SMS / Text Messages

Deepak mein agar noor na hota

deepak mein agar noor na hota
tanha dil youn majboor na hota

mein app ko "EID MUBARAK" kehne zaroor ata
agar app ka ghar itna door na hota
"EID MUBARAK"

Mosam shabab ka

Mosam shabab ka
nasha sharab ka
parda janab ka
aur rang gulab ka
in main sab sey haseen to dekho
sms parhne wala ¢â‚¬Å“mendak talab ka¢â‚¬Â

Hindi Shayari on Promise Day

Suna Hai Wo Jate Hue Keh Gay Eke
Ab To Hum Sirf Tumare Khabo Me Ayenge
Koi Keh De Unse Ke Wo Wada Kar Lee
Hum Jindagi Bhar Ke Liye So Jayenge
Happy Promise Day

Mungfali reori bhara truck

, ,--,!",",",",",",",",",'''",''! ,
/ - , ,! , , , , , , , , , , , , , , , !
",-o-'",",",'",",",",o'o",-",
e truck Mugfali,Reori,
bhugge te Gachak load krwa k bhej Riha haan,la lena

(HAPPY LOHRI)

zukaam lag jayega

Rang barse bhige chunar wali,
rang barse o rang barse bhige chunar wali..rang barse,
are rang barse bhige chunar wali..re!
Ab ghar jao nahi to zukaam lag jayega.

Tu to ghar ja..!

Ek Sardar apnay betay k sath lakriyan kaatnay
jangal gaya. Wapsi mein rasta bhool gaya.
Sardar ghussay se apne betay ko maarnay laga
aur bola:
.
.
.
.
kambakht main to rasta bhool gaya hun,
tu to ghar ja.