Phool jaisa tera anjaam na honay doon ga
posted in Poetry SMS |
shaam say pahlay teri shaam na honay doon ga
zindagi main tujhay na.kaam na honay doon ga
lagnay doon ga na hawa tujh ko khizaoon ki kabhi
phool jaisa tera anjaam na honay doon ga
Similar SMS:
- Teri ulfat ko kabhi nakam na hone denge
- Bohat hi yaad aata hai mere Dil ko tarpaata hai
- Tujh per ghazal keh doon
- Kisi ke naam se pahle
- Zameen per ho magar asmaan jaisa ho