Har ek lamha naya ik imtehan hai
posted in Ghazal SMS |
Har ek lamha naya ik imtehan hai,
bohut na-meharban yeh aasman hai,
Dilon per barf girti ja rahi hai,
Badan ka tajziya bhi raiga hai,
main us say baat karna chahti hon,
batao to sahi woh ab kahan hai,
Anaa ki rait shamil ho gayai hai,
Hawa say guftugu ab raigan hai,
Mujhey is ka yaqeen hargiz nahi tha,
Meri janib say itna badguman hai…
Similar SMS / Text messages
- Mein Haqeeqat Houn Samajhtey Hein Woh Afsaana Mujhey
- Tu is tarha se meri zindagi main shamil hai
- Apni yad rakhnay ko kuch tou jan-e-man day do
- Tum aa ker mujhi say chura lou mujhey
- Kahan tak sochon
- Itna hi kehna hay tum say, mumkin ho to aa jaana
- Dil mein ab dard-e-mohabbat k siwa kuch bhi nahin

