You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Funny SMS » Apne pyar ko mat chupao
Apne pyar ko mat chupao
Three pieces of advice: show your love, show your beauty, and please — stop the perfume and just take a bath.
Apne pyar ko mat chupao,
ise zarurat h jatane ki,
Apni khubsurti ko mat chupao,
ise zarurat h dikhane ki...
Ab aur PERFUME mat lagao,
tumhain zarurat h nahane ki
Related SMS
- Pyar ko mut chupao...
- Pyaar apna aakhir chupao ge kab tak
- Pyar se tab tak pyar na karo
- Kion karta hai tu ghuroor apne aap pe itna
- Mere hisse ki har khushi apne haathon pe saja lena
- Woh ghair ho k bhi kitnay apne hain...
- Apne roz humse nai umeed laga rakhi hai,
- Kaash koi hum par bhi pyar jatata
- Log apne bhi hote hai praye bhi.
- Apne pyare papa ko hamara salaam
- Apne hone ka pata de dena
- Apne dil ka dard batayain kiss ko,
- Apne dard E DIL ka Hamdard Hame hi Paoge,
- Apne 2020 k gunah dhonay k liye
- kaisa pagal hai khud apne bare main pochta hai
- Kisi ke pyar ko bhulna na aaya hume.
- tenu mere naal pyar ho gaya !!
- Bolti hai dosti chup rehta hai pyar
- Kehte hai k pyar ek saza hai
- Koi achha lage to use pyar mat karna
- PYAR means....
- Pyar ko Eid k lamhon me yaad rakhna
- 1 nazar se bhi pyar hota hai
- Koi sub keh ker pyar jatata hay
- Pyar se pyar mut kero
- Wo khush naseeb hain k unhe auron ka pyar mila
- pyar ki kismat
- Kisi k PYAR ko bhulana na aya hamain
- Yeh Pyar b na Ajeeb Cheez hai
- Wo pyar kya jo lafzon main bayan ho
- Paani k bulbule sa hai mera pyar
- Pyar chupta nahi chupanay say
- Us dil say pyar karo jo tumhein dard day
Genuine-sounding advice about showing love and sharing talents — with one final line sneaking in a very pointed hygiene suggestion. Pyar ko mat chupao, usay zarorut hay jatanay ki Apni pratibhaon ko mat chupao, unhe zarurat hai barhanay ki, Ab aur perfume mat lagao, tumhe zarurat hai nahane ki
Nazaro se nazar tum churao ge kab tak, Pyaar apna aakhir chupao ge kab tak, Mere paigam aapko milte rahainge yuhi sada, Message meray mitao gey kab tak...
Pyar se tab tak pyar na karo Jab tak pyar aap se pyar na karey Jab pyar aap se pyar kare Tab pyar se itna pyar karo k Pyar kisi or se pyar na kare
Tells the proud moon not to be so full of itself — it's just a shadow of the one he loves. Ae chand tu bhool jayega apne aap ko, Jab sunay ga dastaan mere pyaar ki, Kion karta hai tu ghuroor apne aap pe itna, Tu to sirf "PARCHAI" hai mere "YAAR" ki...
Mere haathon se gir gayi lakeeren kahin, Bhool aaye hum apni takdeeren kahin, Agar mile tumko kahin to utha lena, Mere hisse ki har khushi apne haathon pe saja lena.
Palkon main qaid kuch sapne hain, Kuch bayganay kuch apne hain, Na janay kia kashish hai in khayalon main, Woh ghair ho k bhi kitnay apne hain...
Playful Roman Urdu SMS pushing back on daily message demands, asking whether the sender is mistaken for running an SMS factory. Apne roz humse nai umeed laga rakhi hai, apne dil me asha ki KIRAN jaga rakhi hai, hum roz kahan say naye msgs bhejen, hum ne kya sms ki factory laga rakhi hai.
Kaash koi hum par bhi pyar jatata, Hamari aankhon ko apne haathon se chhupata. Hum jab poochte kaun ho tum? Muskura kar woh apne aapko hamari jaan batata.
Log apne bhi hote hai praye bhi. dilon mein hoti hai sagar jaisi gehrai bhi, is umeed se kartay hain sms unhein, ki wo padhein aur hamein, yaad karke muskrayein bhi...
A reverential Roman Urdu Father's Day salaam to a father's silent sacrifices, unconditional love, and lifelong presence. Mere Khuda tera shukriya, Mere Khuda tera karam, Mere Abbu ki mohabbat ki mohabbat sabse badi.. Yahi dua k rahe uska saya mujhpe rehay! jinki ungli tham k chalna sekah hai jeena har mushkil se bahar nikalna ek […]
Apne hone ka pata de dena kabhi guzro to sada de dena yaad Aa jaon ibadat main Agar hath utha ke bus Dua de dena..
Apne dil ka dard batayain kiss ko, Kaun kya bhool gaya hai yaad dilaaye kiss ko, Ruth jaate to manana dushwaar naa tha, Jab wo tallukh hi naa rakhe to manain kiss ko.
Apne dard E DIL ka Hamdard Hame hi Paoge, In tanhayon me saath hame hi paoge, Door hain tum say to kya huwa, In dooriyon me sabse kareeb hame hi paoge.
Funny Roman Urdu New Year SMS framed as a purification mantra to wash away last year's sins — fill in your own name and keep the joke going. Apne 2020 k gunah dhonay k liye 99 bar is mantar ka wird karain "East or west, Saqib is the best" Ab edit ker k is msg […]
Wo mujhse meri udasion ki waja pochta he, kaisa pagal he dhalti rat k sannate ki wajah pochta hai, Wo mujhse meri barsati aankhon ki waja pochta hai, kaisa pagal hai barish k barasne ki wajeh pochta hai, Wo mujhse meri pasand k bare me pochta hai, kaisa pagal hai khud apne bare main pochta […]
Learned to long and suffer but never learned to forget love or to hurt someone else. kisi ke pyar ko bhulna na aaya hume. kisi ke dil ko dukhana na aaya hume. kisi ke liye tadpna to seekh liya par apne liye kisi ko tadpana na aaya hume.
Boy: "I Love U" ki hunda hai? Girl: Mein tere naal pyar kardi han. Boy: Bus English ca ik Question ki puchhya tenu mere naal pyar ho gaya !!
Bolti hai dosti chup rehta hai pyar, hasati hai dosti rulaata hai pyar, milati hai dosti judaa karta hai pyar, phir bhi kyun dosti chor kar log karte hain pyar
Tears come before crying, dreams break before sleep — wishes someone had stopped him before love even started. Nnikal aate hai aansoo rone se pehle‚¦ Toot jate hain sare khuwab sone se pehle‚¦ Kehte hai k pyar ek saza hai, Kash koi rokta mujhe pyar hone se pehlay
Koi achha lage to use pyar mat karna, uske liye apni ninden bekaar mat karna, 2 din to aayenge khushi se milne, teesre din kahenge mera intjar mat karna...
A wry breakdown of what love actually costs: phone calls, constant longing, lost freedom, and waiting for a message that might never come. PYAR means.... P = Phone karna.. Y = Yaad karna.. A = Azadi khona.. R = Rote rehna, k kaash phone aaye!! Unko hamari yaad aaye..So don't PYAR.
Poetic Roman Urdu Eid SMS asking the beloved to keep love alive every morning, every evening, and especially in the quiet moments of Eid. Suba jab bhi nikhar dekhna Sham jab bhi bahar dekhna Raat ko tanhai mein Tare jab bhi her baar dekhna Pyar ko sada abaad rakna Pyar ko Eid k lamhon me […]
A one-eyed man prepares to propose with a very fitting Bollywood song about love at first sight. Ek Kana Kisi Ladki Ko Propose Kare To Konsa Geet Gayega? ? ? ? ? ? 1 Nazar se bhi Pyar Hota Hai, Maine Suna Hai.
Jub koi khayal dil say takrata hay, Dil na chah ker bhi khamosh reh jata hay, Koi sub keh ker pyar jatata hay, To, Koi kuch na keh ker bhi pyar nibhata hay
A playful warning about loving love so completely that it has no reason to wander toward anyone else. Tum Tub Tuk Pyaar Se Pyaar Mut Karo Ki Pyaar Tum Se Pyaar Na Kare Pyaar KoItna Pyaar Karo Ki Pyaar Kisi Aur Se Pyaar Na Kare?
wo khush naseeb hain k unhe auron ka pyar mila, hum apni takdeer say lartay reh gaye, hum to unki yaadon ko bhi samait na paaye, wo hamaray ashqon k zariye beh gaye.......
pyar ki kismat koi na jane, mar mitne ko taiyar hai diwane, duniya dekhe tamasha aur kahe, jal gaye pyar mae parwane.
Kisi k PYAR ko bhulana na aya hamain Kisi k DIL ko dukhana na aya hamain Kisi ki YAAD mein tarapna to sekh Liya ! Magar apni YAAD men kisi ko tadpana na aya hamen.
Traces what love means depending on who it's for — parents, siblings, wife — then lands on the wife version: Chunnu, Munnu, Guddu, Pappu. Yeh Pyar b na Ajeeb Cheez hai Maa se ho to Ibadat Baap se ho to Muqaddas Bhai se ho to Aqeedat Behn se ho to Farz Aur BV se ho […]
Wo to paani ki boond hai jo ankhon se bah jaay, ansu to wo hai jo tadap ke ankho me hi rah jaay, wo pyar kya jo lafzon main bayan ho, pyar wo hai jo ankho me nazar aaye.....
Mere pyaar ka hisaab jo lagao gi, To mere pyar ko bay hisaab pao gi, Paani k bulbule sa hai mera pyar, Zara si thees lagi to dhundte reh jao gi.
Laakh miltay hain hum bahanay say Pyar chupta nahi chupanay say Ummar guzari hay dar-badar apni Hum hillay thay zara thikanay say Aik jadu sa kar gaye mujh par Kuch makaan thay puranay say Baat karta raha main us say magar Baat banti nahi bana'nay say Ho jo mumkin to yeh bhi kar dekho Tum […]
Us dil say pyar karo jo tumhein dard day, Per us dil ko kabhi dard na do jo tumhain pyar karay, Q k tum duniya k liyay koi aik ho, Per kisi aik k liyay sari DUNIYA ho.