Bas kar yaar, mera pura inbox
full ho gaya hai tere sms se..........
.
.
.
.
.
Ye prayas hai mujhe SMS NA KARNE WALE LOGO K LIYE
"GANDHIGIRI" se samjhane ka tarika.
Hindi Munna bhai SMS
Hindi Munna bhai SMS / Text Messages
Papar aur jhapar main farak
CIRCUIT : Aye Mamu, tereko papad aur jhapad mein pharak pata hai kya?
MAMU : Nehin.
CIRCUIT : To kha ke dekh Le, pata chal jayega.
Apun ko tera operation dobara karna paray ga
Munna: Bolay to Apun ko tera
operation dobara karna paray ga.
Kyun k apun kay rubber k gloves
teray andar hi reh gaye hain.
Patient: Agar yeh baat hai to mujhay jaanay do.
Mien tumharay gloves ki payment kar doon ga.
Munna: cigarette slow poison ka kam karta hai.
Munna:
Teray ko maaloom hai k cigarette
aik tarah say slow poison ka kaam karta hai.
Patient: To mujhay konsa marnay ki jaldi hai.
Jaldi se 2-4 jhakas sms ka hafta bhej kanjoos?
Kya ray!
Aasmani kabutar!
Apun ko sms ka hafta nahi aarela hai,
Apun ko malum hai tere pass sms ka khazana padela hai,
Jaldi se 2-4 jhakas sms ka hafta bhej kanjoos?
Apka Pyara
Munna Bhai
Tera dost chor hai kya
CIRCUIT : Bhai, who apnay bachpan ka dost aarehla
aaj raat ko dinner pe. Mera Sara chain collection apnay
kamray mein chupa do na please.
MUNNABHAI : Kyun tera dost chor hai kya?
CIRCUIT : Nahin Bhai, who apnay chain pechan lega.
Chand toh raat ko nikalta hai..
MUNNA BHAI : Chand toh raat ko nikalta hai, aaj din mein kaise nikal aya?
GIRL : Ullu to raat ko bolta hai, aaj din mein kaise bol pada?
Abhi bole to bhai ko tere SMS nahi aarele
Abhi bole to bhai ko tere SMS nahi aarele,
Bhai ka khopdi boht tight he,
Bol nikalu kya tera luky draw?
bole to do-char SMS chipka dal mamu.
Sender... Circuit Bhai!