You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi New Year SMS » Naya Saal Mubarok ho tuje mere Dost / Yaar.
Naya Saal Mubarok ho tuje mere Dost / Yaar.
Es Naye Saal mai..
Jo to chahe wo tera ho,
Har din khubsoorat aur ratain roshan ho,
Kamiyabi chumte rahe tere kadam humesha yaar,
Naya Saal Mubarok ho tuje mere Yaar.
Related SMS
- Naya saal mubarak
- Naya islmai saal mubarak
- Mubarak ho aapko ye naya saal
- Naya saal mubarak
- Naya saal aaya hai chalo
- Naya Saal Mubarak Ho
- Aye mere yaar aisi HAPPY HOLI
- Aapko Naya Saal Mubarak Ho
- Naya Saal 2016 mubarak ho
- Naya saal 2014 mubarak
- Holi Mubarak ho mere yaar!
- Aey mere SMS mere dost ke pass jana,
- Ja sms ja, mere sweet dost ke pass ja
- Mere dost se pyaar karti hai
- Naye saal aaye banke ujale,
- Mere dost tanhai me na waqt bitaya karo
- Naye saal ki shubhkamnaaye apko.
- Bad-tameez....miss u meray yaar
- Naye saal ke avsar par dua karte hain
- mere zindagi kya dosra naam hoo tum,
- Naye saal me tu phir se sambhal
- Yeh na thi hamari qismat k wisaal-e-yaar hota
- Mubarak hove tone Naye Saal da vaar.
- Beet gaya jo saal, Bhool jayye
- Naye saal ki shubhkamnayein dene ka
- Bhul Jaoo Bite Huye Saal Ko
- Mubarok ho lohri ka tyohar
- Santa sing ka 20 saal bad bacha hua
- mere hamsafar
- Yaar, kitthay hai tu
- Aane wala saal aapke liye zabardast ho
- ek Achhe saal Ki Shuruaat...!
- Zaka yawazi gharzedam sok zama yaar na wo..!
Aa gaya hai nayaa saal Is naye saal men aao karen kaamana ke ye sabhi ko rakhe khushahaal jo hain gareeb aur kangaal unako bhi ye bana de maalaamaal Desh ke bhrashtaachaar ko mita de aur le aaye ek majaboot Lokpaal Naya sal mubarak
Aap sab ko dill ki gehraiyon say nikli hoi bay shumar duaon k sath "NAYA ISLAMI SAAL" mubarak ho. Allah is naye saal ko aap sab k liye rehmaton, barkaton, khushyon, kamiyabion, khair-o-afiat, hifazat, aman, sukoon aur tamam tar naik khuwahishat ki takmeel ka saal bana day aur donon jehan ki sari naymatain ata farmaye […]
*** TWINKLE TWINKLE LITTLE STAR*** kya kahte hai mere yaar mubarak ho aapko ye naya saal badhta raha hamara pyaar A VERY VERY HAPPY NEW YEAR 2014
Naya Saal Mubarak Kia Bharosa Mobile Ka Battery ka Charger Ka Network Ka Balance Ka Life ka Time Ka Is Liye Meri Taraf Se Advance Main "Naya Saal Mubarak"
Purana saal sabse ho raha hai door, Kya karein yahi hai kudrat ka dastoor, Purane yaadein sochkar udaas na ho tum, Naya saal aaya hai chalo... DHOOM MACHALE, DHOOM MACHALE DHOOM!!
Hazaron Duaon Beshumar Wafaon An-Ginat Mohabaton Be-Panah Chahaton Aur Khushion ke beshumaar khazane ke sath Aapko.. Naya Saal Mubarak Ho.
Rangon se bhi rangeen zindagi hai humari, rangeeli rahe yeh bandagi hai humari, kabhi na bigde ye pyar ki rangoli, aye mere yaar aisi HAPPY HOLI.
Naya Savera Nayi Kiran ke Sath Naya Din Ek Pyari Si Muskaan ke Sath Aapko Naya Saal Mubarak Ho Dher Sari Duaon ke Sath Happy New Year
I am sorry. Ek buri khabar hai Mujey Hamesha k Liye bhul jana plz. Mujhe kuch dino baad tumhey, Hamesha k liye chod karrr Chale jana hey tumhara apna 2020.. Aur Meri taraf Se tumhen naya saal 2020 mubarak ho
Aapke life meinn mithaas ho “Cadbury” jaisee Rounakk ho “Asian Paints” jaisse Mehakk ho “Axe” jaisee Tazagi ho “Colgate” jaisee or tension-free raahe “Huggies” jaisse! Naya saal 2014 mubarak / Happy New Year 2014
Rango ke tyohar mein sabhi rango ki ho bharmar, Dher saari khushiyon se bhara ho aapka sansar, Yahi dua hai bhagwan se hamari har bar, Holi Mubarak ho mere yaar!
Aey mere SMS mere dost ke pass jana, Agar wo so raha ho to shor mat machana, Jab wo jage to dhire se 'Muskarana', Phir kehna "KANJUS" SMS karo!
Ja sms ja, mere sweet dost ke pass ja, dhire se jana shor na machana, soye hue ho to kuch mat kehna, free hoge to miss U kehna..!
Na woh inkaar karti hai, Na woh ikraar karti hai, Kambakhat mere hi sapnon main aa kar, Mere dost se pyaar karti hai
Naye saal aaye banke ujale, Khul jaye aap ki kismat ka tale, Hamesha aap pe rahe meherban Oparwale, Chand tare bhi aap pe hi rosni dale. Happy New year
Mere dost tanhai me na waqt bitaya karo, Kabhi kabhi mehfilon me bhi aaya karo, Kiya hua jo toot gaye hen samney k 4 dant, Phir bhi moun khol ker muskuraya karo..
Phuool khilte raahe jivan ki raah me, khushi chamktii rahe apkii nigah me, har kadam pe mile khuushi ki bahar apkoo, ye dost deta hai naye saal ki shubhkamnaaye apko. Happy New Year 2014
Bad-tameez Chaddar ki KAMEEZ, Lohe ka PAIJAMA, Bandar tera MAMA, Billi teri MAUSI, Kutte mera YAAR, Aam ka AACHAR Miss u mere YAAR
Kabhi hasaati hai too kabhi rulaati hai ye zindagi bhi na jaaane kitne raang dekhati hai haste ha to bhi ankhoon mein nami aaa jaati hai naa jaane ye kaissi yaadein hai joo dil meinn bas jaaati hai duaa karte hai es naye saal ke avsar par mere dostoon ke laboon per sada muskaaan rahe […]
mere zindagi kya dosra naam hoo tum, hum tere dil me rahe ge ek yaad bankar , tere laab pe khilenge muskan ban kar , kabhi apne se juda maat samaj na , hum tera saat chale ge asman ban kar.
Naye saal me tu phir se sambhal, Galat kaam me na too karna pahal, Zamane me sab kuchh milega tujhe, Bas dekhane ki too apni nazrain badal !!
yeh na thi humari kismat k wisaal-e-yaar hota ... ager or jeete rehte tu yehi intazar hota kahoon kiss se main k kia hai ... shab-e-ghum bori bala hai mujhe kia bora tha marna .. ager aek baar hota yeh na thi humari kismat k wisaal-e-yaa hota .. koei mere dil se poche tere teer […]
Mungfli di khushbu te gurh di mithaas, makki di roti te sarso da saag, dil di khushi te aapneya da pyar, mubarak hove tone Naye Saal da vaar.
Beet gaya jo saal,Bhul jayye, Es Nayai Saal ko Gale lagayye, Karte hain duwa hum Rab se sar jhuka kay... Es Saal ka Sare Sapne pura ho Aap kay. *NAYA SAAL MUBARAK*
Socha kisi apne se baat karein, apne kisi khaas ko yaad karein, kiya jo faislaa naye saal ki shubhkamnayein dene ka, dil ne kaha kyon na shuruwaat aapse karein…
Bhul Jaoo Bite Huye Saal Ko, DiL Me Basalo Aane Wale Saal Koo, Muskurao Chahee Jo Bhi Ho Pal, Khushiyaa Lekr Ayegaa Aane Walaa Saal, Happy New year 2014.
Twinkle Twinkle Yaran di car, Kahdke glassi in the bar, Mubarok ho lohri ka tyohar
Santa sing ka 20 saal bad bacha hua. Wo udas ho gaya. Banta : Yaar udas kion ho? Santa : 20 sal baad bacha huwa wo bhi itna sa.
Mere Humsafer, mere Hum-nasheen Main ne Rab se manga to kuch nahi Per jub bhi mangi koi dua! Nahi manga kuch bhi "Tere Siwa" Ye talab kya k mera Khuda! Naye ehad ki Sabhi rahtain, Sabhi chahtain, Wo ata kre tujhe manzlain, Ye talab kya k mera Khuda! Tujhe Bakht de, Tujhe Taj de Tujhe […]
Thoughts r many but words r few, I m always there for you, When things go wrong Don't turn blue, Just give me a call & say, "Yaar, kitthay hai tu"
Isse pehle ki saal ka antim suraj ast ho, Isse pehle ki 2013 ka calender nast ho, Isse pehle ki aap khushi ke mahaul mein mast ho, Aur isse pehle ki mobile network vyast ho, Dua hai ki aane wala saal aapke liye zabardast ho. Happy New Year 2014!
Ek-Khubsurti..! Ek-Tajgi..! Ek-Sapna..! Ek-Sachai..! Ek-Kalpana..! Ek-Ahsas..! Ek-Astha..! Ek-Vishvas..! Yahi Hai ek Achhe saal Ki Shuruaat...!
Zama pa jawand da ghariby da cha aitbar na wo, Zaka yawazi gharzedam sok zama yaar na wo..!