SMS / Text Messages

no more dillagi.........

D se dil
D se dost
D se dilbar
D se dhadkan
D se dillagi
D se deewanapan
D se darar
D se dushman
D se dard
D se d end
isliye d se fir dil na lagao

Aapko lakho dosto mai

Aapke lakho dosto mai 1 hu mai,
aapko na dikhega wo sitara hu mai,
itana to muze bhi yakin hai mere dost,
karoge sabse ache dost ki ginati
to sabse LAST hai hum...!

Raat ronay ki hasrat thi

Log pochtey hen kyon surkh hen tumhari Aankhen,
Hans k keh deti hon raat so na saki,

Lakh chahon bhi magar yeh keh na sakon,
Raat ronay ki hasrat thi magar ro na saki

Holi Mubarak ho mere yaar!

Rango ke tyohar mein sabhi rango ki ho bharmar,
Dher saari khushiyon se bhara ho aapka sansar,

Yahi dua hai bhagwan se hamari har bar,
Holi Mubarak ho mere yaar!

December Ki Pehli Barsaat

Bheegy Mosam Ki Bheegi Si Raat
Bheegi Si Yaad
Bhuli Hui Baat
Bhula Hua Waqt
Wo Bheegi c Aankhai'n
Wo Beeta Hua Saath
Mubarak Ho Aap Ko
December Ki Pehli Barsaat

Haapy Durga Puja

Khushiyan aapki kabhi kam na ho
Daman mein aapke koi kanta na ho
Jab bhi koi musibat aaye
Toh ¯Â¿Â½Maa Durga¯Â¿Â½ aapke saath ho
¯Â¿Â½Haapy Durga Puja¯Â¿Â½

Pakistan, Pakistan & mera paigham pakistan

Khuda ki khaas rehmat hai
buzurgun ki bashaarat hai
kayee nasloun ki qurbaani
kaye nasloun ki mehnat hai
asaasa hai jiyaaloun ka
shaheedoun ki amaanat hai
jab hee tareekh ne rakha hai
is ka naam pakistan

andheroun ko mitaaye ga
ujaala ban k chaaye ga
yeh qissa inqilaabi hai
naye duniya banaye ga
agar Allah ne chaaha to
zamana woh bhi aye ga
jahan tak waqt jaaye ga
isey aagey hee paaye ga
nida qaayed ki hai iqbaal ka inaam
pakistan pakistan pakistan pakistan
mera peghaam pakistan