You are here: SMS4Smile » Exam SMS » Kisi ko deni ho jawani main saza
Kisi ko deni ho jawani main saza
A Roman Urdu poem that ends with studying as the worst punishment of youth.
koi chez be-wafai se barh ker kia hogi,
Ghum-e-tanhai judai se barh ker kia hogi,
Kisi ko deni ho jawani main saza,
to wo saza PARHAI se barh ker kia hogi:-)
Related SMS
- Hum doston ko bohut buri saza dete hain
- HOROON ko SAZA mili hay
- Main nay bhi kisi say pyar kiya tha... mazak kia tha
- 1-jan-2027 ko ... saza sunai jati hai
- tumhare diay huy gham ki tumhain aisi saza mile,
- Jawani ke din chamkiley ho gaye
- Saza khoob mili tum say dil laganay ki
- Kisi na kisi pe kisi ko aetbar ho jata hai,
- Kehte hai k pyar ek saza hai
- Jane kis baat ki mujhko saza deta hai
- Gunah karke saza se darte hain
- Umer Qaid Ki Saza Di Jaati hai
- Koi achhi si saza do mujhko
- Kisi ki sansain kisi ki jaan ban jaye
- Khuda kisi ko kisi pey fidaa na kare
- Akaila mehsos kero jub tanhai main
- Ye to nishani hai kisi ke pyaar ki
- Jitna bhi kisi ko apna bana lo
- Kabhi kisi se zikar-e-judai mat karna..
- Dabbay main dabba dabay main khargosh
- Agar tum kisi ko chota dekh rahe ho
- Khuwab jhoote kisi ko dikhaya nahi karte
- Jayengay car main, aayengay akhbar main
- Dosti kisi ki riasat nahi hoti
- Saza Pe Chor Diya Jaza Pe Chor Diya
- Dil k zakham kisi ko dikha na sako ge
- Jub kisi ki taraf dil jhuknay lagay
- Khuwabon main ayenge SMS ki tarah
- Kaash tum zindagi main ayai hi na hotay
- Aatish-e-ishq main jal jaon tujhey is say kiya
- Pyar ke ujalon main ghum ka andhaira hion aata hai
- Hum kisi aur k na ho sakain gay
- Yaado main kabhi aap bhi khoye honge
Declares the worst punishment for friends is not a shoe-beating but being made to smell a sweaty sock. Hum doston ko bohut buri saza dete hain, Wah wah..!! Irshad Irshaad..!! Hum doston ko bohut buri saza dete hain, Joota nahin maartay, bus Moza sungha dete hain...
A dream-sequence insult where God confirms the recipient's presence among heavenly companions is their punishment, not any kind of reward. Main nay aap ko kal khuwab main HOROON k darmiyan daikha. Main nay khuda say pocha, Is ko kis naiki ki jaza mili hai. Khuda nay farmaya: is ko jaza nahin, HOROON ko SAZA mili […]
Main nay bhi kisi say pyar kiya tha... thoda nahi bay shumar kiya tha, Meri to duniya hi badal gayi. Jab usne kaha... Aray mein‚ nay‚ to sirf mazak kiya tha
Funny Roman Urdu New Year SMS framed as a solemn court verdict, sentencing the reader to a lifetime of happiness under the laws of January 1. Tamam Sabuto or gawaho ko nazer m rakhte hue Message Padhne wale ko dhara 1-jan-2027 k tahat "Happy New Year" Kahte Hue Aap sab ko Zindgi bhar Khush rahne […]
A short revenge curse in Roman Urdu: the punchline is wishing the person severe stomach trouble with nowhere to go. tumhare diay huy gham ki tumhain aisi saza mile, tumko (motion) lagain aur tumko karne ki kahee jaga na mile..
Jawani ke din chamkiley ho gaye, husn ke taiwar nookilay ho gaye, hum izhar karney main thoray dhiley ho gaye, AUR UNKE HATH PEEL HO GAYE....
Saza khoob mili tum say dil laganay ki, Nazar lagi hay meray pyaar ko zamanay ki.. Ab to qabar main say bhi nikal k kehtay hain meray haath, Hamain tou hasratain reh gayain tum galay laganay ki
Kisi na kisi pe kisi ko aetbar ho jata hai, ajnabi koi shaks yaar ho jata hai, khubiyon se nahi hoti mohabbat bhi sadaa, khamiyon se bhi aksar pyaar ho jata hai
Tears come before crying, dreams break before sleep — wishes someone had stopped him before love even started. Nnikal aate hai aansoo rone se pehle‚¦ Toot jate hain sare khuwab sone se pehle‚¦ Kehte hai k pyar ek saza hai, Kash koi rokta mujhe pyar hone se pehlay
Jane kis baat ki mujhko saza deta hai, meri hasti hui ankhon ko rula deta hai. Ek muddat se khabar bhi nahi teri, koi is tarah bhi kya apne Pyar ko bhula deta hai.
Gunah karke saza se darte hain, zahar pee ke dawa se darte hain, dushmano ke sitam ka khauff nahi, hum toh doston ki wafa se darte hain..
I" M" A PoLice Officer.. & U r Under arrest Because U r So Cute and Being So Cute Is a Crime. Is Liye aap Ko DIL mein Umer Qaid Ki Saza Di Jaati hai..
A long, raw plea to a lover — punish me, forget me, burn my image from your heart, or just let me sleep beside you. Koi achi si SAZA do mujhko! Chalo aisa karo BHULLA do mujhko! Apne DIL me basi TASVIR meri! Aisa karo JALA do usko! Meri WAFA pe agar SHAK hai tumko […]
Kisi k sapnay kisi kay armaan ban jayen, Kisi ki hansi kisi ki muskaan ban jaye, Bay panah pyaar kehtay hain usey, Jab kisi ki sansain kisi ki jaan ban jaye,
Khuda kisi ko kisi pey fidaa na kare, Kare to qayamat tak judaa na kare. Ye maana ki koi marta nahi judaai mein, Lekin jee bhi to nahi paata tanhaai mein!
Akaila mehsos kero jub tanhai main, Yaad meri ayai jub judai main, Mehsos kerna tumharay hi paas hon main, Jub chahey daikh laina apni hi perchai main.
Maat roko iss behte dard ko, Saza hai ye kisi ke intzar ki, Keh lo inhe ashk ya diwangi, Ye to nishani hai kisi ke pyaar ki.
Pyar kisi se jo karoge ruswai hi milegi, Wafa kar lo chahe jitni,behwafai hi milegi Jitna bhi kisi ko apna bana lo, Jab aankh khulegi tanhai hi milegi
Kabhi kisi se zikar-e-judai mat karna.. Is DIL se kabhi ruswai mat karna.. Jab dil uth jaye humsey to bata dena. Na bata kar bewafai mat karna.
Dabbay main dabba dabay main khargosh, Uncle nay aankh mari aunty bay-hosh...;):D:D
Roman Urdu quote from Hazrat Ali (R.A): if you look down on someone, you are either seeing them from too far away or through the lens of pride. Agar tum kisi ko chota dekh rahe ho, to tum use door se dekh rahe ho, Ya phir gharoor se dekh rahe ho (Hazrat Ali(R.A)"
Khuwab jhoote kisi ko dikhaya nahi karte, Mere dost! Yun kisi ko satya nahi karte, Ek baar yun kisi ko keh ker apna, Daman phir uss se churaya nahi karte, Us ke intezaar se bhala kya ho ga haasil, Aane ka keh kar bhi jo aaya nahi karte, Rakhte hon jo dard bhara dil apne […]
Once a husband and wife were preparing to go office and the wife thought she would drive today for the office. Wife : Chalo na car me kahin ghumne chalte hai, aur car me drive karungi! Huband : “Agar tum car drive karogi to jayenge car mein, aayenge akhbaar mein‚!!
Urdu friendship verse about a bond you can't enter without commitment and can't leave without a price. Dosti kisi ki riasat nahi hoti, Zindagi kisi ki amanat nahi hoti, Hamari saltanat main dekh ker qadam rakhna, Kion kay hamari dosti ki qaid main zamanat nahin hoti
Saza Pe Chor Diya Jaza Pe Chor Diya Har Ek Kam Hum Ne Khuda Pe Chor Diya Woh Hum Ko Yad Rahkta Ya Bhula Deta Usi Ka Kaam Tha Usi Ki Raza Pe Chor Diya Us Ki Marzi Bujha De Ya Phir Jala Rakhe Cheragh Hum Ne Jala Kar Hawa Pe Chor Diya Us Se […]
Dil k zakham kisi ko dikha na sako ge, Dil mein jo he kisi ko bata na sako ge, Karoo ge jawani me jo girlfriend pe kharche, Budhape tak udhar chuka na sako gay:p
Starts with romantic Urdu — heart leaning toward someone, words stopping at the lips — then prescribes Vicks lozenges for your throat. Jab kisi ki taraf DiL jhuknay lage.. Bat aa kar zubaan tak rukne lage To TO To TO To VICKS ki goli lo Khikhich dur karo...
Khuwabon main ayenge SMS ki tarah. Dil main bas jayenge ring tone ki tarah, Ye yari kabhi kam na hogi balance ki tarah, Sirf tum busy na hona network ki tarah.
In ankhon main aansu ayai na hotay, Agar tum pichay mur ker muskuraye na hotay, Tumharay jaanay k baad yeh ghum hota hay, Kaash tum zindagi main ayai hi na hotay....
Aatish-e-ishq main jal jaon tujhey is say kiya Mousam ki tarah badal jaon tujhey is say kiya Chot khaon ya zakham lagay, ya ahsas-e-ghum mein tarpon Mein gir jaon ya sanbhal jaon tujhey is say kiya Mussartaon ko daikh ker bay qarar ho jaon Ya tofan-e-ghum say behal jaon, tujhey is say kiya Hansta daikh […]
Pyar ke ujalon main ghum ka andhaira hion aata hai, Jisko hum chahtey hain wohi kion rulata hay? Merey khuda agar wo mera naseeb nahi to aisay logon say phir mujhey kion milata hay?
Jaisay aap hamaray na ho sakay thay Hum kisi aur k na ho sakain gay, Pyaar nahin kia apna dil diya hay Ek pal bhi aap ko bhula na sakain gay...
Yaado main kabhi aap bhi khoye honge Khuli aankho se kabhi aap bhi soye honge Maana hasna hai aadat ghum chupaane ki Par haste haste kabhi aap bhi roye honge