SMS / Text Messages

Faqat piyar meri maa

Is zulm ki duniya main faqat piyar meri maa,
Hay meray liye saya-e-dewar meri maa,
Nafrat k jazeron say mohabbat ki hadon tuk,
Bus piyar hay han piyar hay bus piyar meri maan...

Dil yadoon ka gehwara.

Dil yadoon ka gehwara.
Aankhain aasoun ka samander.
kaantairay aawaz k matlashi.
zabaan tairay milnay k liyay dua'go.
dimagh khayalon main gum.
hont pyar k pyasay.

Ab ke sawan(rain) mein paani barsa bahut

Ab ke sawan(rain) mein paani barsa bahut,
Paani ki har boond mein woh aaye yaad bahut.Is

suhaane mausam mein saath nahi tha koi,
Baadlon ke saath in aankhon se paani baha bahut.

Apne pyare papa ko hamara salaam

Mere Khuda tera shukriya,
Mere Khuda tera karam,
Mere Abbu ki mohabbat ki mohabbat sabse badi..
Yahi dua k rahe uska saya mujhpe rehay!
jinki ungli tham k chalna sekah hai
jeena har mushkil se bahar nikalna
ek din unke naam,
apne pyare papa ko hamara salaam
happy father’s day.

Hindi Happy Promise Day Poem

Aj Promise Day Hai Apne Pyar Se Kro Wada Keh
Kabhi Na Dil Dukhao Gay, Kabhi Na Chhor K Jao Gay
Us K Gham Mein Sog Khushi Mein Muskurao Gay
Har Cheez Se Bahd K Sirf Usi Ko Chaho Gay
Kro Wada Or Pa Lo Us Ki Muhabbat

Happy Promise Day

May this be an Onam with

May this be an Onam with Happiness and Prosperity.
Let the festival of Onam be celebrated by every Malayali,
whoever and where ever they may be.

HAPPY ONAM