Aap ka muskurana roz ho
Aap ka muskurana roz ho
Kabhi chehra kanwal
Tou kabhi rose ho
100 pal khushi tou
1000 pal mauj ho
Bas aisa hi aap ka din
Har roz ho
Aap ka muskurana roz ho
Kabhi chehra kanwal
Tou kabhi rose ho
100 pal khushi tou
1000 pal mauj ho
Bas aisa hi aap ka din
Har roz ho
Parh likh kar kya karna hai,
Akhir 1 din sabko marna hai,
Mar kar bhi agar janam liya,
to phir sala nursery say hi to parhna hai !!
So enjoY!!
Santa bar me ro raha tha.
Bartender: Kyo ro rahe ho?
Santa: Aur kya karu??
Jis ladki ko bhulana chahta hun
uska naam hi yaad nahi aata.
Sardar ne makhi k par tor k kaha,Urr ja.
But..
makhi nahin uri,
Sardar ne kaha,
Sabit hua agar makhi k par tor diye
jain to makhi sun nahin sakti
Paani me tairna machli ka style,
Hawa me udna paanchi ka style;
Different sms bhejna apunka style,
fukat me sms parhna aapka style.
Ek Bihari ko Raaste me
cycle ka paidal mila
aur use uthakar Ghar le aya.
Ghar laa kar Biwi ko bola
ye sambhal ke rakhde,
isme cycle dalwa lenge.
Ek sardar se kissi ne poocha k
sardar ji agar app ko garmi lagy to app kya karo gay?
Sardar: jenab hum a.c k pass ja k beth jain gay.
Admai: agar phir bhi appko garmi lagy to kya karo gay?
Sardar: jenab tab hum a.c on kar lain gay.
Teri zulfo mein kho jaana chahata hoon...?
Par tu tel hi itna lagati hai ki har bar fisal jata hoon..
Zindagi me sHaDi karna bahut zaroori hai..
Kyon ki..?
Zindagi mein Khushiyaan hee sab kuch nahi hoti..
Â
Â
CIRCUIT :
Bhai, woh apnay bachpan ka dost aarehla hai aaj raat ko dinner pe. Mera saray chain collection apnay kamray mein chupa do na please.
MUNNABHAI :
Kyun tera dost chor hai kya?
CIRCUIT :
Nehin Bhai, woh apnay chain pechan lega.
Wo mud mud k Hame dekh rhe the,aur hum unhe..
Wo mud mud k hame dekh rhe the,aur hum unhe..
Kyoki exam me na unhe kuch ata tha aur na hame...
Kya lekar aaya tha?
Kya lekar jayega?
Mujhe SMS na karke Zalim
Tu kitnay Chillar bachayega .....