SMS / Text Messages

Hakikat mahobbat ki judai hoti hai

Hakikat mahobbat ki judai hoti hai,
Kabhi kabhi pyar men bewafai hoti hai,

Hamare taraf hath badha kar to dekho,
Pata chalega k dosti men kitani sacchai hoti hai.

Shiddat se yaad hamain bhi koi aata hai..

Based on the belief that hiccups mean someone is thinking of you. A soft Urdu verse for someone you are sure still misses you.

Hichkion ka aana ye batata hy,
Koi humain yaad kar k khud ko rulata hay,

Dil nahi samajhta magar ye tu such hay,
Shiddat se yaad hamain bhi koi aata hai..

Mehkti hui sard raaton k san'naton me

Mehkti hui sard raaton k san'naton me,
Kanpte paton ki halki halki sarsarahton me,

mujhe apna wajood bhi aadhaa sa laga,
tere baghair,
is lamhe me ne jana k,
Meri saari khushian bhi adhoori hen,
tere baghair..!!

Kuch to khas tha hato ki lakeer main

Tanha tha is duniya ki bheer main
Socha koi nahin mery taqdeer main

Aik din aap ne dosti ka hath barhaya
To laga kuch to khas tha hato ki lakeer main

Behiss hai yahan loag, bhala soach kai karna

Behiss hai yahan loag,bhala soach kai karna..
Is doar main logoon sai wafa soch kai karna

ik baar jo rothey,to mana tum na sakhoo gay,
hum jaisai diwanoon ko khafa soch kai karna

Gul shaakh sai bichrai to kahin ka nahi rehta
Tum zaat mere khud se juda soch kai karna.

kaisa pagal hai khud apne bare main pochta hai

Wo mujhse meri udasion ki waja pochta he,
kaisa pagal he dhalti rat k sannate ki wajah pochta hai,

Wo mujhse meri barsati aankhon ki waja pochta hai,
kaisa pagal hai barish k barasne ki wajeh pochta hai,

Wo mujhse meri pasand k bare me pochta hai,
kaisa pagal hai khud apne bare main pochta hai