You are here: SMS4Smile » Poetry SMS » Phool khile, kaliyan khili,
Phool khile, kaliyan khili,
Phool khile, kaliyan khili,
wah wah...
phool khile,kaliyan khili ,
Ab gulab ki baari hai...
hamne to sms bhej diye
janab ab aapki bari hai...
Related SMS
- Darde Dil Mein Gham Ki Kaliyan Khilti Hai
- Har phool par yun aaitbar na kijiye
- mujhey phool na dena
- Phool juda hai kanton se
- Aik din bahroon k phool murjha jayeenge
- khilta hua phool khusbo de aapko
- Phool jaisa tera anjaam na honay doon ga
- Phool ki shuruvat kali se hoti hai
- Sukhe phool wapas khila nahi sakte
- Sms karenge hum ek duje ko bari bari,
- Aap to khud aik gulab hain
- jo khud gulab hai usko kya gulab dun
- Tumhari is ada ka kya jawad du
- Na ho aapki muskan kam
- Kyu dil k mere tukray kar diye
- Bari asaani se dil lagaye jaate hain,
- Aap k chehre ko gulab likhoonga
- Nigahain Aapki Pehchaan Hain Hamari
- Yeh duniya 1 chota sa khuwab hai.
- aapki umar bhar ki dosti mangte hain
- Judai aapki rulati rahegi,
- Ek Zid Hamari Chand Ko Panay ki..!
- Tujh pe Qurbaan meri Yaari hai
- Tere naam
- Aap ka ashiyana dil mein basaya hai
- Bhej ker SMS dilse yaad kia hay
- Haseena'on ka qafla
- Unka ashiyana dil mein basa rakha hai
- Us din khuda ne bhi jashn manaya hoga,
- Har ek say mil raha hai bari aajzi k sath
- Zindagi younhi teri chahat k naam kardi,
- 1 nafrat hi nahi dard ka sabab
- Woh khud ko bay-wafa nahi kehtaa
Darde Dil Mein Gham Ki Kaliyan Khilti Hai, Tanhai Aksar Humse Milte Hai, Tum Ne Jabse Shuru Kiya Sms Karna, Kasam Khuda Ki Mobile Ki Battery Kam Chalti Hai
Bagair jane pehchane iqrar na kijiye, muskura kar dilo ko beqrar na kijiye, phool bhi dey jatay hain zakham gehray kabhi kabhi, har phool par yun aaitbar na kijiye
mujhey phool na dena mujhey unse nafrat hai dena hai to kaantey dedena mujhey unki aadat hai woh chubtey hain zhakham detey hain imandari se phool to bewafa hotey hai , doka detey hain wafadari se
Phool juda hai kanton se, Khushbu se nahi, Hum juda hai unse, Magar dil se nahi.
Aik din bahroon k phool murjha jayeenge, jab bhule se kabhi hum yaad aayeenge, ahsas hoga tumhein humari dosti ka jab, duur bahat duur hum tum se chale jayeenge!
Ugta hua suraj dua de aapko, khilta hua phool khusbo de aapko hum to kuch dene ke kabil nahi hain, dene wala hazar khushiyan de aapko..!!
shaam say pahlay teri shaam na honay doon ga zindagi main tujhay na.kaam na honay doon ga lagnay doon ga na hawa tujh ko khizaoon ki kabhi phool jaisa tera anjaam na honay doon ga
Phool ki shuruvat kali se hoti hai, Zindagi ki shuruvat pyar se hoti hai, Pyar ki shuruvat apno se hoti hai aur apno ki shuruvat aapse hoti hai. * Happy Diwali *
Beetay pal wapas la nahi sakte Sukhe phool wapas khila nahi sakte Kabhi kabhi lagta hai aap hamein bhul gaye par dil kehta hai k aap hamein bhula nai sakte.
Sms karenge hum ek duje ko bari bari, hame lagti hai ye rasam bari pyari, ye sms milte hi ek sms bhej dena, kyunki hame bilkul pasand nahi udhari
Kaun sa phool paish karon, Koi phool gulab nahin, Aap to khud aik gulab hain, Jiska koi jawab naheen...
Tumhari is ada ka kya jawab du, apne dost ko kya uphar du, koi acha sa phool hota to mali se mangwate, jo khud gulab hai usko kya gulab du...
Tumhari is ada ka kya jawad du, apne dost ko kya uphar du, koi accha sa phool hota to mali se mangvata, jo khud gulab hai usko kya gulab du...HAPPY BIRTHDAY My love.
Mil jaati hai kitno ko khushi, Mit jaate hai kitno ke gham, SMS is liye bhej rahe hai hum, Takay door rah kar bhi na ho aapki muskan kam.
Kyu dil k mere tukray kar diye, kyu mere aansu ko apni muskan sey baha diye, gunah kya tha mera bus chahna tumhain, kyu meri zindagi me tune dard bhar diye
Bari asaani se dil lagaye jaate hain, par badi mushkil se waade nibhaye jaate hain, le jaati hai mohabbat un raaho par, jaha diye nahi dil jalaye jaate hain
Lamho Lamho per Khwaab Likhoonga, Apni zindagi per kitaab likhoonga, Aapki gardan(neck) ko phoolon ki tehni, Aur aapke chehre ko gulab likhoonga.
Nigahain Aapki Pehchaan Hain Hamari, Muskurahat Aapki Shaan Hai Hamari, Rakhna Hifazat Se Apne Aap Ko Kyounki, Sanse Aapki Jaan Hai Hamari
Yeh duniya 1 chota sa khuwab hai. Jiyo apni zindagi aise, jaise ji raha gulab hai. Reh kar sath aap kaanto k bhi, muskurao hamesha jaise muskurata gulab hai.
Rab se aapki khushi mangte hain, duaon me aapki hansi mangte hain, sochte hain kya mangen aapse chalo aapki umar bhar ki dosti mangte hain
Judai aapki rulati rahegi, yaad aapki aati rehegi. Pal-pal jan jati rahegi, jab tak jism mein hai jaan har saans dosti nibhati rahegi.
Ek Aada Aapki Dil Churane Ke, Ek Aada Aapki Dil Mein Bas Jane Ke, Ek Chehra Aapka Chand Jaisa, Ek Zid Hamari Chand Ko Panay ki..!
Tujh pe Qurbaan meri Yaari hai, Hass ke mar jaaun iss ki Tayari hai, Silsila na khatam ho apne Pyaar ka, Kyunki humne tumhe yaad kiya ab tumhari baari hai.
Surkh gulab k sare mausam tere naam, Har subha ka pehla ujala tere naam, Teri yaad ka behta darya mere liye, Behti jheel main phool KANWAL ka tere naam, Jitnay khawab Khuda ne mere naam likhay, Un khawabon ka resha resha tere naam, Tere bina jo umr betai beet gai, Ab is umr ka baqi […]
Aap ka ashiyana dil mein basaya hai, apki yado ko seenay sey lagaya hai, pata nahi yaad apki hi kyo aati hai, dost to hamne auron ko bhi banaya hai
Bhej ker SMS dilse yaad kia hay, Phir na kehna k maina bhula dia hay, Ab na koi bahana tumhara hoga, Dekh ker SMS hamara apko muskurana hoga
Haseena'on ka qafla masjid ki aur ja raha tha, hamne bula liya. Hum toh barbad ho chuke the sanam khuda ko barbad hone se bacha liya.
Unka ashiyana dil mein basa rakha hai, Unki yadon ko seene se laga rakha hai, Pata nahi yaad aate hain wohi kyun, Vaise dost to hamne auron ko bhi bana rakha hai.
Us din khuda ne bhi jashn manaya hoga, Jis din aapko apne hatho se banaya hoga, Usne bhi bahaye honge aansu, Jis din aapko yahan bhej ker, khud ko akela paya hoga
Hum say bichar kay us ka takabbur bikhar gaya faraz Har ek say mil raha hai bari aajzi k sath
Zindagi younhi teri chahat k naam kardi, Jaisay ghanay darakht k neeche sham kardi, Laut jate hainparinde shaam hote hi, Hamne to har shaam hi tere naam kardi
Aik nafrat hee nahi duniya mein dard ka sabab Faraz... MOHABBAT bhi sakoon walon ko bari takleef deti hain.
Woh kehta rehta hay, bari majbooriyan hain waqt ki Saaf lafzon mein woh khud ko bay-wafa nahi kehtaa