You are here: SMS4Smile » Poetry SMS » SMS ban ke chala ja tu Gulab
SMS ban ke chala ja tu Gulab
SMS ban ke chala ja tu Gulab,
hogi sachi dosti to aye ga jawab,
agar na aaye to tu mat hona udas,
tu samajah lena hamare liye waqt nahin hai unke pass
Related SMS
- jo khud gulab hai usko kya gulab dun
- Phulo Mein Haseen Gulab Hai
- Aap to khud aik gulab hain
- Raat kya dhali sitare chala gayay,
- Aap k chehre ko gulab likhoonga
- jaise sukhe gulab milte hain kitabo me
- Bana gulab to kantay chubha gaya aik shakhs
- Dosti sachi ho to waqt ruk jata hai
- Jaise taron ke sath aakash hai
- Hum ne suboot diya apni Dosti ka
- Kisne kaha judai hogi
- Logon k sab sawalon ka jawab ho tum
- Koi gham nahi magar dil udas hai
- Rona bhi parta hay
- Dil ke armano ki manzil hai teri dosti
- Wo Samne Aaye To...
- Merey Hi Dard-e-Mohabbat Ne Sada Di Hogi
- Tu Ne Jo Chonk Kar Her Simth Nigah Ki Hogi
- is nacheez ko yaad kiya karo!
- Kisi ko deni ho jawani main saza
- Khuwabon main ayenge SMS ki tarah
- Tum he kion bhaye dil ko kya maloom
- Tujh sey dosti karne ka hisab na aya
- Teri dosti hum es tarah nibhain gay,
- Hamary is SMS ka jawab kia do gay
- Aap ki DOSTI ka sila her haal main daingay
- Hum nibhayenge dosti marte dum tak
- Ho nahi sakta mujhe teri yaad na aaye
- Tumhari is ada ka kya jawad du
- Aana hai agar toh meri zindagi swaarne aaja
- Jahan meri aur USKI paheli mulakat thi
- Zindagi ki raho pe jab aage jaoge
- Yeh duniya 1 chota sa khuwab hai.
Tumhari is ada ka kya jawab du, apne dost ko kya uphar du, koi acha sa phool hota to mali se mangwate, jo khud gulab hai usko kya gulab du...
Phulo Mein Haseen Gulab Hai, Parhai Ke Liye Zaroori Kitaab Hai, Duniya Me Har Sawal Ka Jawab Hai, Agar Koi Tumse Mere Bare Me Puche To Kehna Wo Lajawaab Hai
Kaun sa phool paish karon, Koi phool gulab nahin, Aap to khud aik gulab hain, Jiska koi jawab naheen...
Raat kya dhali sitare chala gayay, Gairo sa kya gila jab aapna chalay gayay, Jeet to saktay thay ishq bi bazi ham bhi, Magar tumhe jitanay ka liya hartay chalay gayay
Lamho Lamho per Khwaab Likhoonga, Apni zindagi per kitaab likhoonga, Aapki gardan(neck) ko phoolon ki tehni, Aur aapke chehre ko gulab likhoonga.
barso baad na jaane kaun kaha hoga, hum dono me se na jaane kaun kaha hoga, phir milna hua to milenge khwabo me, jaise sukhe gulab milte hain kitabo me
Bana gulab to kantay chubha gaya aik shakhs, Hua chiragh to ghar hi jala gaya aik shakhs, Tamam rang meray aur saray khuwab meray, Fasanay thay k fasana bana gaya aik shakhs, Mein kis hawa main uron kis fiza mein lehraon, Dukhon key jaal her su bicha gaya aik shakhs, Mohabbaton nay kisi ki bhula […]
Dosti sachi ho to waqt ruk jata hai, Aasman lakh ucha ho magar jhuk jata hai. Dosti mein duniya lakh baney rukavat, Agar dosti sach ho toh khuda bhi jhuk jata hai.
Jaise taron ke sath aakash hai, waise sachi dosti ke sath wishwas hai. Dil ki nazron se dekhogi agar! Hum har waqkt aapke pass hai.
Hum ne suboot diya apni Dosti ka, Ab aap apni dosti ka hisaab do, Agar nahi karte ho pyar to delete kar do yeh msg, Agar karte ho to is ka jawaab do.
Kisne kaha judai hogi, Kisi ghair ney yeh khabar urai hogi, Barey shaan sey rahenge hum aap k dil mein, Itne dino me kuch to jagah banai hogi..!
Meri nigah-e-kamal ka intikhab ho tum, Wafa k pholon main haseen gulab ho tum, Log kehte hain doston main wafa nahi hoti, Logon k sab sawalon ka jawab ho tum...
Koi gham nahi magar dil udas hai, Tujh se koi rishta nahi phir bhi ek aas hai, Kehne ko bohut apnay magar tu ek khas hai, Zyada emotional na hona uper sub bakwa hai:D
juda honey k mausam mai juda hona bhi parhta hai jisey mushkil se paya ho usey khona bhi parhta hai khudi pe maan itna hai kabhi murh kar nahi daikha jisey kehdoo'n k mera hai usey hona bhi parhta hai abhi to fasl e gul ho, misl e gul ho zehn mai rakhna k jab […]
Zindagi ke tufano ka sahil hai teri dosti, Dil ke armano ki manzil hai teri dosti, Zindagi ban jaye jannat agar, Maut ane tak sath rahe teri yeh dosti.
Wo samne aye to Nazron ko Jhukaa loon ga Dekhoon ga nahi phir bhi Tasweer bana loon ga Aana ho to aa jao Ruswayee nahi hogi Dekhega nahi koi Palkon mai chupa loon ga Jo Hum per guzarni hai ek bar guzar jaye Her Gham ki tarha Tujh ko Seene se laga loon ga Weeran […]
Tu Ne Jo Chonk Kar Her Jagha Nigah Ki Hogi Mere Hi Dard-e-Mohabbat Ne Sada Di Hogi Ye Jo Moti Baraste Hey, Teri Yaad Mein Aksser Badloon Ne Meri Aankhon Ko Dua Di Hogi Jhilmillati Hooye Ek Baat Jo Sochi Mene Yaser Ne Jaake Ussay Zaroor Bata Di Hogi Zikir Aaya Jo Kabhi Mera Uss […]
Tu Ne Jo Chonk Kar Her Simth Nigah Ki Hogi Mere Hi Dard-e-Mohabbat Ne Sada Di Hogi Ye Jo Moti Baraste Hey, Teri Yaad Mein Aksser Badloon Ne Meri Aankhon Ko Dua Di Hogi Jhilmillati Hooye Ek Baat Jo Sochi Mene MeMoN Ne Jaake Ussay Zaroor Bata Di Hogi Ziker Aaya Jo Kabhi Mera Uss […]
Hasi ke raste pe chala karo, khushiyo ki mahak liya karo, pyar se dilon ko chuha karo, jahan tumhe ghum nazar aaye, is nacheez ko yaad kiya karo!
koi chez be-wafai se barh ker kia hogi, Ghum-e-tanhai judai se barh ker kia hogi, Kisi ko deni ho jawani main saza, to wo saza PARHAI se barh ker kia hogi:-)
Khuwabon main ayenge SMS ki tarah. Dil main bas jayenge ring tone ki tarah, Ye yari kabhi kam na hogi balance ki tarah, Sirf tum busy na hona network ki tarah.
Har baar dil se yeh paigham aaye, Zubaan kholon to tera he naam aaye, Tum he kion bhaye dil ko kya maloom, Jab nazroo k saamne haseen tamam aaye.
Tujh sey dosti karne ka hisab na aya, mere kisi bhi sawal ka jawab na aya, hum to jagte rahe tere hi khayalon main, aur tujhey so kar bhi hamara khuwab na aya...!
Teri dosti hum es tarah nibhain gay, Tum roz khafa hona hum roz manain gay, Per maan jana manany say, Werna yeh bheegi palkain lay k kahan jayaingay
Kaanto k badlay Phool kia do ge, Aansoon k badlay Khushi kia do ge, Hum chahtay hain aap se umar bhar ki dosti Hamary is SMS ka jawab kia do gay...?
Aap ki DOSTI ka sila her haal main daingay, Koi maangay yeh DOSTI to usay taal daingay. Agar dil nay kaha k tum BEWAFA ho, To qasam say is DIL ko bhi SEENAY say nikal daingay.
Hum nibhayenge dosti marte dum tak, hum hasayenge tumko gham se khushi tak, aye dost kabhi humse naraz na hona, saath rehna hamare akhiri dum tak
Ho nahi sakta mujhe teri yaad na aaye, bhul k bhi tujhe bhulun wo ehsaas na aaye, tu bhule to teri marzi, MAIN bhulu to agli saans na aaye..
Tumhari is ada ka kya jawad du, apne dost ko kya uphar du, koi accha sa phool hota to mali se mangvata, jo khud gulab hai usko kya gulab du...HAPPY BIRTHDAY My love.
Haalat pay meri hasnay hasaney aaja, jhooti hi sahi par sachi ansoon bhane aaja khuwab ko kiya sajana,woh toh bhikar gaye ana hai agar toh meri zindagi swaarne aaja!
Shaam udas thi‚ subaah udas thi, kafan me lipti‚ hue meri laash‚ thi, aey mere ghar walo mujhey wahin dafnana, jahan meri aur USKI paheli mulakat thi.
Zindagi ki raho pe jab aage jaoge, Peeche ek saya tum hardam paoge, Mud k dekhoge to tanhai hogi, Agar mahsoos karoge to humko paoge.
Yeh duniya 1 chota sa khuwab hai. Jiyo apni zindagi aise, jaise ji raha gulab hai. Reh kar sath aap kaanto k bhi, muskurao hamesha jaise muskurata gulab hai.