You are here: SMS4Smile » Hindi » Hindi Funny SMS » Mombatti bujh nahin jayegi
Mombatti bujh nahin jayegi
Power cut at night; husband asks wife to fan him. She refuses — if she fans him, the candle will go out.
1 night bijli chali gae...
PATHAN APNI BIVI SAY:
oye kam se kam pankha to chala day.
BiWI: kar di na phir pathano wali baat...
pankha chalaingay to mombatti bujh nahin jayegi
Related SMS
- itni khushi bardasht nahin ker sakta
- Hasrate Reh Jayegi
- Rakhi bhaij di hai, mil jayegi
- Neend aati nahin aur raat guzar jati hai
- Paas aa ker bhi apni manzil paa nahin saktay.
- Sajdon me rone ki adat nahin hoti
- Koi SMS nahin kia hai...!!!
- Husband - tum kon hoo ?
- T.V kion nahin lay gaya ?
- 1 horror movie dekhi
- Larkian badal jati hain, larkay nahin
- Koi mousam bhi hum ko raas nahin
- Dil main koi malal bhi nahin
- Aaj Tak Nahin Kaha Aapse
- Har koi aap ki tarah MAD nahin hota
- Geo musharraf
- meri wafa ka un per koi asar nahin hai
- Kaise woh lot aye ke fursat usse nahin
- Dil ki batoon ko to honton say nahin kehtay
- Bas aapki ek jhalak nahin milti
- Hum aap ko kabhi khoney nahin denge
- Dosti ki wajah nahin hoti
- Hum wo dost hain jo roz roz nahin miltay
- Zamane se nahin hum tanhai se darte hain
- Thoray say andhairay say raat nahin hoti
- ta'ajub hay maut per uski koi roya tuk nahin
- Aap apnay qareeb aanay nahin daitay
- ae jaane wafa yeh kabhi mumkin nahin ki
- Lahroon say pani ko hataya nahin jaata
- Suno tum yad atay ho aur hum soya nahin karte
- Meri taqdeer meray saath nahin
- Bhool jane ki adat hamain bhi nahin
- Zameen per nahin tot'ti pani mein tot jati hai
Wife:-I will die. Husband:- I will also die. Wife:-why will you die? Husband:-because main itni khushi bardasht nahin ker sakta:D
Hasrate reh jayegi apke bin adhuri, zindagi na hogi apke bin poori. Ab aur sahi jaye na ye doori, Jeene k liye apka saath he bahut zaruri.
Funny Rakhi SMS written as if from Bollywood star Mallika Sherawat, informing her 'bhaiya' via a borrowed phone that his rakhi is in the post. Hello Bhaiya, how r u? How's life? Rakhi bhej di hai, mil jayegi. Mera cell kharab hai isliye me inke cell se sms kar rahi hoon. Tumhari pyari behan - […]
Sleepless night, the brief meeting is over too fast, and old memories just won't let you rest. Kitni jaldi yeh mulakat guzar jati hai, Pyaas bujhti nahin ki barsaat guzar jati hai. Apni yadon sey keho ki yun na sataya karain, Neend aati nahin aur raat guzar jati hai
Door reh ker bhi hum unko bhula nahin saktay, Paas aa ker bhi apni manzil paa nahin saktay, Ek faasla hum ko bana ker rakhna hai apni mohabbat me, Kia hai majboori humari yeh bhi bata nahin saktay!
Kismat do pal mein badal sakta he INSAN, Per jo INSAN ko badal de wo kismat nahin hoti, Apni kismat pe rota wohi shakhs hay jisko, Sajdon me rone ki adat nahin hoti
An absurdly ornate Urdu sentence in flowery classical register that ultimately just says: you haven't texted me in ages. Khaksaar k dil-e-mohtareeq-o-dimagh-e-muntasher main ye khadsha-o-andesha mohtashi-o-moqaid hai, k kaheen biradar-e-muhtaram-o-izzat-e-maa-aab banda-e-ranjeeda-o-sanjeeda se khafa-o-naraz to nahi, k arsa-e-daraz se biradar-e-faatir-ul-aqal ne band-e-haqir-o-faqir ko koi SMS nahin kia hai...!!!
Husband asks wife who she is; when she protests he'd forgotten her, he says alcohol erases every sorrow. Husband - tum kon hoo Biwi - pagal hogay kiya apni Biwi koo bhol gaye HUSBAND - nasha her gham bhola deta hai
Police ask Santa why the thief didn't steal the TV; Santa says because he was sitting watching it at the time. Santa Police se: Kal rat chor mere ghar se TV ke Ilaaava sab samaan le gaye Police:TV kyon nahi legaya?? Santa:TV to me dekh raha tha is liye..
Husband describes a horror film where a creature circled him menacingly; wife asks which film — it was their wedding video. Husband:rat ko mene 1 horror movie dekhi, 1 churail kabhi mere age kabhi piche aur kabhi sath chal rahi thi, Wife:Kaun si movie thi? Husband:Apni shadi ki
A boy seen with a different girl every day for a week. Moral: girls change, boys don't. 1 larka 1 larki k sath baitha tha, 2nd day dosri larki k sath daikha gia, 3rd day koi aur larki thi 4th day kisi new larki k sath tha Moral: larkian badal jati hain, larkay nahin badaltay:p
Koi mousam bhi hum ko raas nahin woh nahin hay tou kuch bhi paas nahin aik muddat say dil k paas hay woh aik muddat say dil udas nahin jub say daikha hay shaam aankhon mein tub say meray qayaim hawas nahin meray lehjay mein us ki khushbo hay us ki baaton mein meri baas […]
Dil main koi malal bhi nahin, Us se koi gila nahin, jo sath day k bhi sath nahin, Us ki khushion ki mangi hai dua, Yeh alag bat hay k meri zindagi us ka sawal hai k nahin
Teri Tishnagi Mein Choor Hain Hum, Aaj Tak Nahin Kaha Aapse To Ye Mat Samajhna Maghroor Hain Hum, Ho Na Jao Aap Door Humse Bas Isi Baat Ko Lekar Majboor Hain Hum
Roman Urdu SMS turning MAD into a complimentary acronym (Most Attractive Dost), reframing an apparent insult as a sincere observation about uniqueness. Har laal rang RED nahin hota, Her murda DEAD nahin hota, Kaisay kahon par yeh sach hai, Har koi aap ki tarah MAD nahin hota... MAD bolay to
Man accidentally grabs a live wire and nearly dies; a power cut saves him just in time and he shouts 'Geo Musharraf!' 1 admi ne ghalti se bijli ka tar cho lia, wo marne hi wala tha k usi waqt light chali gaye or wo marne se bach gia, us ne khushi se jhoom ker […]
Mein ghamzada hoon lekin meri aankh tar nahin hai Mujh par kya hai guzri un ko khabar nahin hai un ka salook dekh ker hairat zada hai dil k meri wafa ka un per koi asar nahin hai.!
Kaise woh lot aye ke fursat usse nahin duniya samajh rahi hai mohabbat usse nahin. lagta hai aa chuki hai kami us ki chah main kafi dinon se mujh se shikayet usse nahin. dil ki zameen us ki hai banjar issi liye jazbon ki barishon ki jo aadat usse nahin. her cheez ikhtiar main rakhta […]
Phool khiltay hain baharon ka sama hota hay, Aisay mousam main tou pyaar javaan hota hay, Dil ki batoon ko to honton say nahin kehtay, Yeh afsana to nigahon say bayan hota hay....
Aapke khayalon say fursat nahi milti, hame ek pal ki raahat nahin milti... mil to jata hai sab kuch.. bas aapki ek jhalak nahin milti.
Hum aap ko kabhi khoney nahin denge, Juda hona chaha to bhi hone nahin denge, Chandni raton mein aye gi meri yaad, Meri yaad ke woh pal aap ko sone nahin denge.
Dosti ki wajah nahin hoti, Dosti saza nahin hoti, Dosti me hoti he imandari, Dosti me duniadari nahi hoti, Dost jaan se pyara hota he, Dost se jaan pyari nahin hoti
Urdu poem for the friend you don't see every day but never stop thinking about. Hum woh phool hain jo roz roz nahi khiltay, Yeh wo hont hain jo kabhi nahin siltay, Hum se bichro ge to ehsas hoga tumhain, Hum wo dost hain jo roz roz nahin miltay
Zamane se nahin hum tanhai se darte hain, Pyar se nahin hum rusvayee se darte hain, Dil mein umang hai tujhse milne ki, Par milne ke baad aane wali judaai se darte hain.
Chahne say har baat puri nahi hoti, Thoray say andhairay say raat nahi hoti, Jo pasand hai sab say zyada, Unse kambakht mulakat nahi hoti.
Ek jazba khak hua dil ki gehrayion me kahin ta'ajjub hai maut par uski koi roya tak nahin, sahil se to chale the sath me hamsafar banker sagar ne duboya hum hi ko unhe to bhigoya tak nahin, ankhon me zinda khuwab thay ya khuwab me zinda ankhen, tutne k bad hi jana ki unhone to sanjoya […]
Aap apnay qareeb aanay nahin daitay, Khud ko seenay say laganay nahin daitay, Dil aap ki yaad main tarapta bhi bohut hay, magar aap hamain aanso bahanay nahin daitay, aap ki yaadon ko rook pana hay mushkil, Rooth'tay hain to phir mananay nahin daitay.
jis shaam mein mere lab per aapka naam na aaye, khuda kare ki kabhi aisi shaam na aaye, ae jaane wafa yeh kabhi mumkin nahin ki, afsaana likhoon aur aapka naam na aaye.
Ghamon main hasnay walon ko rulaya nahin jata, Lahroon say pani ko hataya nahin jaata, Bananay walay ban jatay hain apnay, Kisi ko keh ker apna banaya nahin jata
Safar tanha nahin karte Suno aesa nahin karte Chalo tum raz ho apna Tumhain afsha nahin karte Suno jis ka muqaddar ho ossey chora nahi karte Jisay shafaf rakhhna ho ussey maila nahin karte Jo bas jata hai dharkan main ussey bhula nahin karte Kisi ko dil dete waqt boht socha nahin kartey Jo pehlay […]
Sapnay ki tarha tujhey saja k rakhon, Chandni raat ki nazron se chupa k rakhon Meri taqdeer meray saath nahin, warna zindagi bhar tujhay apna bana k rakhon
Bun k ajnabi mily thay zindagi k safr mein kahin, In yadon k lamhon ko kabhi bhoolaingay nahin, Agar yaad rakhna fitrat hai aapki, Bhool jane ki adat hamain bhi nahin
A classic object riddle asking what doesn't break when thrown on the ground but shatters in water — think laterally for the answer. Wo kon si cheez hai jis ko agar zameen pe painko to nahi tootti, Lekin agar pani mein painko to toot jati hai.