You are here: SMS4Smile » Poetry SMS » Daman bhi chota lagnay lagay
Daman bhi chota lagnay lagay
Muskurahaton say bhari ho zindagi,
Chahaton say bhara ho har pal,
Daman bhi chota lagnay lagay,
itni khushian day aapko her aanay wala kal..
Related SMS
- Jab Duniya Chor k Hum Janay Lagay Hain
- Khushiyon say bhara rahay daman tumhara
- Aapko bhulanay main shayud hamain zamana lagay
- Yeh duniya 1 chota sa khuwab hai.
- Bun jaon agar tum sa tumhain kaisa lagay ga
- Aur mujh hi say daman chura to na lo gay
- Bojh lagay sath to bata daina
- Jab tak thokar na lagay bewafai ki
- Dost jo lagay jan se pyara
- khilta hua phool khusbo de aapko
- Ek terey aanay say pehlay aik teray janay k baad
- Zindagi zakhmo se bhari hai
- Khuwab jhoote kisi ko dikhaya nahi karte
- Phool jaisa tera anjaam na honay doon ga
- aik aas lagana chahte hain
- Jeena to paray ga hi kaisay bhi pyaray
- Zindagi kehta hai mujhey...
- is dil ko kabhi tootne na deyna
- Sans bhi to teri yaad k baad aati hai
- Na hume aapse sikwa hai na sikayat hai
- Har pal mein rahon tum se khafa kaisa lagayga
- Shama kehti hai muje banaya kisne
- Us din khuda ne bhi jashn manaya hoga,
- Hasna zindagi ki zarorut hai
- Dil mein ab Dard-e-Mohabbat ke siva kuch nahi
- Bina milay dosti nibhana bhi zindagi hay
- Shayari main dimagh nahin dil zarori hay
- Bina dant wala kutta katay to ?
- Hasrat-e-Zindagi Thi Woh Shart-e-Zindagi To Nahi.
- Mujhey ab bhi umeed hay uskay aanay ki
- Hans kar gum bholana zindagi hai
- Wohi loog yaad aney lagey
- Keh sakain jise hum dil se apna
Ashq Woh Bhi Girnay Lagay Hain Paigam Un K Bhi Aanay Lagay Hain Iqrar Karte Hain Ab Mohabbat Ka Woh Bhi Jab Duniya Chor k Hum Janay Lagay Hain...
Duaa hai meri rab se khush rahoo tum... Milay na koi ghum jahan bhi raho tum... Samundar ki terha dil hai gehra tumhara.... Khushiyon say bhara rahay daman tumhara....
Aap k shahar ka har housam suhana lagay, Ek shaam chura loon aap ki agar bura n lagay, Aap chahay bhula dain hamain ek pal main hi, Aapko bhulanay main shayud hamain zamana lagay...
Yeh duniya 1 chota sa khuwab hai. Jiyo apni zindagi aise, jaise ji raha gulab hai. Reh kar sath aap kaanto k bhi, muskurao hamesha jaise muskurata gulab hai.
Bun jaon agar tum sa tumhain kaisa lagay ga Her pal rahon mein yadoon mein kaisa lagay ga? Dartey ho jo tum narazgi say meri ho jaon agar tum say khafa kaisa lagay ga? Tum pyar mein khud ko ho mitanay pay raazi Ban jayai agar pyar saza kaisa lagay ga ? Khud se bhi […]
Agar mein bata don mein kia chahti hon nazron say apni gira tou na doo gay Jo mein chahti hon, woh tub bhi na chaho Mujhey koi kari si saza tou na do gay Mein mohabbaton mein jabar ki qayal nahin hon Dil laga ker mujh ko bhula to na doo gay Jo mein bata […]
Tum ko jub bojh lagay saath to bata daina Hum chup chaap mohabbat se mukar jayengay!
Har dharkan mein ek raz hota hay, har baat ko batane ka ek andaz hota hai, jab tak thokar na lagay bewafai ki, har kisi ko apne pyar par naz hota hai.
Kabhi tou miley pehli mulaqat ki terha bigra hi rehta hy kyun halaat ki terha wo ek dost jo lagy jaan say pyara mujhy waqt tou deta hy magar kheraat ki tarha
Ugta hua suraj dua de aapko, khilta hua phool khusbo de aapko hum to kuch dene ke kabil nahi hain, dene wala hazar khushiyan de aapko..!!
La pila day saqi paymana paimanay k baad, Host ki batain karonga hosh main aanay k baad, Waqt do hi zindagi main guzray hain kathin, Ek terey aanay say pehlay aik teray janay k baad
Zindagi zakhmo se bhari hai, waqt ko marham banaana seekhlo! Haarna to hai hi maut ke saamnay, filhaal zindagi se jeetna seekh lo!
Khuwab jhoote kisi ko dikhaya nahi karte, Mere dost! Yun kisi ko satya nahi karte, Ek baar yun kisi ko keh ker apna, Daman phir uss se churaya nahi karte, Us ke intezaar se bhala kya ho ga haasil, Aane ka keh kar bhi jo aaya nahi karte, Rakhte hon jo dard bhara dil apne […]
shaam say pahlay teri shaam na honay doon ga zindagi main tujhay na.kaam na honay doon ga lagnay doon ga na hawa tujh ko khizaoon ki kabhi phool jaisa tera anjaam na honay doon ga
aik aas lagana chahte hain tere dar per ana chahte hain kuch nazre karam ho hum ager hum sarko jhukana chahte hain kia dogey hame sari khushian hum daman ko pehlana chahte hain tere kandhe pe sar rakh ker hum gham apna sunana chahte hain tum kya chahoge hum se kaho? hum khud ko mitana […]
Zindagi ki kashti kab lagay, koon say kinaray, Kab isay milay gi, man chahi baharain, Jeena to paray ga hi kaisay bhi pyaray, Kabhi doston ki bheer main, to kabhi tanhai k saharay
Zindagi kehta hai mujhey Mera chahne wala . . . Kya usay Mera aitbaar nahi hai . . . (KIRAN ASGHAR)
Sitaro ki mehfil sey churaya hai aapko, Dil sey apna dost banaya hai aap ko, Is dil ko kabhi tootne na deyna kiyon k.. Is dil k koney main chupaya hai aapko
Sans lainay se teri yaad aati hai, Yaad aanay se meri jaan jati hai, Kaise kehdoon k sirf sans se zindagi he, Sans bhi to teri yaad k baad aati hai,
Na hume aapse sikwa hai na sikayat hai, Hume to bas aap hi se chahat hai, Koi aa kar keh de aapko mohabbat nahi hai humse, Hum to yahi kahenge aapko jhooth bolne ki adat hai
Ban jaon agar tum sa tumhen kaisa lagayga Har pal mein rahon tum se khafa kaisa lagayga Parhtay ho mujhey tum jo namazon ki tarah se hojaon agar tum se qaza kaisa lagay ga tum pyar mein khud ko kabhi mitnay pay ho raazi baj jaye agar pyar saza kaisa lagay ga khud se bhi […]
Shama kehti hai muje banaya kisne, jis jis ke hath lagi muje jalaya usne, wo shama kya jise koi jalane wala na ho, wo insan hi kya jise koi chahne wala na ho...
Us din khuda ne bhi jashn manaya hoga, Jis din aapko apne hatho se banaya hoga, Usne bhi bahaye honge aansu, Jis din aapko yahan bhej ker, khud ko akela paya hoga
Zindagi me her dum hastey raho, Hasna zindagi ki zarorut hai, Zindagi ko is andaz mei jiyo k, Aap ko dekh ker log kahen "wo dekho" zindagi kitni khubsoorut hai
Dil mein ab Dard-e-Mohabbat ke siva kuch nahi, Zindagi mein ab teri Ibadat ke siva kuch nahi, Mein Tohfe mein tujhe kya pesh karu, Mere daman mein kaanton ke siva kuch nahi.
phool ban ker muskurana zindagi hay Musura k ghum bhulana zindagi hay, Mil ker log khush hotay hain to kia howa Bina milay dosti nibhana bhi zindagi hay
Shayari main dimagh nahin dil zarori hay, Kuch jigar ka khoon ho shamil zarori hay, Sirf lafzon ki tukbundi shayari nahin hoti, Shair ho dil pay lagnay k qabil zarori hay...
MUNNA BHAI: circuit agar bina daant wala kutta kate to kya karne ka re? CIRCUIT:simple he bhai, bina sui wala injection lene ka!!! ha ha ha
Woh Jo Badli To Rubaro Badal Gaye Hum Bhi. Mohabbat Ki Thi Usey Bandagi To Nahi.. Faqt Zindagi To Hai Kat Jaye Gi Us k bagher.. Hasrat-e-Zindagi Thi Woh Shart-e-Zindagi To Nahi.
Kafan na dalo mere chehre pay, Mujhe aadat hay muskurane ki. Na dafnao meri laash ko, Mujhe ab bhi umeed hay uskay aanay Ki.
Hasna zindagi hai, has kar gum bholana zindagi hai, jeet kar hanse to kya hanse, haar kar khushiyan manaana zindagi hai
Jinhein bhulaney mein yaro, barey zamaney lagay Jub dil dukha tou wohi loog yaad aney lagey
Kab maine kaha ki Chandi aur Sona chahiye, Bas aap ke dil mein ek chota sa kona chahiye, Keh sakain jise hum dil se apna, Aisa bhi to koi dost hona chahiye.