You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Funny SMS » Jub kisi ki taraf dil jhuknay lagay
Jub kisi ki taraf dil jhuknay lagay
Jab kisi ki taraf
DiL jhuknay
lage..
Bat aa kar
zubaan tak
rukne lage
To
TO
To
TO
To
VICKS ki goli lo
Khikhich dur karo...
Related SMS
- Jab kisi ki taraf dil jhukne lage
- Kisi ki sansain kisi ki jaan ban jaye
- Kisi na kisi pe kisi ko aetbar ho jata hai,
- Khuda kisi ko kisi pey fidaa na kare
- Agar aap ko garmi lagay to ap kia karo gay?
- Larke walo ki taraf se
- Har taraf khamoshi ka saya hai
- Ik taraf judai ka tazkira bhi jari hai
- Har taraf noor hai khusboo hai
- Meri taraf se eid mubarak
- Hamari taraf se ramadan mubarak
- Jab tak thokar na lagay bewafai ki
- Apun bole tu charon taraf chand
- Kiya is tarhan saath nibhaya hai kisi ne
- Likh sakte kisi ki taqdir agar hum.
- Bun jaon agar tum sa tumhain kaisa lagay ga
- Dard kia hota hai btayein gein kisi roz
- Kisi k PYAR ko bhulana na aya hamain
- Kya Fayada Kisi ko chahane ka ?
- Kisi ke pyar ko bhulna na aaya hume.
- Ye to nishani hai kisi ke pyaar ki
- Kisi pey mar mitne wale hum na thay
- Dost jo lagay jan se pyara
- Kyu humain kisi ki talash hoti hai
- Dil k zakham kisi ko dikha na sako ge
- Daman bhi chota lagnay lagay
- Sardar garmi lagay to kia kartay ho?
- Yeh such hai doston kisi se pyaar na karna
- Jitna bhi kisi ko apna bana lo
- Kisi or ko daikh k muskura na sakay
- Jab Duniya Chor k Hum Janay Lagay Hain
- Bojh lagay sath to bata daina
- Raaz-e-dil na sunana kisi ko Saqib
Jab kisi ki taraf DiL jhukne lage.. Bat aa kar zubaan tak rukne lage To TO To TO To VICKS ki goli lo Khikhich dur karo...
Kisi k sapnay kisi kay armaan ban jayen, Kisi ki hansi kisi ki muskaan ban jaye, Bay panah pyaar kehtay hain usey, Jab kisi ki sansain kisi ki jaan ban jaye,
Kisi na kisi pe kisi ko aetbar ho jata hai, ajnabi koi shaks yaar ho jata hai, khubiyon se nahi hoti mohabbat bhi sadaa, khamiyon se bhi aksar pyaar ho jata hai
Khuda kisi ko kisi pey fidaa na kare, Kare to qayamat tak judaa na kare. Ye maana ki koi marta nahi judaai mein, Lekin jee bhi to nahi paata tanhaai mein!
Ek sardar se kissi ne poocha k sardar ji agar app ko garmi lagy to app kya karo gay? Sardar: jenab hum a.c k pass ja k beth jain gay. Admai: agar phir bhi appko garmi lagy to kya karo gay? Sardar: jenab tab hum a.c on kar lain gay.
1 pathan or sardar ki khoob pitai hui. Dono roza khushai me mufta torte hue pakre gaye or us per bolte hen ? ? ? ? ? G, wo, hum larke walo ki taraf se hy
Har taraf khamoshi ka saya hai, Zindagi me pyaar kisne paya hai, Hum yaadon mein jhoomte hai uski aur zamana kehta hai "Dekho aaj phir peekar aaya hai."
Tanha chor ker hum ko hasla bhi dete ho, Saans cheen ker jeenay ki dua bhi dete ho, Ik taraf judai ka tazkira bhi jari hai, Aur muskuranay ka mashwara bhi detay ho
Har taraf noor hai khusboo hai Teri ankhon mein kaisa jadoo hai Sari duniya hai meri jholi mein Aur duniya meri bas tu hai
Sufi soap Lado soap Robin neel Kashmir banaspati Habib cooking oil Dalda banaspati Metro milan agarbatti 7up, pepsi, team, sprite, Dew, National chat masla, Surf excel, Arial, Tapal, Lipton tea Walls ice cream AUR MERI TARAF SE BOHUT BOHUT EID MUBARAK
Raat ko naya chand mubarak, Chand ko chandni mubarak, Falak ko sitare mubarak. Sitaroon ko bulandi mubarak. Aur aap ko hamari taraf se:- RAMADAN MUBARAK
Har dharkan mein ek raz hota hay, har baat ko batane ka ek andaz hota hai, jab tak thokar na lagay bewafai ki, har kisi ko apne pyar par naz hota hai.
Apun bole tuCharo taraf chand fekrela hai light, bole to hogai hai night,bandKarne ka tube light,aur soney ka tight bole to bye good night
Chahat ki mehfil main bulaya hai kisi ne, Khud bula ker phir sataya hai kisi ne, Jab tak jali hai shama jalta raha parwana, Kiya is tarhan saath nibhaya hai kisi ne Armaan mere raiza raiza hogaye hain, Yun kil k aangan say giraya hai kisi ne, Aag lagi hai dasht main koi kiya bhujaye […]
Likh sakte kisi ki taqdir agar hum. Aapki taqdir mein har khushi likh dete. Jo mod aapko kamyabi dilaye. har lakeer ko ussi taraf mod dete.
Bun jaon agar tum sa tumhain kaisa lagay ga Her pal rahon mein yadoon mein kaisa lagay ga? Dartey ho jo tum narazgi say meri ho jaon agar tum say khafa kaisa lagay ga? Tum pyar mein khud ko ho mitanay pay raazi Ban jayai agar pyar saza kaisa lagay ga ? Khud se bhi […]
Dard kia hota hai btayein gein kisi roz Kamal ki ghazal tum ko sunaein gein kisi roz Thi unki zid k mai jaun unko manane Mujko yeh veham tha vo bulayein gein kisi roz kabi b maine to socha b nahi tha Vo itna mere dil ko dukhaein gein kisi roz Har roz aieene sey […]
Kisi k PYAR ko bhulana na aya hamain Kisi k DIL ko dukhana na aya hamain Kisi ki YAAD mein tarapna to sekh Liya ! Magar apni YAAD men kisi ko tadpana na aya hamen.
Kya Fayada Kisi ko chahane ka ? Kya Fayada Kisi ki yadon me aansu bhane ka ? jo samjhe na kisi ke dil mein basa pyaar.. kya fayada uske pyaar meindil ko tadpane ka
kisi ke pyar ko bhulna na aaya hume. kisi ke dil ko dukhana na aaya hume. kisi ke liye tadpna to seekh liya par apne liye kisi ko tadpana na aaya hume.
Maat roko iss behte dard ko, Saza hai ye kisi ke intzar ki, Keh lo inhe ashk ya diwangi, Ye to nishani hai kisi ke pyaar ki.
Kisi ki chahat pe zinda rehne wale hum na the, kisi pey mar mitne wale hum na thay, aadat si par gayi tumhe yaad karne ki, warna kisi ko yaad karne wale hum na thay.
Kabhi tou miley pehli mulaqat ki terha bigra hi rehta hy kyun halaat ki terha wo ek dost jo lagy jaan say pyara mujhy waqt tou deta hy magar kheraat ki tarha
Kyu humain kisi ki talash hoti hai, Kyu dil ko kisi ki aas hoti hai, Chand ko dekho wo bhi tanha hai, Jabki chandni ki har raat uski mulakat hoti hai,.....
Dil k zakham kisi ko dikha na sako ge, Dil mein jo he kisi ko bata na sako ge, Karoo ge jawani me jo girlfriend pe kharche, Budhape tak udhar chuka na sako gay:p
Muskurahaton say bhari ho zindagi, Chahaton say bhara ho har pal, Daman bhi chota lagnay lagay, itni khushian day aapko her aanay wala kal..
Man:Sardar jee aap ko garmi lagti hai to kia karte ho? Sardar:AC k pas ja k beth jata hon Man:Agar phir bhi garmi lagay to? Sardar:To A/C on kar laita hon :p
Yeh such hai doston kisi se pyaar na karna, Kabhi kisi ka aitbaar na karna, Tham ke khanjar apne hi hathon mein, Baydardi se apney dil par vaar na karna.
Pyar kisi se jo karoge ruswai hi milegi, Wafa kar lo chahe jitni,behwafai hi milegi Jitna bhi kisi ko apna bana lo, Jab aankh khulegi tanhai hi milegi
Bohat chaha magar unhain bhula na sakay, Khalaon main kisi aur ko laa na sakay, Usko daikh k ansu to poch liye, Par kisi or ko daikh k muskura na sakay
Ashq Woh Bhi Girnay Lagay Hain Paigam Un K Bhi Aanay Lagay Hain Iqrar Karte Hain Ab Mohabbat Ka Woh Bhi Jab Duniya Chor k Hum Janay Lagay Hain...
Tum ko jub bojh lagay saath to bata daina Hum chup chaap mohabbat se mukar jayengay!
Raaz-e-dil na sunana kisi ko Saqib, Duniya mein sab hamraz badal jatay hain, Kisi kay bicharne se koi mar nahi jata, Haan magar jeenay k andaz badal jatay hain!