You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Munna bhai SMS » Papar aur jhapar main farak
Papar aur jhapar main farak
Circuit challenges Mamu on the difference between a papad and a jhapad — and suggests the only reliable way to learn is through direct experience.
CIRCUIT : Aye Mamu, tereko papad aur jhapad mein pharak pata hai kya?
MAMU : Nehin.
CIRCUIT : To kha ke dekh Le, pata chal jayega.
Related SMS
- Jayengay car main, aayengay akhbar main
- Is SMS main chand dhund ker dikhaeye!
- Saath chalne main jo maza hota
- Dabbay main dabba dabay main khargosh
- Pata hai Main kya bana rahi hu?
- Ae zindagi tujh say ab na main kar paungaa wafaa
- Yaad main aadhi ho gayi hon
- Dil main tum, dharkam main tum
- Meri aankhon main raho, meri aankhon main raho
- 1 ghar main twins paida howay
- Jub teri dhun main jiya kertay thay
- Aatish-e-ishq main jal jaon tujhey is say kiya
- Abhi bole to bhai ko tere SMS nahi aarele
- Aik diya dil main jalana bhi, bujha bhi daina
- Lambe safar main susu
- Jo mere dil main aise samaya hy
- Main nay bhi kisi say pyar kiya tha... mazak kia tha
- Biwi aur premika sath sath
- Aftari main sirf tumhari kami thi
- Neend jub mujhey aaghosh main laiti hay
- Nazar nawaz nazron main ji nahin lagta
- Wafa Ki Raah Mein,Main Aaj bhi Akaila Hoon
- Us ki yaadon main
- Main na mil sakon jo tum se
- Gun main nay chupa di thi
- MAIN HON SIRF AAP KI
- Jo kuch hy DIL main bus bol do
- Sadgi main bhi ik sajawat si hai,
- Waqt-e-dua main ek dua karon
- Main Roi To Nahi Hoon......
- Hum dono main cute kon?
- Dil se bolun ik bat main sachi.!
- Main ullu ka patha ...!
Once a husband and wife were preparing to go office and the wife thought she would drive today for the office. Wife : Chalo na car me kahin ghumne chalte hai, aur car me drive karungi! Huband : “Agar tum car drive karogi to jayenge car mein, aayenge akhbaar mein‚!!
Challenges you to find the moon hidden in the SMS — then explains the moon is the sender's face, which SMS can't transmit. Is SMS main chand dhund ker dikhaeye! Aahaa! .................................. SMS kerne walay ki tasvir thori na ati hay:p
Saath chalne main jo maza hota Woh humain bhi kabhi mila hota Yeh hi hasrat rahi hamari faqat Saath apne koi chala hota Hum bhatakte rahe the raahon mein koi rasta pata chala hota Thaam leta humain bhi barh ke koi Haath hum ko koi mila hota Hum ulajhte nahi zamane se Ek jo Humsafar […]
Dabbay main dabba dabay main khargosh, Uncle nay aankh mari aunty bay-hosh...;):D:D
A recipe SMS — two onions, garlic, cumin, and spices — and then asks if you know what's being cooked. The answer is: you. 2 pyaz, 3 lahsun, 5 gm zeera, 3 kali mirch, 2 spoon namak, 4 spoon oil, 1 cup water Aur thoda sa hara dhaniya. Pata hai Main kya bana rahi hu? […]
Ae zindagi tujh say ab na main kar paungaa wafaa, Ab apnay bandhanon say mujhay tu azaad kar day, Galti say kuchh phool meray daaman mein aa giray thay, Wapas tu lay lay inko aur iss mein kantay tu bhar day,
Wife tells her travelling husband she's already lost half her weight missing him; his reply is to wait another two weeks. Wife: Main tumhari yaad mein 15 din mein hi aadhi ho gayi hun, mujhe lene kab aa rahe ho? Husband: 15 din aur ruk jao...
Classic romantic "you're in my heart, my soul, everywhere" setup, derailed when a Dettol advertisement reminds everyone that germs are everywhere too. Dil main tum dharkan me tum Asman me tum Zamen me tum Ankhon me tum Jahan dekho tum hi tum ho Detlo wali aunty sach kehti hain Jaraseem har jaga hotay hain
Meri aankhon main raho meri aankhon main raho, Roshni ban k meray ghar k chiraghon main raho.! Tera wada bhi na siyasi ho, Ab fazaon mein na udasi ho! Chuu k qadmon ko her khushi guzray, Kash ab yun hi zindagi guzray! Tum meray sath meray din meri raaton main raho, Meri aankhon main raho […]
Mother-in-law's take on twins: children are now too scared to face Pakistan's problems alone, so they arrive in pairs. 1 Ghar mein TWINS paida huwe to saas ne kaha: mubarik ho! bhala bataao.. hamare pakistan ki halat daikh kar bache bhi duniya mein akele ane se darte hain.
Jub teri dhun main jiya kertay thay, hum bhi chup chaap phira kertay thay, Aankhon mein pyaas howa kerti thi, Dil mein toofan utha kertay thay, Loog aatay they ghazal sunne ko, Hum teri baat kia kertay thay, Such samajhtay they teray wadon ko, Raat din ghar mein raha kertay thay, Woh bhi kia din […]
Aatish-e-ishq main jal jaon tujhey is say kiya Mousam ki tarah badal jaon tujhey is say kiya Chot khaon ya zakham lagay, ya ahsas-e-ghum mein tarpon Mein gir jaon ya sanbhal jaon tujhey is say kiya Mussartaon ko daikh ker bay qarar ho jaon Ya tofan-e-ghum say behal jaon, tujhey is say kiya Hansta daikh […]
A Circuit-style complaint SMS demanding a few messages to end the painful wait — signed off by Circuit Bhai in full street-speak. Abhi bole to bhai ko tere SMS nahi aarele, Bhai ka khopdi boht tight he, Bol nikalu kya tera luky draw? bole to do-char SMS chipka dal mamu. Sender... Circuit Bhai!
aik dia dil main jalana bhi, bujha bhi daina, Yaad karna bhi usey roo, bhula bhi daina, Kia kahon yeh meri chahat hai k nafrat is ki, Naam likhna bhi maira, likh k mita bhi daina, Phir na milnay ko bicharta hon tuj say laikin, Murr k daikhon to palatnay ki dua bhi karna, Khat […]
Aankho mein ansu aa jatte hai, Phir bhi labo par hasi rakhni parrti hai, Ye haal tabhi hota hai, Jab lambe safar main susu rokni parrti hai€¦.
Banany wale ne ek DOST mere lia banaya hy, Jise aap k roop mein mainey paaya hay, Jo mere dil main aise samaya hy, Jaise purani haeli main "BHOOT" ka saaya hay
Main nay bhi kisi say pyar kiya tha... thoda nahi bay shumar kiya tha, Meri to duniya hi badal gayi. Jab usne kaha... Aray mein‚ nay‚ to sirf mazak kiya tha
Mamu panics that his wife and girlfriend are arriving at the same time — his friend cuts him off because he was about to say exactly the same thing. MAMU : Oye, maar gayay yaar. Meri biwi aur premika saath saath AA rehli hain. MAMU KA DOST : Arrey, mein bhi yehi bolnewala tha.
A misleading Ramadan SMS listing every Iftar dish lovingly before revealing that the "you" it was missing all along is a variety of melon. Suno! Aaj Aftari mein samose bi thay pakoray bi thay sharbat bhi tha kele bhi the saib bhi the angoor bhi the Khujoor bhi thi bas aik tumhari kami thi Kharboozay!
A romantic Roman Urdu good night where sleep begins to come, but a familiar face appears the moment eyes start to close. Neend jub mujhey aaghosh main laiti hay, Aapka chehra nigahoon mein bus jaata hay, ek dum say meri aankh khul jaati hay, Dil se bay sakhta yeh awaaz aati hay, . . . […]
Nazar nawaz nazron main ji nahin lagta, Fiza gayai to baharon main ji nahin lagta, Na poch mujh say terey ghum main kia guzarti hay, yahi kahonga hazaron mein jee nahin lagta.
Karray Hain Hijar k Lamhaat,Uss Se Keh Dena Bikhar Rahi Hay Meri Zaat,Uss Se Keh Dena Hawa-e-Mousam- e-Gham Uss k Shehar Jaye To Mery Dukhoon Ki Koi Baat Uss Se Keh Dena Yeh WeHshatein,Yeh Udasi,Yeh RatJagoo k Azaab Ussi Ki Hain Yeh Inayaat,Uss Se Keh Dena Bohat Taweel Bohat KarabNaak Hoti Hain Judayion Ki Har […]
Us ki yaadon main, Us ki baaton main, Kahin mera aqs bhi jhilmilata hoga, Lakh masroof hoga, Apnay kamoon main, Phir bhi hamain soch ker kabhi to muskurata ho ga.
A ghazal asking to not be searched for, not be longed for — if he can't meet, don't make it harder. Main na mil sakon jo tum se, meri justujo na karna Tumhain meri hi qasam hay, meri arzoo na karna Mujhy jis se thi muhabbat, use thi ajab si adat Kabhi mounh phair lena, […]
A Sardar gets robbed at knifepoint and a friend asks why he didn't use his gun — the explanation involves practical thinking about what else might get stolen. Sardar: Raat mujhe ek aadmi ne chaku dikhakar loot liya. Friend:Lekin tere pas to hamesha Gun hoti hai. Sardar:Wo maine chupa di thi, warna wo bhi chori […]
Roman Urdu SMS listing an ideal woman's qualities — modesty, fragrance of a rose, devotion to prayer, and service to parents. 1 bat bataon RAAZ ki, karo us larki se "AASHQI", Jis k chehre pe ho "SAADGI", Sanso mai ho "TAAZGI", Chandni ho "CHAND ki, Rani ho "RAAT" ki, Khushbo ho "GULAB" ki, Batein kare […]
Starts as a sincere message asking you to open up, then veers into a threat to smash your phone if the SMS wasn't good. Aj apne dil k derwazy mere liye khol do, Jo kuch hy DIL main bus bol do, Agar Hamara SMS achi nahin hay to ap ko qasam hy . . Isi […]
wo hai bohat sada aur bawaqar lakin us ki sadgi main bhi ik sajawat si hai, us ki guftugu main hai haqiqat ka rang warna ab her cheez milawat si hai
Waqt-e-dua main ek dua karon, main rab se ek eltija karon, tu khush rahe, tu shaad rahe, teray dil ka angar abaad rahay, tu har pal yun hi hansa kare, tu phulon ki manind khila kare, teri zindagi main koi ghum na ho, teri aankh kabhi num na ho, tujhey kisi se koi gila na […]
Main Roi To Nahi Hoon...... Najaney Kiyoon Mera Kajal Jab Bhi Dalo Ankhon Main Ab Aksar Phail Jata Hai Tum To Jantey Ho In Dino Bohat Hi Thand Hoti Hai Tab Hi Hai Surkh Meri Naak Main Roi To Nahi Hoon...... Kaha To Hai Yunhi Buss Bheega Hai Aanchal Ka Kona Choro Tum Fiker Mat […]
Playful Roman Urdu SMS that hands the recipient every compliment — cute, smart, dashing — then takes them all back with a punchline. Hum dono main cute kon? smart kon? dashing kon? sweet kon ?handsome kon? yeh sab tum tow hoo nahe saktay tow bachaa kon...?
Friendship vow SMS: our bond will never break — but honestly, your photo negative looks better than you do. Dil se bolun ik bat main sachi.! Hum Tum ik raftaar k panchi.! Dosti ye hamari hogi na kabhi kuchi.! Teri photo se to meri negative hi Achi.!:-)
A boy insists on sleeping on the sofa instead of his host's son's room — and deeply regrets his decision come morning. 1 bar ek larka apni door ki aunty k ghar gaya. Usay kafi dair ho gaye, aunty ne kaha beta aaj tum guddu k pass so jao. Larka bola rehne dain bahar sofay […]