You are here: SMS4Smile » Poetry SMS » Tujh pe Qurbaan meri Yaari hai
Tujh pe Qurbaan meri Yaari hai
Friendship poem — willing to die laughing for this bond, and it's your turn to remember us now.
Tujh pe Qurbaan meri Yaari hai,
Hass ke mar jaaun iss ki Tayari hai,
Silsila na khatam ho apne Pyaar ka,
Kyunki humne tumhe yaad kiya ab tumhari baari hai.
Related SMS
- Happy Lohri Vekheya Sadi Yaari
- anso tumare niklein ankhein meri hon,
- tujh se na milnay ka yaqeen hai magar
- Tujh ko chaand kahon
- Tujh per ghazal keh doon
- Tujh sey dosti karne ka hisab na aya
- Jab bhi hoi tujh say koi ghalti
- Tujh bin zindagi ka tasawar hi nahi hai
- Ae zindagi tujh say ab na main kar paungaa wafaa
- Meri aankhon main raho, meri aankhon main raho
- Anso tumare niklein ankhein meri hon
- Ab meri rafaaqat ko tarasta bhi wohi hai,
- Meri zindagi per faqat itna ehsan ker do
- Ye meri MAA k qadam choomti hai
- Meri har ek dhakan aap ke liye hai
- Meri chahat hy pani k bulbulay jesi
- K lab jab bhi kholta meri guftugu karta
- Meri seerat ko talaash ker
- Mahek teri aaj bhi meri Saanson mein hai
- Yaad rakh ker meri dosti ko tumne
- Mitti meri kabr se churata hai koi
- Mansoob thay jo loog meri zindagi k saath
- maine chaha use... kya yehi meri bhool thi
- Jiss din band ho gayi meri Aankhein
- meri wafa ka un per koi asar nahin hai
- Kisi ko meri yaad aye ek arsa hua
- Jahan meri aur USKI paheli mulakat thi
- Aana hai agar toh meri zindagi swaarne aaja
- Pehle woh meri girlfrnd thi
- Meri Zinadagi
- Wo shakhs meri jaan bana rehta hy
- Faqat piyar meri maa
- Meri baat aur hai mai ne to mohabbat ki hai
Playful Punjabi Lohri SMS boasting that wishing early in the morning counts as real friendship — this is Sadi Yaari. Happy Lohri Vekheya Sadi Yaari Sawere Sawere Hi Wish Maari Ehnu Kehnde Ne Hushiari Hun Wish Karan Di Tuhaadi Hai Vaari
A friendship blessing poem that takes a sharp turn at the end — the wish is that you do all the work while the sender collects the salary. anso tumare niklein ankhein meri hon, dil tumara dhadk dhadkane meri hon, KHUDA KARE, hamari dosti itni gahri ho, K naukri tum karo salary meri ho.
toot jatay hain sabhi rishtay magar dil ka dil say rishta apni jaga tujh se na milnay ka yaqeen hai magar tujh se milnay ke dua apni jaga
Main tujh ko chaand kahon yeh mumkin to hay magar, log tujhey raat bhar dekhain yeh gawara nahin mujhey
Tairi jheel si gehri aankhon ko jo neel-e-kanwal keh doon, Duniya jal jayai gi, jo tujh per ghazal keh doon...
Tujh sey dosti karne ka hisab na aya, mere kisi bhi sawal ka jawab na aya, hum to jagte rahe tere hi khayalon main, aur tujhey so kar bhi hamara khuwab na aya...!
Poch lo khuda se tere liye hi ham ne dua mangi, Pooch lo hawa sey tere liye hi ham nay fiza mangi, Jab bhi hoi tujh say koi ghalti, Ham ne dua main apne liye saza mangi
Tujh bin zindagi ka tasawar hi nahi hai , Tere sang ho zindagi aisa bhi koi scene nahi hai, Iss dunya mein, tum he sab say haseen ho mein aur kahon jhot kitna, ke tum ko yaqeen ho
Ae zindagi tujh say ab na main kar paungaa wafaa, Ab apnay bandhanon say mujhay tu azaad kar day, Galti say kuchh phool meray daaman mein aa giray thay, Wapas tu lay lay inko aur iss mein kantay tu bhar day,
Meri aankhon main raho meri aankhon main raho, Roshni ban k meray ghar k chiraghon main raho.! Tera wada bhi na siyasi ho, Ab fazaon mein na udasi ho! Chuu k qadmon ko her khushi guzray, Kash ab yun hi zindagi guzray! Tum meray sath meray din meri raaton main raho, Meri aankhon main raho […]
Friendship blessing SMS that curves into a wish for you to do all the work while the sender gets your paycheck. Anso tumare niklein ankhein meri hon, Anso tumare niklein ankhein meri hon, Dil tumara dhadk dhadkane meri hon, KHUDA KARE, hamari dosti itni gahri ho, K nokri tum karo salary meri ho
Ankhein bhi wohi hain dareecha bhi wohi hai aur soch ke aangan mai utarta bhi wohi hai, Jis nay mere jazbon ki sadaaqat ko naa jana ab meri rafaaqat ko tarasta bhi wohi hai, Is dil ke kharabe se guzar kis ka hua hai ankhein bhi wohi hont bhi wohi lehja bhi wohi hai, Jo […]
A Roman Urdu poem that starts romantic and ends with a request for housework. Meri zindagi per faqat itna ehsan ker do, Ik benam si mohabbat mere naam kerdo, Ik subha ko milo aur shaam kerdo, Aur sham tak mere ghar ka sara kam kerdo,
A reverent Roman Urdu Mother's Day poem centered on the idea that all love, all paradise, and all beauty orbits a single person: Maa. About MAA:- Dastan mere laad pyar ki Bas, Ek Hasti k gird ghoomti hai, Pyar JANNAT se is liye hay mujhey, Ye meri MAA k qadam choomti hai.
Every heartbeat, every smile — all for one person, with a life now spent waiting for them. Meri har ek dhakan aap ke liye hai, Meri har ek muskuraht aap ke liye hai, Aap ki ada mere dilko churane ke liye hi hai, Ab toh meri yeah zindagi aap ke intezaar ke liye hai!!!
Meri chahat ka hisab jo lagao gay, To meri chahat ko bayhisab pao gay, Meri chahat hay pani k bulbulay jesi, Zara sa thukrao gy to dhondtay reh jao ge,
Kash koi aisa ahal-e-dil hota jo meri arzu karta, Khoo jati agar main kahin, to meri justuju karta, Mein us kay zehan-o-dil main kuch is tarah sama jati, K lab jab bhi kholta meri guftugu karta,
Meri taqdeer se pooch meri qismat ka faisla. Meri muskurahat pe na ja mere dard ko talaash ker Meri aankhon se pooch mere intizaar ki inteha. Mere itminaan pe na ja mere sabr ko talaash ker Mere pyar se pooch mere pyar ka aalam. Meri soorat pe na ja meri seerat ko talaash ker
Mahek teri aaj bhi meri Saanson mein hai, Har ek adaa bhi teri meri Aankhon mein hai, Tu bhaley hi bhula dey mujh ko, Teri jagah aaj bhi meri Yaadon mein hai.
Yaad rakh ker meri dosti ko tumne, Meri zindagi per ehsan kar diya, Is mobile mein yeh last rupiya tha, Daikh wob bhi tere naam kar dia,
Mitti meri kabr se churata hai koi, mar kar bhi yaad ata hai koi, ae khuda ek pal ki jindagi aur de mujhe, udas meri kabr se jata hai koi
Mansob thay jo log meri zindagi k sath Akser woh milay bari bayrukhi k sath Fursat milay tou apna graiban bhi daikh lay Aey dost youn na khail meri bay basi k sath Chehray badal badal k mujhey mil rahay hain log Itna Bura salook meri saadgi k saath.
dilon ki daastan usay kahan qabool thi meri wafayain uske liye fazool thi koi aas nahi par itna bata do maine chaha use... kya yehi meri bhool thi
Jiss din band ho gayi meri Aankhein, Kayi Aankhon se uss din aansu barseinge, Jo kehte hai bahut bolta hai, Kabhi wohi meri Aawaz sunne ko tarseinge.
Mein ghamzada hoon lekin meri aankh tar nahin hai Mujh par kya hai guzri un ko khabar nahin hai un ka salook dekh ker hairat zada hai dil k meri wafa ka un per koi asar nahin hai.!
No one has remembered him in a long time — the heart is quiet now, like a cloud that's already rained itself out. Kisi ko meri yaad aye ek arsa hua, koi hai hairan to koi tarsa hua. Is tarah khamosh hain ye dil ye aankhe meri, Jaise khamosh ho koi badal barsa hua.
Shaam udas thi‚ subaah udas thi, kafan me lipti‚ hue meri laash‚ thi, aey mere ghar walo mujhey wahin dafnana, jahan meri aur USKI paheli mulakat thi.
Haalat pay meri hasnay hasaney aaja, jhooti hi sahi par sachi ansoon bhane aaja khuwab ko kiya sajana,woh toh bhikar gaye ana hai agar toh meri zindagi swaarne aaja!
The evolution of a relationship told in communication patterns — from attentive girlfriend to dominant fiancée to a marriage that keeps the whole neighborhood awake. Pehle woh meri girlfrnd thi, Mein bolta tha wo sunti thi, Phir woh meri mangetr bani, Woh bolti thi mein sunta tha Jab se woh meri BIWI bani, Hum dono […]
Mujhy bekhudi ki hai arzoo Mujhe qurbaton ka kumar dey Mery ang ang mei youn uter K mujhi mein khud ko utar de Tu jo rug rug mein bus gea Tu hai dorion ka jawaz kiya Meri zindgi mery pass aa Meri bekhudi ko qarar de Hai nazar nazar teri joostaju Tu meri wafa ki […]
Wo shakhs meri jaan bana rehta hy, Uska pyar meri pehchan bana rehta hy, Koi muntazir hy uska kitni shiddat se, Wo janta hy magar anjan bana rehta hy...
A poetic Roman Urdu Mother's Day tribute calling a mother the only real shade in a world of cruelty — pure love in a hostile world. Is zulm ki duniya main faqat piyar meri maa, Hay meray liye saya-e-dewar meri maa, Nafrat k jazeron say mohabbat ki hadon tuk, Bus piyar hay han piyar hay […]
Tum mujhe bhool bhi jao to ye haq hai tumko Meri baat aur hai mai ne to mohabbat ki hai Tum agar aankh churao to ye haq hai tumko Meri baat aur hai mai ne to mohabbat ki hai Mere dil ki mere jazbaat ki qeemat kia hai Uljhe uljhe se khayalat ki qeemat kia […]