SMS / Text Messages

Kya zamana tha hum roz mila karte thay

Kya zamana tha hum roz mila karte thay,
Raat bhar chand k hamrah chala karte the,

Dekh k jo hamain chup chap guzar jata hai,
Kabhi is shakhs sey hum pyar kiya karte the.

Aap ko pyaar k andaaz hi kam aatay hain

Muskuratay hoi ankhon main sanam aatay hain,
Aap kia janain kahan say mere gham aatay hain,

Aap ko hum say pyar main shikayat kia ho gi,
Aap ko pyaar k andaaz hi kam aatay hain...

Bas aapki ek jhalak nahin milti

Aapke khayalon say fursat nahi milti,
hame ek pal ki raahat nahin milti...

mil to jata hai sab kuch..
bas aapki ek jhalak nahin milti.

"Anni paa dety"

koi Book aesi milti jis pey Dil luta dety,
Her subject ney demagh khaya kisi 1 ko nipta dety,

Ab sylabus dekh ker ye sochten hain k,
1 maheena or hota to anni paa dety

Kon ziyadah khobsorut hay

Professor:
Tum 20 saal ki larki
Su shaadi kroge ya
Apne sy 20 saal bari say ... ?

Student:
Sir ! Depend karta hy k
Kon khoobsurat hay !
Aap ki beti ya aap ki biwi