You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Islamic SMS » Hadees-e-paak
Hadees-e-paak
Hadis-e-Pak
"Sadqa gunahon ko is tarah khatam
kar daita hai jis tarah
pani aag ko buja daiti hai"
(TIRMIZI)
Related SMS
- Aey dost tum ek Mobile ki tarah ho
- Sweet raho CADBURY ki Tarah
- Khuwabon main ayenge SMS ki tarah
- Zameen per ho magar asmaan jaisa ho
- NABI KAREEM S.A.W ne farmaya
- Bhatakte rahe hai badal ki tarah
- Hastay hain to sirf duniya kay liye
- Kuch waqt baqi hay new year aanay mein
- Ap Ki Kami Mehsoos Hoti Hai Kuch Is tarah
- Dil to kia hum rooh me uter jate
- It's a magic
- Sadqa during his lifetime
- Pyase ko 1 qatra pani kafi hai
- Teri yaad arahi hay / Enjoy sawan
- Guzre dinon ki bhuli hoi bat ki tarha
- 1 khuli bottle ki tarah thi
- Be-zabano ko jub wo zaban deta hay
- 1 machar ko marne se
- Sirf tere liyay rabta rakhon
- 12 din sabar kar lo
- Kisi ke naam se pahle
- Ujalay apni yaadon k......
- Qissa Meri Muhabbat Ka!
- Iska mamon meray mamon ko mamoon kehta hai
- AAP (S.A.W) per 1 bar darood parhta hai
- Wazarat-e-bijli nay load shedding...
- Tujh pe Qurbaan meri Yaari hai
- Aapki mohabbat ki validity khatam ho rahi hai
- Zardari ka Farman
- Meaning of Pakistan in 2008
- Phol barsao mera dost aya hai
- Veena Malik K Mind Testing Totke
- Teri Zaat hi to GHAFOOR Hai..!
Aey dost tum ek Mobile ki tarah ho, khwab mein atey ho SMS ki tarah, Dil mein bas jatay ho Ring Tone ki tarah; Mohabbat aapki hai Network ki tarah, hum ko bhool na jaana Balance ki tarah..
Sweet raho CADBURY ki Tarah; Fresh raho CLOSEUP ki tarah; BEAUTIFUL raho Fair&Lovely ki tarah; Tension free raho CHILD ki tarah; aur smart raho MERI TARAH (H);
Khuwabon main ayenge SMS ki tarah. Dil main bas jayenge ring tone ki tarah, Ye yari kabhi kam na hogi balance ki tarah, Sirf tum busy na hona network ki tarah.
Koi to dost mere zindagi main aisa ho, phoolon ki tarah ho wafaon jaisa ho, mere talash ki had us pr khatam ho jayay, zameen per ho magar asmaan jaisa ho...
NABI KAREEM S.A.W ne farmaya: "libas ki sadgi iman ki alamaton main se aik alamat hai." ABU DAUD (Allah us shakhs ko abad rakhta hai jo hadis sun k dosre ko phnchaye!)
Bhatakte rahe hai badal ki tarah, seene se lagalo aanchal ki tarah, gham ke raste pe na chodna akele, warna tut jaynge payal ki tarah.
Apni to zindgi hi ajeeb kahani hay jis chiz ko chaha woh begani hay Hastay hain to sirf duniya kay liye, Warna in ankhon main to sirf pani hi pani hay
Abhi Kuch Lamhy Baqi Hain, Sal K Khatam Honay Mein, Chalo Aisa Karen Hum Tum, Gilay Shikway Jo Rehte Hai, Hamesha Darmiya’n Apne, Kyun Na Khatam Kar Dalen, Naye Waday Nayi Qasmein, Nayi Umeed Hum Bandhe’n, Naye Andaz Se Jeewan Ka Ik Ik Rukh Badal Dalen, Dilon Mein Hain Kadorat Jo, Hum Us Ko Khatam […]
Basa Hai Ankhoon Main Apka Chehra Is Tarah Gulab Main Khushbo Basi Hoti Hai Jis Tarah Namaz Parh Li Ho Aur Dua Na Mangi Ho Ap Ki Kami Mehsoos Hoti Hai Kuch Is tarah
Hum to mojod thy raaton me ujalon ki tarah, Log nikly hi nahi dhondne walon ki tarah, Dil to kia hum rooh me uter jate, Us ne chaha hi nahi chahne walon ki tarah
It's a magic:- 1 glass thanda pani lain aur usay apne braber baithay shakhs per dal dein ye "Thanda pani" usay "garam" ker dega Try it on ur own risk:p
It is better for a man to give one dirham as Sadqa during his lifetime than to give a hundred at the time of his death. (Abu Dawud).
Pyase ko 1 qatra pani kafi hai, ishq mein 4 pal ki zindgani kafi hai. Dubney ko samander mein jayain kahan, unki palkon sey tapka wo pani kaafi hai.
' , ' , ' , ' , ' , ' , ' , ' , ' , 'HAPPY, ' , ' , ' ' ', ' ,'RAINY,' , ' , ' ,' , ' , ',DAY,' ,',' , , ' , ' ',' , ' , ', ,',' ENJOY WEATHER Mosam b hy suhana […]
Guzre dinon ki bhuli hoi bat ki tarha, Ankhon me jagta he koi rat ki tarah, Tumse umed thi k nibhao gy dosti, Tum bhi badal gaye Karachi k halaat ki tarah.
Ab tak meri life 1 khuli bottle ki tarah thi, jisme sab prfume ki tarah ud jata tha. Par apke aane se sab thik ho gaya. Khuda kare aap jaisa dhakkn sab ko mile.
Be-zabano ko jub wo zaban deta hay, Parhne ko phir wo QURAN deta hay, Bakshne pay aata hay jub ummat k gunahon ko, Tohfay mein gunahgaron ko RAMAZAN deta hai
Jis tarah 1 machar ko marne se tum shikari nahin ban jao gey . . . . . Theek usi tarah 2 - 3 SMS karney se tum bhikari nahin ban jao gey
Laho main rang ki tarah basa hay tera khayal Main kis tarah teri yaadon say fasla rakhon... Kisi bhi shakhs say koi gharz nahi mujh ko Main sirf teray liyay sub say raabta rakhon...
| | | | | | | | (|'.') | | | | |/|\ | | | | | ][ | | sirf 12, din sabar kar lo. Ramzan khatam hote hi chhoot jao gay ;-)
Labon pe phool khiltay hain kisi ke naam se pahle dilon ke deep jalte hain charagh-e shaam se pahle kabhi manzar badalne par bhi qissa chal nahin pata kahani khatam hoti hai kabhi anjaam se pahle yahi taare tumhaari aankh ki chilman mein rehte the yahi sooraj nikalta thaa tumhare baam se pahle hui hai […]
humara DIL saweeray ka sunehra jaam ho jaye chiraghon ki tarah ankhein jalein aur shaam ho jaye kabhie tow asmaan se chand utray jaam ho jaye tumharay naam ki ek khoobsurat shaam ho jaye ajab halaat thay yun dil ka soda ho geya akhir mohabbat ki haveeli jis tarah nelaam ho jaye sumandar k safar […]
Me Apne Aap Se Barh Ker Kissi Ko Kio Chahon ga! Mujhhi Pe Khatam Hai Kissa Meri Muhabbat Ka!
Aik couple kahin ja raha hota hay, k police unhain rook laiti hay and larkay say pochti hay k tumhara apas main kia rishta hay ? Larka jawab daita hay, "iska mamon meray mamon ko mamoon kehta hai" batain,larkay ka larki say kia rishta howa?
1 DIN Hazrat Jibrail (A.S) Huzoor (S.A.W) k paas aye or kaha ALLAH ne mujhey itni taqat di hay k main sari dunia k darakhton k pattay gin sakta hon or pani k saray qatray or rait k saray zarray gin sakta hon lekin us aadmi per rehmat ki tadad nahin gin sakta jo AAP(S.A.W) […]
Breaking news by Geo : Wazarat e bijli nay load shedding Khatam karnay ka elaan... " Sorry, Abhi itna he suna tha K light chali gai .
Tujh pe Qurbaan meri Yaari hai, Hass ke mar jaaun iss ki Tayari hai, Silsila na khatam ho apne Pyaar ka, Kyunki humne tumhe yaad kiya ab tumhari baari hai.
DEAR CUSTOMER: Assalam-o-Aliakum, Aapki mohabbat ki validity khatam ho rahi hai, Baraye meharbani forun 1 pyara sa SMS kar k recharge karen, FROM: LOVE CARE CENTER
Zardari ka Farman, Subse pehlay sadar-e-Pakistan, Mulk ko bana do Qabristan, Khatam karo musalman, Dollar hai apna Eman, Or Bush hai Abba jaan,
Meaning of Pakistan in 2008 P = Petrol 68.89 A = Aata 26 rs kg K = Khudkash hamle I = Ilm ki Kami S = Sarko Pe Pani T = Traffic Jam A = Awam Pareshan N = No Electricity
Baharo phool barsao mera "DOST"aya hai. Hoto pe muskan, gali me mehak laya hai. Barso tak thi jise pani se "ELERGY" Woh aaj "LUX" se nahaya hai.
Agr Aadhi Raat Ko Shoher Ka Dil Kare Aor B.V Ka Mood Na Ho To, . . . Shohar Ko Chahye K Wo B V Ko Tang Na Kre, . . . Bal K Khud Uth K Pani Pee Le... =P "Veena Malik K Mind Testing Totke"
~ÂAEY RABÂ~ TERI Azmaton Se Hon Be-khabr, Ye Meri Nazr ka Qasoor Ha, TERI Rah Guzar Me Qadam Qadam, Kahein Arsh Ha, kahein Toor Ha! Ye Bja Ha MALIK-E-DO JAHAN, Meri Bandagi Me Qasoor Ha, Ye khata Ha Meri khata Mgr, TERA Nam B To GHAFOOR Ha, Ye Bta ma TUJH Se Miloon kahan, Mujhe […]