You are here: SMS4Smile » Poetry SMS » Phool juda hai kanton se
Phool juda hai kanton se
Phool juda hai kanton se,
Khushbu se nahi,
Hum juda hai unse,
Magar dil se nahi.
Related SMS
- Kanton mein rehkar bhi Zindagi ji lete hain
- Jo rahte hai dil mein, vo juda nahi hote
- mujhey phool na dena
- Juda honay ka andaisha
- Jis din se juda vo humse hue
- Har phool par yun aaitbar na kijiye
- Sukhe phool wapas khila nahi sakte
- Sta na che juda yama.
- Juda honay se darta hoon
- Phool khile, kaliyan khili,
- khilta hua phool khusbo de aapko
- Ya me dunya ke da alamo na juda latawa
- Aik din bahroon k phool murjha jayeenge
- Phool jaisa tera anjaam na honay doon ga
- Phool ki shuruvat kali se hoti hai
- Mujrim bhi tha mohsin bhi mera lagta tha
- Bhool jane ka hosla na hua
- Hum Jaise Dost Bar Bar Mila Nahi Karte
- Rona bhi parta hay
- Is hawa me khushbu hai tumhari,
- Thoray say andhairay say raat nahin hoti
- Pura din guzarane ko hai dost
- Koi gham nahi magar dil udas hai
- Hum se log hain naraz kis liye
- Koi khuwahish nahi is deewanay ki
- Jeena chahte hai magar zindagi raas nahi Aati
- Mein ne to bohat chaha magar wo mila he nahi ...
- Wafa ruswa nahi kerna, Suno! aisa nahi kerna
- Kisi mor pe ham ap ko khoney nahi denge..
- Zindagi mohtaj nahi manzilon ki
- Jo hum mehsoos kerte hain
- KOI NAAM NAHI AY GA
- har shaakh par bahaar aati hy Zaror!
Kanton mein rehkar bhi Zindagi ji lete hain, Har Zakhm ko apne hathon se si lete hain, Jiss hath ko keh diya apno ka hath, Uss hath se hum Zeher bhi pi lete hain,
Jo rahte hai dil mein, vo juda nahi hote, kuch ahsas lafzo mein bayan nahi hote, ek hasrat hai unhe manane ki, vo itney achay hain ki kabhi khafa nahi hote.
mujhey phool na dena mujhey unse nafrat hai dena hai to kaantey dedena mujhey unki aadat hai woh chubtey hain zhakham detey hain imandari se phool to bewafa hotey hai , doka detey hain wafadari se
Juda hone ka andesha' juda honE se pehle tha, Wo mujh se intehai khush' khAfa hone se pehle tha, Junoon ka doar guzra to mujhe b bhool betha wo, Namaz-e-ishq tha lekin, qaza hone se pehle tha, Main kese soch sakta tha mujhy wo chor jayega, Bohat hi ba'wafa wo bewafa hone se pehle tha...
Jis din se juda vo humse hue is dil ne dharkna chor diya hai chaand ka mooh bhi utra utra taaro ne chamkna chor diya
Bagair jane pehchane iqrar na kijiye, muskura kar dilo ko beqrar na kijiye, phool bhi dey jatay hain zakham gehray kabhi kabhi, har phool par yun aaitbar na kijiye
Beetay pal wapas la nahi sakte Sukhe phool wapas khila nahi sakte Kabhi kabhi lagta hai aap hamein bhul gaye par dil kehta hai k aap hamein bhula nai sakte.
Sta yama za sta yama Za maeen pata yama Na teregi jund zama Sta na che juda yama.
Lahoo ronay se darta hoon , juda honay se darta hoon , Meri aankhain batati hain k main sonay se darta hoon .. Meri unggli pakar laina mujhe tanha nahi karna, Ye dunya aik maila hai tumhain khonay se darta hoon... Jo hansti ho tu kyun palkoon k goshay bheeg jatay hain , Tumhain maloom […]
Phool khile, kaliyan khili, wah wah... phool khile,kaliyan khili , Ab gulab ki baari hai... hamne to sms bhej diye janab ab aapki bari hai...
Ugta hua suraj dua de aapko, khilta hua phool khusbo de aapko hum to kuch dene ke kabil nahi hain, dene wala hazar khushiyan de aapko..!!
Ma da khazan pa wacho pano ke ashna latawa, Ya me dunya ke da alamo na juda latawa. Ka pa dunya v khushali za khushali sa kaom, ma da ghamuno pa mairo sahar saba latawa. Charta shledale griwan gora sarbabare Imdad, Da yaar pa gham k ye naskor sar pa sehra latawa.
Aik din bahroon k phool murjha jayeenge, jab bhule se kabhi hum yaad aayeenge, ahsas hoga tumhein humari dosti ka jab, duur bahat duur hum tum se chale jayeenge!
shaam say pahlay teri shaam na honay doon ga zindagi main tujhay na.kaam na honay doon ga lagnay doon ga na hawa tujh ko khizaoon ki kabhi phool jaisa tera anjaam na honay doon ga
Phool ki shuruvat kali se hoti hai, Zindagi ki shuruvat pyar se hoti hai, Pyar ki shuruvat apno se hoti hai aur apno ki shuruvat aapse hoti hai. * Happy Diwali *
Mujrim bhi tha mohsin bhi mera lagta tha Dast-e-katil bhi mujhy dast-e-HinA lgta tha Ary daikhny waly to usy daikhty reh jaty thy Han wo shaks mohabt ka KHUDA lagta tha kanton bhari shakh nazar aata tha kabi Phool lagta tha kabi baad-e-saba lagta tha Ab logon sy pochta phirta hai mare ghar ka pata […]
Bhool jane ka hosla na hua, door rah kar bhi wo juda na hua, unse mil kar kisi aur se kya milte, koi dusra unke jaisa na hua
Sitam Karo Na Karo Hum Gila Nahi Karte, Veerano Me Kabhi Phool Khila Nahi Karte, Magar Itna Yaad Rakhna , Hum Jaise Dost Bar Bar Mila Nahi Karte
juda honey k mausam mai juda hona bhi parhta hai jisey mushkil se paya ho usey khona bhi parhta hai khudi pe maan itna hai kabhi murh kar nahi daikha jisey kehdoo'n k mera hai usey hona bhi parhta hai abhi to fasl e gul ho, misl e gul ho zehn mai rakhna k jab […]
Is hawa me khushbu hai tumhari, is chand ki roshni me surat hai tumhari. Is dil sey jo mar kar b juda na ho sakay woh sirf aur sirf dosti hai tumhari.
Chahne say har baat puri nahi hoti, Thoray say andhairay say raat nahi hoti, Jo pasand hai sab say zyada, Unse kambakht mulakat nahi hoti.
Badal garaja magar barsaat nahi aayi, Dil dharka magar aawaz nahi aayi, Pura din guzarane ko hai dost, kya ek baar bhi meri yaad nahi aayi?
Koi gham nahi magar dil udas hai, Tujh se koi rishta nahi phir bhi ek aas hai, Kehne ko bohut apnay magar tu ek khas hai, Zyada emotional na hona uper sub bakwa hai:D
Dil se teri yad ko juda to nahi kia, Rakha jo tujhe yaad, bura to nahi kia, Hum se log hain naraz kis liye, Hum ne kabhi kisi ko khafa to nahi kia
Hasrat hai sirf unhe pane ki, aur koi khwahish nahi is deewane ki, shikwa mujhe unse nahi khuda se hai, kya zarurat thi unhe itna haseen banane ki€¦.
Jeena chahte hai magar zindagi raas nahi Aati, marna chahte hai magar maut paas nahi Aati. Bahut Udaas hain hum is zindagi se, Kismat bhi Tadpaney se Baaz nahi Aati...
"Mein ne to bohat chaha magar wo mila he nahi ... Laakh koshish ki magar fasla mita he nahi... Us ko majboor zamane ne is kadar kar diya k... Meri kisi saada par woh thehra he nahi... khuda se jholi pehla kay manga tha usay ... Khuda ne meri kisi dua ko sunna he nahi... […]
Wafa ruswa nahi kerna, Suno! aisa nahi kerna Main pehlay hi akaila hon Mujhey tanha nahi kerna Meri in ankhon ko Kabhi sehra nahi kerna Judai bhi jo aa jayai To dil choota nahi kerna Bharoosa bhi zarori hay Magar sab ka nahi kerna Muqaddar phir muqadder hay Kabhi da'awa nahi kerna Jo likha hay […]
Kisi mor pe ham ap ko khoney nahi denge.. Juda hona chaho to honey nahi denge‚¦ Chandni raton man aye gi meri yad‚¦ Meri yad k wo pal ap ko soney nahi denge
Zindagi mohtaj nahi manzilon ki, Waqt har manzil dikha deta hai. Marta nahi koi kisi se juda hoke, Waqt sabko jina sikha deta hai.
Jo hum mehsoos kerte hain agar tum tak pohanch jaye tou bas itna samajh lena ye un jazbo'n ki khusbuu hay jinhai'n hum keh nahi sakte magar tum jo ijazat do tou chand lafzo'n main keh doon k tum bin jee nahi sakte ... K tum bin jee nahi sakte ...
Ab koi harf-e-dua kam nahi ay ga, Ab wo mehtab sar-e-bam nahi ay ga, Ab dhalay ga na kabi hijr ka jalta suraj, Ab kabi wasl ka hangama nahi ay ga, Ja k us kochay mein hum u hi palat ay gay, Waqt-e-rukhsat koi 2 gham nahi ay ga, Uski galyon mein hamay koi nahi […]
Koi na milay to qismat se ghila nahi karty! aksar log mil ker bi mila nahi karty! har shaakh par bahaar aati hy Zaror! par har shaakh par phool khila nhi krty