Munna Bhai: Aay circuit, baapu bole to
gandhi ji kapde kyu nahi pehantay thay?
Circuit: Bhai bole toh bapu bhi us
time ke salmaan khan thay!!!
Munna bhai SMS / Text jokes messages collection (hindi,english & urdu)
Munna Bhai: Aay circuit, baapu bole to
gandhi ji kapde kyu nahi pehantay thay?
Circuit: Bhai bole toh bapu bhi us
time ke salmaan khan thay!!!
Tera bhot memory aa rela tha,
Itna tem ho gela hai,
tere ko dekha bhi nai,
Akha life mei tere jesa 1 item mila apanko,
miss to karega
PRINCIPAL: Agar koi ladka girls hostel mein
gaya toh first time 100 Rs fine,
2nd time 200 Rs. Fine and 3rd time 500.
MUNNA BHAI: Monthly paas ka kya lega Mamu
MAMU : Oye, maar gayay yaar.
Meri biwi aur premika saath saath AA rehli hain.
MAMU KA DOST : Arrey, mein bhi yehi bolnewala tha.
PROFESSOR: Akal badi ki bhais?
MUNNA BHAI: Bole toh pehlay date of birth bata mamu.
MUNNA BHAI: Circuit, bole toh yeh Ford kya hai?
CIRCUIT: Bhai, gaadi hai.
MUNNA BHAI: Toh phir, yeh Oxford kya hai?
CIRCUIT: Bole toh, simple hai bhai, Ox mane Bail,
Ford mane gaadi. Oxford bole toh Baelgaadi.
Circuit, "Bhai... bole to bachpan
mein apun 20th Floor se gir gaya tha."
Munna Bhai, "Aisa kya? To fir
bach gaya tha ya mar gaya tha?
Circuit, "Abhi jaane do na bhai itni purani baat...
Bole to ab apun ko jyada yaad nahin!!"
Munna: Meray paas aik buri khabar hai, aur aik buhat hi buri khabar hai teray wastay.
Patient: Acha to pehlay buri khabar suna daal.
Munna: Apun k paas jo teri report pahunchi us mien likha tha k teray
paas sirf 24 ghantay hain zinda rehnay k liye.
Patient: Sirf 24 ghantay. is say buri khabar kya ho sakti hai.
Munna: (Jadu ki Japhhi Dalte Hoauy) Mien kal say teray tak pahunchnay ki koshish kar raha hoon.
EXam's song by Munna bhai:
"Chanda Mama so Gaye,
Student sarey jage.
Dekho pakdo yaron,
Ghadi ke kaante bhaage.
Ek pariksha khatam,to duji
shuru ho gayi MAAMU.
MUNNA BHAI : Oye Short Circuit yeh light
bulb pe baap ka naam kya likh raha hai?
CIRCUIT : Apun baap ka naam roshan kar rehle hai.
Impact of Movies:
Teacher :- Who is Mahatma Gandhi?
Student:- He is the one who helped
Munna Bhai to impress his girlfriend!
MUNNA BHAI visits Mysore palace.
CIRCUIT: bhai us kursi par mat baithna.
MUNNA: kaiku ?
CIRCUIT: wo tipu sultan ki he bhai.
MUNNA: tension kaiku leta he re maamu ?
aayega to uth jaunga re ,i shappath !!!