You are here: SMS4Smile » Poetry SMS » Aap k chehre ko gulab likhoonga
Aap k chehre ko gulab likhoonga
Lamho Lamho per Khwaab Likhoonga,
Apni zindagi per kitaab likhoonga,
Aapki gardan(neck) ko phoolon ki tehni,
Aur aapke chehre ko gulab likhoonga.
Related SMS
- jo khud gulab hai usko kya gulab dun
- Phulo Mein Haseen Gulab Hai
- Aap to khud aik gulab hain
- Kal raat machar ne kata mere chehre par
- SMS ban ke chala ja tu Gulab
- jaise sukhe gulab milte hain kitabo me
- Bana gulab to kantay chubha gaya aik shakhs
- Yeh duniya 1 chota sa khuwab hai.
- Badal-badal kay
- Phir Kitna Hua Hai Asar Puchte Hain
- Main jo POOCHO tumhara HAAL-e-DIL
- Bas aapki ek jhalak nahin milti
- Phoolon se bhi khubsurat ho tum.
- Tumhari is ada ka kya jawad du
- Nigahain Aapki Pehchaan Hain Hamari
- Phool khile, kaliyan khili,
- Zameen per ho magar asmaan jaisa ho
- Chand lamho ki zindagi hai
- Hum to apko hi apni jaan mante hai
- Sharabi ilzam sharab ko deta hai,
- aapki umar bhar ki dosti mangte hain
- Apke aane se zindagi kitni khubsoorat hai
- Zindagi kuch pal ki mehmaan lagti hai
- Head & Neck of the family
- Aapko chah k duniya ki chahat bhul gaye
- Hasna zindagi ki zarorut hai
- Bhool jane ki adat hamain bhi nahin
- Judai aapki rulati rahegi,
- Mujhe Bus Tumse Mohabbat Hai...!!
- Ek Zid Hamari Chand Ko Panay ki..!
- tarpna bhi humey ata hai, tarpana bhi ata hai
- Apni yad rakhnay ko kuch tou jan-e-man day do
- Bina milay dosti nibhana bhi zindagi hay
Tumhari is ada ka kya jawab du, apne dost ko kya uphar du, koi acha sa phool hota to mali se mangwate, jo khud gulab hai usko kya gulab du...
Phulo Mein Haseen Gulab Hai, Parhai Ke Liye Zaroori Kitaab Hai, Duniya Me Har Sawal Ka Jawab Hai, Agar Koi Tumse Mere Bare Me Puche To Kehna Wo Lajawaab Hai
Kaun sa phool paish karon, Koi phool gulab nahin, Aap to khud aik gulab hain, Jiska koi jawab naheen...
kal raat machar ne kata mere chehre par, dil mien junoon tha...aankhoon mien khoon tha, uthaya ussay masal dene k liye par khayal aya, kambakht mien bhi akhir apna hi khoon tha
SMS ban ke chala ja tu Gulab, hogi sachi dosti to aye ga jawab, agar na aaye to tu mat hona udas, tu samajah lena hamare liye waqt nahin hai unke pass
barso baad na jaane kaun kaha hoga, hum dono me se na jaane kaun kaha hoga, phir milna hua to milenge khwabo me, jaise sukhe gulab milte hain kitabo me
Bana gulab to kantay chubha gaya aik shakhs, Hua chiragh to ghar hi jala gaya aik shakhs, Tamam rang meray aur saray khuwab meray, Fasanay thay k fasana bana gaya aik shakhs, Mein kis hawa main uron kis fiza mein lehraon, Dukhon key jaal her su bicha gaya aik shakhs, Mohabbaton nay kisi ki bhula […]
Yeh duniya 1 chota sa khuwab hai. Jiyo apni zindagi aise, jaise ji raha gulab hai. Reh kar sath aap kaanto k bhi, muskurao hamesha jaise muskurata gulab hai.
Un dostoan se milna yaaroan sambhal-sambhal ke Jeete hain zindagi jo Chehre Badal-badal ke. Mat poochh usse zaalim chehre pe salvatein kyun, Kaati ho jisne raatein, karvat badal-badal ke.
Ek Lamhe Me Unhone Zindagi Sawar Di, Doosre Lamhe Me Unhone Zindagi Ujad Di, Kusoor Unka Nahi Hamara Hai Un Do Lamho Mein Hamne Zindagi Guzar Di. Saza Dene Wale Raza Puchte Hain, Jeene Ki Humse Wajah Puchte Hain, Dete Hain Khud He Zahar Humko Aakar, Phir Kitna Hua Hai Asar Puchte Hain,
Apni KHAMOSH zindagi main bolana mujhko, Apni HASEEN khuwab ki TASVEER banana mujhko, Main jo POCHON tumhara HAAL-e-DIL, To apni har DHARKAN ki AWAZ sunana mujhko
Aapke khayalon say fursat nahi milti, hame ek pal ki raahat nahin milti... mil to jata hai sab kuch.. bas aapki ek jhalak nahin milti.
Mitti ki anokhi murat ho tum, Zindagi ki ek zarurat ho tum, Phool to khubsurat hote hai, Phoolon se bhi khubsurat ho tum.
Tumhari is ada ka kya jawad du, apne dost ko kya uphar du, koi accha sa phool hota to mali se mangvata, jo khud gulab hai usko kya gulab du...HAPPY BIRTHDAY My love.
Nigahain Aapki Pehchaan Hain Hamari, Muskurahat Aapki Shaan Hai Hamari, Rakhna Hifazat Se Apne Aap Ko Kyounki, Sanse Aapki Jaan Hai Hamari
Phool khile, kaliyan khili, wah wah... phool khile,kaliyan khili , Ab gulab ki baari hai... hamne to sms bhej diye janab ab aapki bari hai...
Koi to dost mere zindagi main aisa ho, phoolon ki tarah ho wafaon jaisa ho, mere talash ki had us pr khatam ho jayay, zameen per ho magar asmaan jaisa ho...
Chand lamho ki zindagi hai, Nafraton se jiya nahi karte, Lagta hai dushmano se guzarish karni padegi, Kyunki aap to ab sms kiya nahi karte.
Aapke sms ko Ehsaan mante hai, Jawab dena emaan mante hai, Woh aur hai jo pyaar mein jaan dete hai, Hum to apko hi apni jaan mante hai.
Sharabi ilzam sharab ko deta hai, aashiq ilzam shabab ko deta hai. Koi nahi karta qabul apni bhul, kanta bhi ilzam gulab ko deta hai
Rab se aapki khushi mangte hain, duaon me aapki hansi mangte hain, sochte hain kya mangen aapse chalo aapki umar bhar ki dosti mangte hain
Apke aane se zindagi kitni khubsoorat hai, Dil me basayi hai jo woh apki hi surat hai, Dur jaana nahi humse kabhi bhulker bhi, Hume har kadam per aapki zarurat hai.
Tum bin zindagi sooni si lagti hai, Har pal adhoori si lagti hai, Ab to in sansoon ko apni sansoon se jor do, Warna zindagi kuch pal ki mehmaan lagti hai.
It is said that Husband is the head of the family, But Remember that wife is the Neck of the family. & the Neck can turn the Head exactly the way she wants. :)
Aapse milkar khuda ki ibadat bhool gaye, Aapki adayein dekh ke apni aadat bhool gaye. yeh kaisa jaadu kar diya hai aapne Aapko chah k duniya ki chahat bhul gaye
Zindagi me her dum hastey raho, Hasna zindagi ki zarorut hai, Zindagi ko is andaz mei jiyo k, Aap ko dekh ker log kahen "wo dekho" zindagi kitni khubsoorut hai
Bun k ajnabi mily thay zindagi k safr mein kahin, In yadon k lamhon ko kabhi bhoolaingay nahin, Agar yaad rakhna fitrat hai aapki, Bhool jane ki adat hamain bhi nahin
Judai aapki rulati rahegi, yaad aapki aati rehegi. Pal-pal jan jati rahegi, jab tak jism mein hai jaan har saans dosti nibhati rahegi.
Tumhare Naam Kar Di Hai Yeh Puri Zindagi Apni,, Bhale Ab Jaan Hi Jaye....Mujhe Bus Tumse Mohabbat Hai...!!
Ek Aada Aapki Dil Churane Ke, Ek Aada Aapki Dil Mein Bas Jane Ke, Ek Chehra Aapka Chand Jaisa, Ek Zid Hamari Chand Ko Panay ki..!
Gham-e dil ko in aankhoun sey chalak jana bhi ata hai tarapna bhi humey ata hai , tar-pana bhi ata hai kisi ki yaad mai jo zindagi humney guzari hai humey wo zindagi apni muhabat sey bhi pyari hai wo aye ru-baro hum dastaan apni suna-ein gey kuch apna dil jala-ein gey kuch unko aazmain […]
Apni yad rakhnay ko kuch tou jan-e-man day do Apni muskurahatain apna bholapun day do Apni ankhain baksh do apna husn nawaz do Apna sakhan day do apnay dil ka dhun day do Tumharay dum say meray jevan mein khushiyain hain bahar hay Mein kuch kehna chahta hon mujhey tumse mohabbat hay, mujhey tum se […]
phool ban ker muskurana zindagi hay Musura k ghum bhulana zindagi hay, Mil ker log khush hotay hain to kia howa Bina milay dosti nibhana bhi zindagi hay