Daaliin vo tiiragii thii ki mai.n shama bhii na dekh sakaa milaa thaa shaam mujhe ik bujhaa huaa suuraj main us ke baad phir raushanii na dekh sakaa jo rabt baaqii the sab […]
Wife:kal rat tum mujhey neend mein galian kion de rahey thai? Husband: tumhey ghalat fehmi hoi hai.. Wife: kesi ghalat fehmi? Husband: yehi k mein neeend mein tha
Hounto Pe Hunsi Dekh Li Dil k Ander Nahe Dekha, Aap Ne Mere Gahmoo ka Samounder Nahe Dekha, Kitne khoub Sourat H ye Duniya ye Dekha h Aap Ne, JE JE k Marney Waloh ka Manzer Nahe Dekha, SHeeSHAY ka Makaan Tu Ne Bana to Liya H Dost, Laiken waqt k Hath ka Pahter Nahe […]
Bheeg jaati hain meri palkein jab tanhai main Dar lagta hai, koi wajah jaan na le. Dar to yun bhi lagta hai k koi meri Aankhon me tumhe dekh k‚ pehchaan na le.
Apko dekh kar dekhta reh geya kiya kahoon or kehne ko kiya reh geya. Andhiyon k iraday to achay na thay yeh diya janay kaise jalta reh geya...
Mubarak ho Markze Rohatay Hilal Kameti ne mujhe dekh leya hai. Kal EID HO Gi... Eid Mubarak
Agr khush hai wo dekh k ansu meri ankho me, to qasam se hum muskurana chor denge, tadapte rahenge use dekhne ko magar, uski taraf palke uthana chor denge.
Mujhe dekh kar chehra ghuma lete hai, Mujhe dekh par nazrein phira lete hai, Par ek baat par ghaur unkay kartey hai, Baatain ghairon ki, qasmain mere naam ki kha leti hai.
Sochta hoon in sagar ki lehro ko dekh kar, Kyon yeh kinaro se takra kar palat jati hain, Karti hain vo kinare se bewafai ya fir sagar se wafa nibhati hain.............?
A boy told his friend, "yar aik larki mujh ko hans k dekh rahi hai". Friend answered: "Sahi se dekh, hans k dekh rahi hai ya dekh k hans rahi hai :-)"
Teri JAN, meri JAN, meri jaan to tu hi hay, Log dekhain EID ka CHAND, mera CHAND to tu hi hay
Duniya mein koi kisi ke liye kuch nahi karta Marne wale ke saath har koi nahi marta Arey‚¦ Marne ki baat to door rahi Yahan to zindgi hai phir bhi koi yaad nahi karta
Yaad mein teri aankhe bharta hai koi, har saans ke saath tujhe yaad karta hai koi, maut to sachai hai aani hai, lekin teri judaai mein har roz marta hai koi....!
Fizaoo main rang bharta hai tumhara chand sa chehra... Mujhe bechain karta hai tumhara chand sa chehra... Usi ehsaas ka nasha liye phirta hoon duniya main akela... Meri khatir sanwerta hai tumhara chand sa chehra... Mujhe ye chandni raatein buhut bekaaif lagti hain... Jab meri aankhoun main ubharta hai tumhara chand sa chehra... Koi chehra […]
Kisi roz tum ko bhe meri bohot yaad aai gee, mager us din bohot daer ho jai gee , tum milna chaho gee mager mujh ko daikh na pao gee, tum dhoondo gee mujhe mager daikh na pao gee, tum tarpo gee meri yaad main or aansoo bahao gee. mujhe daikhe bina ik pal bhe […]
Ho raat akeli pichlay paiher or Chand gagan main aa jaye, Tum chand ki manend tanha ho ye baat tumhay tarpa jaye. Kuch khuwab saja kr palkoun pay Tum chand say batein kr laina, Hum yaad tumhay to kartay hain tumYaad humain bhi ker laina. Kuch bat na ho jb aisay he num ankh Tumhari […]
Dil k konay say aik awaz aati hay, Hamain har pal un ki yaad ati hay, Dil pochta hay bar-bar hum say, Jihain hum yaad kertay hain, Kia unhain bhi hamari yaad ati hay?