You are here: SMS4Smile » Miss U SMS » Neend aati nahin aur raat guzar jati hai
Neend aati nahin aur raat guzar jati hai
Sleepless night, the brief meeting is over too fast, and old memories just won't let you rest.
Kitni jaldi yeh mulakat guzar jati hai,
Pyaas bujhti nahin ki barsaat guzar jati hai.
Apni yadon sey keho ki yun na sataya karain,
Neend aati nahin aur raat guzar jati hai
Related SMS
- Neend mujhey raat bhar aati hai kam
- Raat ko raat ka tohfa nahin dete
- Larkian badal jati hain, larkay nahin
- Neend Nahi aati
- Zameen per nahin tot'ti pani mein tot jati hai
- Thoray say andhairay say raat nahin hoti
- Din nikalta nahi or raat nahin hoti
- Khuwab ab raat bhar nahin aatay
- Jo guzar gia woh guzar gia
- Shakal pehchani nahi jati
- ye hasrath har jati hai
- Phir Teri YAAD Naya Dard UGAL Jati hy..
- Abhi waqt hai pal do pal sath guzar lo
- Koi titli hamarey paas aati bhi, to kia aati
- kal anjaan ban kar paas se guzar gai
- Woh chom lay ek bar to Ur jaati hai neend
- Ye waqt lamhe guzar jayenge
- Her hud guzar chuki hay
- Aankhain bheeg jati hain
- 1 Memon road se guzar raha tha
- To jhuka jhuka k nazar kion milayee jati hay
- 1-jan-2027 ko ... saza sunai jati hai
- Sans bhi to teri yaad k baad aati hai
- Saans lene se bhi teri yaad aati hai
- Na neend ayai na khuwab koi
- Ladkiyan badal jati hain ladke nahi badalte.
- Dil main koi malal bhi nahin
- Suno tum yad atay ho aur hum soya nahin karte
- yaad aati hai to jara kho lete hai.
- Koi mousam bhi hum ko raas nahin
- Aap apnay qareeb aanay nahin daitay
- meri wafa ka un per koi asar nahin hai
- Mombatti bujh nahin jayegi
Neend mujhey raat bhar aati hai kam , Shayad macharon ko bi mil gaya hai sanam
Raat ko raat ka tohfa nahin dete, dil ko jazbat ka tohfa nahin dete, hum to tumhe chand bhi de dete, lekin chand ko chand ka tohfa nahin dete.
A boy seen with a different girl every day for a week. Moral: girls change, boys don't. 1 larka 1 larki k sath baitha tha, 2nd day dosri larki k sath daikha gia, 3rd day koi aur larki thi 4th day kisi new larki k sath tha Moral: larkian badal jati hain, larkay nahin badaltay:p
Rahte hain unke khayalon me, ab neend mujhe aati nahi, hanste hai ab jab bhi hum, bas yaad unhi ki aati hai, wo uski meethi muskan, humara dil dhadkati hai, jagte sote har pal hi, unki yaad hume tadpati hai, bas ek jhalak unki paakar, hum khush ho jaaya karte hain, jab bhi wo aate […]
A classic object riddle asking what doesn't break when thrown on the ground but shatters in water — think laterally for the answer. Wo kon si cheez hai jis ko agar zameen pe painko to nahi tootti, Lekin agar pani mein painko to toot jati hai.
Chahne say har baat puri nahi hoti, Thoray say andhairay say raat nahi hoti, Jo pasand hai sab say zyada, Unse kambakht mulakat nahi hoti.
An Urdu verse for someone who makes time move differently. Without them, even a single day feels incomplete and slow. Us shakhs se jab tuk koi baat nahin hoti, Din nikalta nahi or raat nahin hoti, Na khafa howa karay wo usay kehna, Bina us k Mukammal meri zaat nahin hoti
Dost dushman nazar nahin atay Ab to pather bhi ghar nahin atay Sub ko roona mera mazaq lagay Ashq aankhon main bhar nahin aatay Baap say pocho kia guzarti hai Baitiyon k jo bur nahin aatay Mujh say pocha yeh raat wehshat nay aaj kal aap ghar nahin aatay, Dosti ho gaye sitaron say, Khuwab […]
usey yaad ker k na dil dukha, jo guzar gia wo guzar gia, kahan lout ker koi ayai ga, jo guzar gia wo guzar gia, Nayai subah hay, nayai shaab hay, naya shahar hay, naya naam hai, Woh chala gaya usay bhool jaa, jo guzar gia woh guzar gia, Koi ayai ga koi jayai ga, […]
Qudurat ho to sachi baat bhi mani nahi jati Ke chashme toor tak suraj ki tabaani nahi jati Ab itna bhi na apne ko bigaro bugze haider me Ke khud tumse tumhari shakal hi pehchani nahi jati
Zamane se sona tha mohabbat har jati hai, Jo chahat ik tarafa ho wo chahat har jati hai, Kahi par bhi duao ka ik lafz asar kar jata hai, Kahi par barso ki ebadat har jati hai, Mohabbat kab kisi ko doshmani ka dars day, Ek arzoo see hai ke un ko bhol jai hum, […]
Ashk Girtay hain to her Saans PIGHAL Jati hay, De k Ek Dard Naya her Shaam DHAL Jati hay, Tujh ko Seenay say Laga ker Milay Jannat ka Sakoon, Tujh say Bichrron to Meri Jaan NIKAL Jati hay, Ishq Kuch Aisay Mitata hay NISHAN-E-HASTI, Jaise k Raat Ujaalay ko NIGAL Jati hay, Tu Agar Dil […]
Lamha lamha waqt guzar jayega, Rooh ka daman bhi sath chod jayega, Abhi waqt hai pal do pal sath guzar lo, Kal kya pata kon kiski zindgi se chala jayega.
Suffered quietly, never showed weakness to someone unworthy — spoke the truth once in their life and it burned. Koi titli hamarey paas aati bhi, to kia aati, Yun ghut-ghut k mar jana, hamain manzoor tha laikin, Kisi kam-zarf per zahir na ki majbooriyan hum nay, Hum is mehmil main bus ek baar sach bolay […]
kabhi wo hum pe jaan dia karti thi jo kehtay they wo maan lia karti thi kal anjaan ban kar paas se guzar gai Woh jo door se pehchaan lia karte thi...
Starts like a love poem about a kiss and a voice that keeps you awake all night — ends as a mosquito repellent ad. Woh chom lay ek bar to Ur jaati hai neend, Unki awaz sunte sunte raat jati hai beet, Is liye kehte hain yeh risk na uthao, "MORTEIN JALAO", "MACHAR BHAGAO" :P
Ye waqt lamhe guzar jayenge, zindgi Me Kuch kho kar Kuch payenge. aaj hum qareeb hain kal dur ho jayenge, per vada raha roz apki yadon me zaroor ayenge.
Her hud guzar chuki hay mari tujh say piyar ki Zindagi mangi hay ager aur, to tujh say piyar ki Her khoshi hogaiee hay mari wabasta tujh say Jab say ibtada ki hay may nay, tujh say piyar ki Taray siwa mujh ko abb kuch aur nazer nahi aata Intaha dekh li hay sub nay […]
Ghamon k selaab tu pehle bhi bardasht kr lete thy Saqi Par ab tu ek katray se bhi aankhain bheeg jati hain
A Memon stereotype joke: he finds something on the road and grumbles about how wastefully people throw things away. 1 memon road se guzar raha tha, achanak usne jhuk kar road se kuch uthaya aur zoor se chillaya, kameenaay log poti b aesi kartai hen jaisay koi samoosa para ho..
To jhuka jhuka k nazar kion milayee jati hay, Banaa banaa k tamanna mitayee jaati hay, Tarah tarah say wafa aazmayee jaati hay, Hijaab un ko meri mohabbat ka aitbar nahin, To jhuka jhuka k nazar kion milayee jaati hay, Hamaray dil ka pata wo hamain nahin daitay Hamari chiz hum hi say chupai jaati […]
Funny Roman Urdu New Year SMS framed as a solemn court verdict, sentencing the reader to a lifetime of happiness under the laws of January 1. Tamam Sabuto or gawaho ko nazer m rakhte hue Message Padhne wale ko dhara 1-jan-2027 k tahat "Happy New Year" Kahte Hue Aap sab ko Zindgi bhar Khush rahne […]
Sans lainay se teri yaad aati hai, Yaad aanay se meri jaan jati hai, Kaise kehdoon k sirf sans se zindagi he, Sans bhi to teri yaad k baad aati hai,
Saans lene se bhi teri yaad aati hai, Har saans mein teri khushboo bas jati hai, Kese kahoon ki saans se main zinda hoon, Jab ki saans se pehle teri yaad aati hai.
Spent the whole night in your thoughts — no sleep, no dreams, just you. Bohat khushnuma kal ki raat guzri hai, Kuch tanha, per kuch khaas guzri hai, Na neend ayai na khuwab koi, Bus aap hi k khayalon k saath guzri hai,
Ek din ek ladka ek ladki ke sath baitha tha doosre din doosri ladki ke sath teesre din teesri ladki ke sath baitha tha Moral of the story Ladkiyan badal jati hain ladke nahi badalte.
Dil main koi malal bhi nahin, Us se koi gila nahin, jo sath day k bhi sath nahin, Us ki khushion ki mangi hai dua, Yeh alag bat hay k meri zindagi us ka sawal hai k nahin
Safar tanha nahin karte Suno aesa nahin karte Chalo tum raz ho apna Tumhain afsha nahin karte Suno jis ka muqaddar ho ossey chora nahi karte Jisay shafaf rakhhna ho ussey maila nahin karte Jo bas jata hai dharkan main ussey bhula nahin karte Kisi ko dil dete waqt boht socha nahin kartey Jo pehlay […]
yaad aati hai to jara kho lete hai. Ansu aankho se utar aya to ro lete h. neend to nhi aati aankho me lekin aap sapno me ayange is liye so lete hai good night
Koi mousam bhi hum ko raas nahin woh nahin hay tou kuch bhi paas nahin aik muddat say dil k paas hay woh aik muddat say dil udas nahin jub say daikha hay shaam aankhon mein tub say meray qayaim hawas nahin meray lehjay mein us ki khushbo hay us ki baaton mein meri baas […]
Aap apnay qareeb aanay nahin daitay, Khud ko seenay say laganay nahin daitay, Dil aap ki yaad main tarapta bhi bohut hay, magar aap hamain aanso bahanay nahin daitay, aap ki yaadon ko rook pana hay mushkil, Rooth'tay hain to phir mananay nahin daitay.
Mein ghamzada hoon lekin meri aankh tar nahin hai Mujh par kya hai guzri un ko khabar nahin hai un ka salook dekh ker hairat zada hai dil k meri wafa ka un per koi asar nahin hai.!
Power cut at night; husband asks wife to fan him. She refuses — if she fans him, the candle will go out. 1 night bijli chali gae... PATHAN APNI BIVI SAY: oye kam se kam pankha to chala day. BiWI: kar di na phir pathano wali baat... pankha chalaingay to mombatti bujh nahin jayegi