You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi New Year SMS » Aapko Naya Saal Mubarak Ho
Aapko Naya Saal Mubarak Ho
Naya Savera Nayi Kiran ke Sath
Naya Din Ek Pyari Si Muskaan ke Sath
Aapko Naya Saal Mubarak Ho Dher Sari Duaon ke Sath
Happy New Year
Related SMS
- Mubarak ho aapko ye naya saal
- Naya Saal Mubarak Ho
- Naya islmai saal mubarak
- Naya saal mubarak
- Naya saal mubarak
- Naya saal 2014 mubarak
- Naya Saal 2016 mubarak ho
- EID MUBARAK ho Aapko
- Naya saal aaya hai chalo
- Naya Saal Mubarok ho tuje mere Dost / Yaar.
- Mubarak Ho Aapko, DIWALI ka Tyohar
- Mubarak hove tone Naye Saal da vaar.
- Mubarak Ho Aapko Ramadan Ka Mahina
- Aapko...hum sirf aapko hamesha
- Mubarak ho aapko holi ka tyohar,
- Beet gaya jo saal, Bhool jayye
- Suraj ki pahli kiran khushi de aapko
- Gul ko Ghulshan Mubarak ... birthday mubarak
- Bhul Jaoo Bite Huye Saal Ko
- Mubarak ho aap ko 2014, 2013 k bad
- Aane wala saal aapke liye zabardast ho
- Saal k woh lamhe jo sang aap k bitae
- Naye saal aaye banke ujale,
- Naye saal ki shubhkamnaaye apko.
- Funny : Aap saraa saal kanwaree na raheinn
- khilta hua phool khusbo de aapko
- Mubarak ho aap ko shab-e-barat
- Naye saal ke avsar par dua karte hain
- Hamari taraf se ramadan mubarak
- Phir Teri YAAD Naya Dard UGAL Jati hy..
- Har ek lamha naya ik imtehan hai
- ek Achhe saal Ki Shuruaat...!
- Eisi liye kahte hai sab EID MUBARAK
*** TWINKLE TWINKLE LITTLE STAR*** kya kahte hai mere yaar mubarak ho aapko ye naya saal badhta raha hamara pyaar A VERY VERY HAPPY NEW YEAR 2014
Hazaron Duaon Beshumar Wafaon An-Ginat Mohabaton Be-Panah Chahaton Aur Khushion ke beshumaar khazane ke sath Aapko.. Naya Saal Mubarak Ho.
Aap sab ko dill ki gehraiyon say nikli hoi bay shumar duaon k sath "NAYA ISLAMI SAAL" mubarak ho. Allah is naye saal ko aap sab k liye rehmaton, barkaton, khushyon, kamiyabion, khair-o-afiat, hifazat, aman, sukoon aur tamam tar naik khuwahishat ki takmeel ka saal bana day aur donon jehan ki sari naymatain ata farmaye […]
Naya Saal Mubarak Kia Bharosa Mobile Ka Battery ka Charger Ka Network Ka Balance Ka Life ka Time Ka Is Liye Meri Taraf Se Advance Main "Naya Saal Mubarak"
Aa gaya hai nayaa saal Is naye saal men aao karen kaamana ke ye sabhi ko rakhe khushahaal jo hain gareeb aur kangaal unako bhi ye bana de maalaamaal Desh ke bhrashtaachaar ko mita de aur le aaye ek majaboot Lokpaal Naya sal mubarak
Aapke life meinn mithaas ho “Cadbury” jaisee Rounakk ho “Asian Paints” jaisse Mehakk ho “Axe” jaisee Tazagi ho “Colgate” jaisee or tension-free raahe “Huggies” jaisse! Naya saal 2014 mubarak / Happy New Year 2014
I am sorry. Ek buri khabar hai Mujey Hamesha k Liye bhul jana plz. Mujhe kuch dino baad tumhey, Hamesha k liye chod karrr Chale jana hey tumhara apna 2020.. Aur Meri taraf Se tumhen naya saal 2020 mubarak ho
EID MUBARAK ho Aapko, Dher sari tarif aur khusiya mile aapko, But, Jab EIDI mile aapko to Please Aap Yaad karna Sirf Humko!!!
Purana saal sabse ho raha hai door, Kya karein yahi hai kudrat ka dastoor, Purane yaadein sochkar udaas na ho tum, Naya saal aaya hai chalo... DHOOM MACHALE, DHOOM MACHALE DHOOM!!
Es Naye Saal mai.. Jo to chahe wo tera ho, Har din khubsoorat aur ratain roshan ho, Kamiyabi chumte rahe tere kadam humesha yaar, Naya Saal Mubarok ho tuje mere Yaar.
Makai ki Roti, Nimbu ka Aachar, Suraj Ki Kirne, Khushiyo ki Bahar, Chand Ki Chandi, Apno ka Pyar, Mubarak Ho Aapko, DIWALI ka Tyohar
Mungfli di khushbu te gurh di mithaas, makki di roti te sarso da saag, dil di khushi te aapneya da pyar, mubarak hove tone Naye Saal da vaar.
Gul Ne Gulshan Se Gul Faam Bheja Hai, Sitaroon Ne Asmaan Se Salam Bheja Hai, Mubarak Ho Aapko Ramadan Ka Mahina, Ye Paigham Hamnain Sirf Apko Bheja Hai¢â‚¬Â¦..
Aapko...hum sirf aapko aur aapko are aapko haan haan aapko ,baba aapko aapko only aapko aur kisi ko nahi bas aapko hamesha tang karenge......
Gul ne gulshan se gulfam bheja hai, Sitaro ne aasman se salaam bheja hai, Mubaraq ho aapko holi ka tyohar, Humne dil se yeh paigam bheja hai.
Beet gaya jo saal,Bhul jayye, Es Nayai Saal ko Gale lagayye, Karte hain duwa hum Rab se sar jhuka kay... Es Saal ka Sare Sapne pura ho Aap kay. *NAYA SAAL MUBARAK*
Suraj ki pahli kiran khushi de aapko, Dusri kiran hasi de aapko, Tisri tandarusti aur kamyabi, Bas aab jyada nahi warna garmi lagegi!!! Good Morning
Gul ko Ghulshan Mubarak.. Shair ko Shahiry Mubarak.. Chand ko Chandni Mubarak.. Ashiq ko uski Mehbooba Mubarak... Hamari taraf se aap ko ... Naya Janam Din Mubarak
Bhul Jaoo Bite Huye Saal Ko, DiL Me Basalo Aane Wale Saal Koo, Muskurao Chahee Jo Bhi Ho Pal, Khushiyaa Lekr Ayegaa Aane Walaa Saal, Happy New year 2014.
Sunehri dhoop barsaat k bad, thori si hansi her baat ke baad, usi tarah ho mubarak aap ko 2014, 2013 k baad. Naya saal mubarak.
Isse pehle ki saal ka antim suraj ast ho, Isse pehle ki 2013 ka calender nast ho, Isse pehle ki aap khushi ke mahaul mein mast ho, Aur isse pehle ki mobile network vyast ho, Dua hai ki aane wala saal aapke liye zabardast ho. Happy New Year 2014!
Chalta rahega ye zindagi ka karwa, yunhi saal gujarte jayenge, magar wo lamhe jo sang aap ke bitaye hai, hum chah kar bhi na bhul payenge.. Wishing you a very happy new year
Naye saal aaye banke ujale, Khul jaye aap ki kismat ka tale, Hamesha aap pe rahe meherban Oparwale, Chand tare bhi aap pe hi rosni dale. Happy New year
Phuool khilte raahe jivan ki raah me, khushi chamktii rahe apkii nigah me, har kadam pe mile khuushi ki bahar apkoo, ye dost deta hai naye saal ki shubhkamnaaye apko. Happy New Year 2014
Khuda keree ke naya saaal apko raass aa jaye, Jise aap chahte hoo wo apke paass aa jaye Aap saraa saal kanwaree na raheinn, Apka rishtaa le ker aapki saas aa jaye
Ugta hua suraj dua de aapko, khilta hua phool khusbo de aapko hum to kuch dene ke kabil nahi hain, dene wala hazar khushiyan de aapko..!!
Rahmaton ki hai yeh raat, Namazon ka rakhna sath, Manwa laina rab say her bat, Duaon main rakhna yaad, Mubarak ho aap ko, Shab-e-barat
Kabhi hasaati hai too kabhi rulaati hai ye zindagi bhi na jaaane kitne raang dekhati hai haste ha to bhi ankhoon mein nami aaa jaati hai naa jaane ye kaissi yaadein hai joo dil meinn bas jaaati hai duaa karte hai es naye saal ke avsar par mere dostoon ke laboon per sada muskaaan rahe […]
Raat ko naya chand mubarak, Chand ko chandni mubarak, Falak ko sitare mubarak. Sitaroon ko bulandi mubarak. Aur aap ko hamari taraf se:- RAMADAN MUBARAK
Ashk Girtay hain to her Saans PIGHAL Jati hay, De k Ek Dard Naya her Shaam DHAL Jati hay, Tujh ko Seenay say Laga ker Milay Jannat ka Sakoon, Tujh say Bichrron to Meri Jaan NIKAL Jati hay, Ishq Kuch Aisay Mitata hay NISHAN-E-HASTI, Jaise k Raat Ujaalay ko NIGAL Jati hay, Tu Agar Dil […]
Har ek lamha naya ik imtehan hai, bohut na-meharban yeh aasman hai, Dilon per barf girti ja rahi hai, Badan ka tajziya bhi raiga hai, main us say baat karna chahti hon, batao to sahi woh ab kahan hai, Anaa ki rait shamil ho gayai hai, Hawa say guftugu ab raigan hai, Mujhey is ka […]
Ek-Khubsurti..! Ek-Tajgi..! Ek-Sapna..! Ek-Sachai..! Ek-Kalpana..! Ek-Ahsas..! Ek-Astha..! Ek-Vishvas..! Yahi Hai ek Achhe saal Ki Shuruaat...!
Eid leka aate hai dher sare khusiya, Eid mita deta hai insan mai duriya, Eid hai khuda ka ek nayam tabarok, Eisi liye kahte hai sab EID MUBARAK