KOI TO HOTA....
posted in Ghazal SMS |
KOI TO HOTA....
mai jis k dil ki kitaab benta
mai jis ki chahet ka khawab benta
mai hijr k mosem ki lembi raaton mein
yaad ben ker azaab benta
KOI TO HOTA.....
jo meri khawahish mein uthh ker raaton ko khoob rota
dukhon ki chader lapeit ker hajoom_e_dunya se door hota
mai rooth jata manata mujh ko
k chahe mera kasoor hota
KOI TO HOTA....
mai jis k itna kareeb hota
na paas koi rakeeb hota
mai itna uus ka habeeb hota
ye silsila bhi ajeeb hota
KOI TO HOTA........
Similar SMS:
- Saath chalne main jo maza hota Saath chalne main jo maza hota Woh humain bhi kabhi mila hota Yeh hi hasrat...
- Bachpan Ka Zamana Hota Tha Bachpan Ka Zamana Hota Tha, Khushio.N Ka Khazana Hota Tha. Chahat Chaand Ko Paane Ki,...
- Kash banane wale ne mujhe kitab banaya hota. Kash banane wale ne mjhe kitab bnaya hota. Woh parhty parhty so jati mujhy seenay...
- Pyar ka dard meetha hota hay Na janay tum pay itna yaqeen kion hay? Tera khayal bhi itna haseen kion hay??...
- Yeh na thi hamari qismat k wisaal-e-yaar hota yeh na thi humari kismat k wisaal-e-yaar hota ... ager or jeete rehte tu yehi...
- Dard kia hota hai btayein gein kisi roz Dard kia hota hai btayein gein kisi roz Kamal ki ghazal tum ko sunaein gein...
- Ya koi patthar dil insan na hota Kaash k usay chahnay ka Arman na hota, Main hosh main hote howay anjaan na...
- Jaane kyun iss jahan mein aisa hota hai Jaane kyun iss jahan mein aisa hota hai, Khushi jise mile wohi Rota hai, Umar...
- Nazroon se jab nazar ka takrar hota hain Nazroon se jab nazar ka takrar hota hai, har mod par kissi ka intezaar hota...
- Doorie ho to phir AHSAS hota hai Doorie ho to phir "AHSAS" hota hai, "DOST" k bina jeevan "UDAAS" hota hai, "UMER"...
- Koi humara nahi hota Dard me koi mousam pyara nahi hota, Dil ho pyasa to pani se gujara nahi...
- Har nazar ka milna inpyaar nahin hota... Har jaga baithna intizar nahi hota, Har khamoshi ka matlab inkar nahin hota, Nazrain to...

(35 votes, average: 4.29 out of 5)