You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi New Year SMS » Naya Saal 2027 mubarak ho
Naya Saal 2027 mubarak ho
I am sorry.
Ek buri khabar hai
Mujey Hamesha k Liye bhul jana plz.
Mujhe kuch dino baad tumhey,
Hamesha k liye chod karrr
Chale jana hey tumhara apna 2027..
Aur Meri taraf Se
tumhen naya saal 2027 mubarak ho
Related SMS
- I am sorry. aik buri khabar hay
- Naya islmai saal mubarak
- Naya saal mubarak
- Naya saal mubarak
- Naya Saal Mubarak Ho
- Naya saal 2027 mubarak
- Mubarak ho aapko ye naya saal
- Aapko Naya Saal Mubarak Ho
- Naya saal aaya hai chalo
- Naya Saal Mubarok ho tuje mere Dost / Yaar.
- Mubarak hove tone Naye Saal da vaar.
- 2027 ho aap k liye zabardast
- New Year 2027 ko Hum Sab kare WELCOME
- Direct dil se ... Happy New Year 2027
- 1-jan-2027 ko ... saza sunai jati hai
- Saal k woh lamhe jo sang aap k bitae
- Naye saal aaye banke ujale,
- Bhul Jaoo Bite Huye Saal Ko
- Beet gaya jo saal, Bhool jayye
- Phir Teri YAAD Naya Dard UGAL Jati hy..
- Mubarak ho aap ko 2027, 2026 k bad
- Mubarak ho EID Ramadan k baad
- Santa sing ka 20 saal bad bacha hua
- Aik buri khabar hai, aur aik buhat hi buri khabar hai
- Aane wala saal aapke liye zabardast ho
- Chand Raat Mubarak !!
- Har ek lamha naya ik imtehan hai
- Gul ko Ghulshan Mubarak ... birthday mubarak
- Bari khushi say kehtay EID MUBARAK
- ek Achhe saal Ki Shuruaat...!
- Aaj saal ka Akhiri din hai...funny
- Happy Ramadan ul mubarak
- Naye saal ki shubhkamnaaye apko.
I am sorry. Ek buri khabar hai Mujey bhool jana plz. Mujhe kuch dinon baad tumhey, Hamesha k liye chod kar Chale jana hey tumhara apna -2020-
Aap sab ko dill ki gehraiyon say nikli hoi bay shumar duaon k sath "NAYA ISLAMI SAAL" mubarak ho. Allah is naye saal ko aap sab k liye rehmaton, barkaton, khushyon, kamiyabion, khair-o-afiat, hifazat, aman, sukoon aur tamam tar naik khuwahishat ki takmeel ka saal bana day aur donon jehan ki sari naymatain ata farmaye […]
Naya Saal Mubarak Kia Bharosa Mobile Ka Battery ka Charger Ka Network Ka Balance Ka Life ka Time Ka Is Liye Meri Taraf Se Advance Main "Naya Saal Mubarak"
Aa gaya hai nayaa saal Is naye saal men aao karen kaamana ke ye sabhi ko rakhe khushahaal jo hain gareeb aur kangaal unako bhi ye bana de maalaamaal Desh ke bhrashtaachaar ko mita de aur le aaye ek majaboot Lokpaal Naya sal mubarak
Hazaron Duaon Beshumar Wafaon An-Ginat Mohabaton Be-Panah Chahaton Aur Khushion ke beshumaar khazane ke sath Aapko.. Naya Saal Mubarak Ho.
Aapke life meinn mithaas ho “Cadbury” jaisee Rounakk ho “Asian Paints” jaisse Mehakk ho “Axe” jaisee Tazagi ho “Colgate” jaisee or tension-free raahe “Huggies” jaisse! Naya saal 2027 mubarak / Happy New Year 2027
*** TWINKLE TWINKLE LITTLE STAR*** kya kahte hai mere yaar mubarak ho aapko ye naya saal badhta raha hamara pyaar A VERY VERY HAPPY NEW YEAR 2014
Naya Savera Nayi Kiran ke Sath Naya Din Ek Pyari Si Muskaan ke Sath Aapko Naya Saal Mubarak Ho Dher Sari Duaon ke Sath Happy New Year
Purana saal sabse ho raha hai door, Kya karein yahi hai kudrat ka dastoor, Purane yaadein sochkar udaas na ho tum, Naya saal aaya hai chalo... DHOOM MACHALE, DHOOM MACHALE DHOOM!!
Es Naye Saal mai.. Jo to chahe wo tera ho, Har din khubsoorat aur ratain roshan ho, Kamiyabi chumte rahe tere kadam humesha yaar, Naya Saal Mubarok ho tuje mere Yaar.
Mungfli di khushbu te gurh di mithaas, makki di roti te sarso da saag, dil di khushi te aapneya da pyar, mubarak hove tone Naye Saal da vaar.
Pesh hai Phoolon ka Guldasta, Chehra yun hi rahe aapka Hasta, Khushiyo ki barsaat ho Zabardast, Aur.. Aur.. Aur.. 2027 aapke liye ho Mast. ~Happy New Year~
Sabke Dilo mein ho sabke liye Pyar, Aanewala har din laye Khushiyon ka Tyohar, Es ummid k sath aao bhulke sare Gum, New Year 2027 ko Hum Sab kare WELCOME
Na ZUBAN se, Na CARD se, Na GIFT se, na POST se, na EMAIL se, is bar direct DIL se Happy New Year 2027
Tamam Sabuto or gawaho ko nazer m rakhte hue Message Padhne wale ko dhara 1-jan-2027 k tahat "Happy New Year" Kahte Hue Aap sab ko Zindgi bhar Khush rahne ki saza sunai jati hai.
Chalta rahega ye zindagi ka karwa, yunhi saal gujarte jayenge, magar wo lamhe jo sang aap ke bitaye hai, hum chah kar bhi na bhul payenge.. Wishing you a very happy new year
Naye saal aaye banke ujale, Khul jaye aap ki kismat ka tale, Hamesha aap pe rahe meherban Oparwale, Chand tare bhi aap pe hi rosni dale. Happy New year
Bhul Jaoo Bite Huye Saal Ko, DiL Me Basalo Aane Wale Saal Koo, Muskurao Chahee Jo Bhi Ho Pal, Khushiyaa Lekr Ayegaa Aane Walaa Saal, Happy New year 2014.
Beet gaya jo saal,Bhul jayye, Es Nayai Saal ko Gale lagayye, Karte hain duwa hum Rab se sar jhuka kay... Es Saal ka Sare Sapne pura ho Aap kay. *NAYA SAAL MUBARAK*
Ashk Girtay hain to her Saans PIGHAL Jati hay, De k Ek Dard Naya her Shaam DHAL Jati hay, Tujh ko Seenay say Laga ker Milay Jannat ka Sakoon, Tujh say Bichrron to Meri Jaan NIKAL Jati hay, Ishq Kuch Aisay Mitata hay NISHAN-E-HASTI, Jaise k Raat Ujaalay ko NIGAL Jati hay, Tu Agar Dil […]
Sunehri dhoop barsaat k bad, thori si hansi her baat ke baad, usi tarah ho mubarak aap ko 2027, 2026 k baad. Naya saal mubarak.
Suhani dhoop barsat k baad, Thori si hasi her baat k baad, Usi tarah ho mubarak aap ko, Yeh EID Ramadan k baad. EID Mubarak
Santa sing ka 20 saal bad bacha hua. Wo udas ho gaya. Banta : Yaar udas kion ho? Santa : 20 sal baad bacha huwa wo bhi itna sa.
Munna: Meray paas aik buri khabar hai, aur aik buhat hi buri khabar hai teray wastay. Patient: Acha to pehlay buri khabar suna daal. Munna: Apun k paas jo teri report pahunchi us mien likha tha k teray paas sirf 24 ghantay hain zinda rehnay k liye. Patient: Sirf 24 ghantay. is say buri khabar […]
Isse pehle ki saal ka antim suraj ast ho, Isse pehle ki 2013 ka calender nast ho, Isse pehle ki aap khushi ke mahaul mein mast ho, Aur isse pehle ki mobile network vyast ho, Dua hai ki aane wala saal aapke liye zabardast ho. Happy New Year 2014!
**** Chand Raat Mubarak !! **** Wishing u kuch khatti, Kuch meethi, Kuch chatpati, Kuch chulbuli khushion se bhari Eid Mubarak
Har ek lamha naya ik imtehan hai, bohut na-meharban yeh aasman hai, Dilon per barf girti ja rahi hai, Badan ka tajziya bhi raiga hai, main us say baat karna chahti hon, batao to sahi woh ab kahan hai, Anaa ki rait shamil ho gayai hai, Hawa say guftugu ab raigan hai, Mujhey is ka […]
Gul ko Ghulshan Mubarak.. Shair ko Shahiry Mubarak.. Chand ko Chandni Mubarak.. Ashiq ko uski Mehbooba Mubarak... Hamari taraf se aap ko ... Naya Janam Din Mubarak
Kash hum ek SMS hoty bas aik click mey aap ky paas hoty mana k aap hamy delete kar detay laikin kuch dair k liye tou hum aap ky paas hoty or bari khushi say kehtay EID MUBARAK
Ek-Khubsurti..! Ek-Tajgi..! Ek-Sapna..! Ek-Sachai..! Ek-Kalpana..! Ek-Ahsas..! Ek-Astha..! Ek-Vishvas..! Yahi Hai ek Achhe saal Ki Shuruaat...!
Aaj saal ka Akhiri din hai Koi bhi galati ki ho Koi bhi gustakhi ki ho Koi bhi galati ho gayi Koi bhi khata ki ho tau please please please please aaj hi mafi maang lena kyonki mai achay mood mai hoon
hum ap k dil main rehte hain, Is liye her dard sehte hain, Koi hum se pehle WISH na ker de apko, Is liye sub se pehlay "Happy Ramadan ul mubarak" kehte hain
Phuool khilte raahe jivan ki raah me, khushi chamktii rahe apkii nigah me, har kadam pe mile khuushi ki bahar apkoo, ye dost deta hai naye saal ki shubhkamnaaye apko. Happy New Year 2014