You are here: SMS4Smile » Poetry SMS » Phoolon se bhi khubsurat ho tum.
Phoolon se bhi khubsurat ho tum.
Mitti ki anokhi murat ho tum,
Zindagi ki ek zarurat ho tum,
Phool to khubsurat hote hai,
Phoolon se bhi khubsurat ho tum.
Related SMS
- Log phoolon sey mohabbat kartey hain
- Phoolon ne Amrit ka jaam bheja hai,
- Bina milay dosti nibhana bhi zindagi hay
- Agar isi tarah bhool hi jaana tha
- Apke aane se zindagi kitni khubsoorat hai
- sary jhagre ana key hote hain
- Jo rahte hai dil mein, vo juda nahi hote
- Rahtey hain jo nigaho se door
- Nafraton k ghar nahi hote
- Chand to tum ho hi,
- Zameen per ho magar asmaan jaisa ho
- Zindagi dene vale marta chod gye,
- Aap k chehre ko gulab likhoonga
- Baton say bhee yeh gham kyon kam naheen hotey
- kayi raaz aise hote hain jo dikhaye nahi jaate,
- Hasna zindagi ki zarorut hai
- Zindagi mein kayi Mushkilain aati hain
- Ae zindagi tujh say ab na main kar paungaa wafaa
- Aap to khud aik gulab hain
- Zindagi younhi teri chahat k naam kardi,
- Zindagi me apki ahmiat bata nahi sakte
- Tanhaian kash na hotien
- Eid k din masjid ke paas se
- Har phool par yun aaitbar na kijiye
- Phool khile, kaliyan khili,
- Phool jaisa tera anjaam na honay doon ga
- Hasrat-e-Zindagi Thi Woh Shart-e-Zindagi To Nahi.
- Hans kar gum bholana zindagi hai
- mujhey phool na dena
- Kisi Se Bhi Milna, Usay Jeet Lena
- Suraj roshni le kar aayaa
- Mohabat ki ye baat yaad aye tujhe
- Dil to Jalkar rakh ho gaya
Log phoolon sey mohabbat kartey hain, kaaton ko kis ney yaad kiya, hum kaaton sey mohabbat kartey hain, kyun k phool ney hamain barbaad kiya
Phoolon ne Amrit ka jaam bheja hai, Sooraj ne gagan se Salam bheja hai, Mubarak ho Aapko Naya Janam Din, Tahe-Dil se Humne ye Paigaam bheja hai !
phool ban ker muskurana zindagi hay Musura k ghum bhulana zindagi hay, Mil ker log khush hotay hain to kia howa Bina milay dosti nibhana bhi zindagi hay
Kaash woh naghmay hamain sunaye na hote, Aaj unko sun kar yun aansu aaye na hote. Agar isi tarah bhool hi jaana tha, To itni gehrai se dil me samaye na hote.
Apke aane se zindagi kitni khubsoorat hai, Dil me basayi hai jo woh apki hi surat hai, Dur jaana nahi humse kabhi bhulker bhi, Hume har kadam per aapki zarurat hai.
Qurb key na wafa key hote hain sary jhagre ana key hote hain Wo humara hai is tarha se faiz jaise bande Khuda key hote hain
Jo rahte hai dil mein, vo juda nahi hote, kuch ahsas lafzo mein bayan nahi hote, ek hasrat hai unhe manane ki, vo itney achay hain ki kabhi khafa nahi hote.
ye dosti ke rishte bhi kitne ajeeb hote hai... sab apne apne naseeb hote hain.. rahtey hain jo nigaho se door.. wahi dil ke kareeb hote hain
Wo darakht jinper parindon k ghar nahi hote, dost jitne bhi hon motaber nahi hote, mare doston ki pehchan ha sirf itni, k un k dilon ma nafraton k ghar nahi hote.
Kash tumhare chere pe chicken-pox ke daag hote, . . . chand to tum ho hi, sitaray bhi saath hote!!
Koi to dost mere zindagi main aisa ho, phoolon ki tarah ho wafaon jaisa ho, mere talash ki had us pr khatam ho jayay, zameen per ho magar asmaan jaisa ho...
Zindagi dene vale marta chod gye, apnapan jitane vale tanha chod gye, jab padi zarurat hume apne humsafar ki vo saath chalne vale apna rasta hi mod gaye ...
Lamho Lamho per Khwaab Likhoonga, Apni zindagi per kitaab likhoonga, Aapki gardan(neck) ko phoolon ki tehni, Aur aapke chehre ko gulab likhoonga.
Baton say bhee yeh gham kyon kam naheen hotey Aansuon sey dil k koney nam naheen hote Thee bahut umeed to apnon sey is dil ko kabhee Par hameshaa saath ye hamdam naheen hote Bebasee hansne lagee khaamoshi ab hai goonjtee Band kamron men koyee mausam naheen hote Jab khushee hai naachtee gaatee hai man […]
kayi raaz aise hote hain jo dikhaye nahi jaate, kayi kisse aise hote hain jo sunaye nahi jaate, kayi dil aise hote hain jo tode nahi jaate, aur kuch aap jaise dost aise hote hain jo chore nahi jaate.
Zindagi me her dum hastey raho, Hasna zindagi ki zarorut hai, Zindagi ko is andaz mei jiyo k, Aap ko dekh ker log kahen "wo dekho" zindagi kitni khubsoorut hai
Zindagi mein kayi Mushkilain aati hain, Aur Insaan Zinda rehne se Ghabrata hain, Naa jaane kaise Hazaaron kaanton ke beech, Rehkar bhi ek Phool Muskurata hain.
Ae zindagi tujh say ab na main kar paungaa wafaa, Ab apnay bandhanon say mujhay tu azaad kar day, Galti say kuchh phool meray daaman mein aa giray thay, Wapas tu lay lay inko aur iss mein kantay tu bhar day,
Kaun sa phool paish karon, Koi phool gulab nahin, Aap to khud aik gulab hain, Jiska koi jawab naheen...
Zindagi younhi teri chahat k naam kardi, Jaisay ghanay darakht k neeche sham kardi, Laut jate hainparinde shaam hote hi, Hamne to har shaam hi tere naam kardi
Zindagi me apki ahmiat bata nahi sakte, dil me apki jaga dikha nahi sakte Kuch rishtay anmol hote hain Kitne, ye hum apko samjha nahi Sakte.
Mehfil k rang aur hote Tanhaian kash na hoten Itne be rang na hote Judaian kash na hoten Aisa ehsas na hota tere narm o nazik badan ka Shah Aalam e madhoshi main pakri kalaian kash na hoten
Na guzarna Eid k din masjid ke paas se, kahin log chand samajhkar apna roza na tod den... aur ho ke khafa khuda aap se.. kahin khubsurat log banana na chor dey
Bagair jane pehchane iqrar na kijiye, muskura kar dilo ko beqrar na kijiye, phool bhi dey jatay hain zakham gehray kabhi kabhi, har phool par yun aaitbar na kijiye
Phool khile, kaliyan khili, wah wah... phool khile,kaliyan khili , Ab gulab ki baari hai... hamne to sms bhej diye janab ab aapki bari hai...
shaam say pahlay teri shaam na honay doon ga zindagi main tujhay na.kaam na honay doon ga lagnay doon ga na hawa tujh ko khizaoon ki kabhi phool jaisa tera anjaam na honay doon ga
Woh Jo Badli To Rubaro Badal Gaye Hum Bhi. Mohabbat Ki Thi Usey Bandagi To Nahi.. Faqt Zindagi To Hai Kat Jaye Gi Us k bagher.. Hasrat-e-Zindagi Thi Woh Shart-e-Zindagi To Nahi.
Hasna zindagi hai, has kar gum bholana zindagi hai, jeet kar hanse to kya hanse, haar kar khushiyan manaana zindagi hai
mujhey phool na dena mujhey unse nafrat hai dena hai to kaantey dedena mujhey unki aadat hai woh chubtey hain zhakham detey hain imandari se phool to bewafa hotey hai , doka detey hain wafadari se
Miley Har Qadam PAy Rafaqat Tmhari Kahan Hum Kahan Yeh Inayat TUmhari Humein Chahiye Bas Taluq Tumhara Muhabbat Miley Ya Adawat Tumhari Kisi Se Bhi Milna, Usay Jeet Lena Barri Dil Nasheen Hai Yeh Adat Tumhari NA Dekha Jahan Mein Aur Koi Tumsa Barri Munfarid Hai Tabiyat Tumhari Humein Zindagi K Kathan Raston Mein Hemesha […]
Suraj roshni le kar aayaa, Aur chidyon ne gaanaa gaayaa, Phoolon ne hans hans kar bolaa, Mubarak ho tumhaara janam din aaya!
Mohabat ki ye baat yaad aye tujhe, choo k na guzre gham ki hawayein tujhe. Mera kya hai mein khak bhi ban jaun, meri mitti bhi degi duayein tuje.
Dil to Jalkar rakh ho gaya, magar in ankho se roya na gaya, kuch zakhm judai ke aise mile k phoolon ke bister pe bhi soya na gaya.