You are here: SMS4Smile » Poetry SMS » Lehar ko pyar tha kinary se
Lehar ko pyar tha kinary se






Lehar ko pyar tha kinary se,
Par us ki shadi ho gaye sagar se,
Kinary ki chahat lehar ko khench lati hay,
Par badnaam na ho MOHABBAT is liye wo laut jaati hay,
Related SMS
- Pyar se tab tak pyar na karo
- pyar ki kismat
- Wo khush naseeb hain k unhe auron ka pyar mila
- Pyar ka har farz ada kiya hum nay
- Kisi ke pyar ko bhulna na aaya hume.
- Bolti hai dosti chup rehta hai pyar
- Koi achha lage to use pyar mat karna
- Koi sub keh ker pyar jatata hay
- Kehte hai k pyar ek saza hai
- Paani k bulbule sa hai mera pyar
- Wo pyar kya jo lafzon main bayan ho
- Us dil say pyar karo jo tumhein dard day
- Pyar chupta nahi chupanay say
- badalta nahi pyar kabhi magar...
- Woh zindagi kia jis main pyar na ho
- tenu mere naal pyar ho gaya !!
- Koi Pyar Pane Ki Zid Men Hai
- 1 khuwab ,1 pyar ,1 haqiqat ho tum.
- Yeh dosti ka rishta pyar se gehra hai...!
- Kaash koi hum par bhi pyar jatata
- Jitna pyar paya hai tumse
- Pyar ka dard meetha hota hay
- Main nay bhi kisi say pyar kiya tha... mazak kia tha
- Kisi k PYAR ko bhulana na aya hamain
- Pyar chupta nahi ankhen chupane se
- Kuch khone ko pyar kehte hain
- Pyar to pal bhar main ho jaata hay
- Apnay pyar ko chupana chaha, per chupa na sakay
- Khud kaisay kahain k aap say pyar kertay hain
- Wo nafrat bhi kartay hain pyar k liyay,
- Pyar ke ujalon main ghum ka andhaira hion aata hai
- Dosti, pyar, zindage ya apna saaya
- Kisi se pyar kertay ho
Pyar se tab tak pyar na karo Jab tak pyar aap se pyar na karey Jab pyar aap se pyar kare Tab pyar se itna pyar karo k Pyar kisi or se pyar na kare
pyar ki kismat koi na jane, mar mitne ko taiyar hai diwane, duniya dekhe tamasha aur kahe, jal gaye pyar mae parwane.
wo khush naseeb hain k unhe auron ka pyar mila, hum apni takdeer say lartay reh gaye, hum to unki yaadon ko bhi samait na paaye, wo hamaray ashqon k zariye beh gaye.......
Teri berukhi ko bhi rutba diya hum nay. Pyar ka har farz ada kiya hum nay. Mat soch ke hum bhool gaye hain tujhey. Aaj bhi khud se pehle tujhey yaad kiya hum nay.
kisi ke pyar ko bhulna na aaya hume. kisi ke dil ko dukhana na aaya hume. kisi ke liye tadpna to seekh liya par apne liye kisi ko tadpana na aaya hume.
Bolti hai dosti chup rehta hai pyar, hasati hai dosti rulaata hai pyar, milati hai dosti judaa karta hai pyar, phir bhi kyun dosti chor kar log karte hain pyar
Koi achha lage to use pyar mat karna, uske liye apni ninden bekaar mat karna, 2 din to aayenge khushi se milne, teesre din kahenge mera intjar mat karna...
Jub koi khayal dil say takrata hay, Dil na chah ker bhi khamosh reh jata hay, Koi sub keh ker pyar jatata hay, To, Koi kuch na keh ker bhi pyar nibhata hay
Nnikal aate hai aansoo rone se pehle‚¦ Toot jate hain sare khuwab sone se pehle‚¦ Kehte hai k pyar ek saza hai, Kash koi rokta mujhe pyar hone se pehlay
Mere pyaar ka hisaab jo lagao gi, To mere pyar ko bay hisaab pao gi, Paani k bulbule sa hai mera pyar, Zara si thees lagi to dhundte reh jao gi.
Wo to paani ki boond hai jo ankhon se bah jaay, ansu to wo hai jo tadap ke ankho me hi rah jaay, wo pyar kya jo lafzon main bayan ho, pyar wo hai jo ankho me nazar aaye.....
Us dil say pyar karo jo tumhein dard day, Per us dil ko kabhi dard na do jo tumhain pyar karay, Q k tum duniya k liyay koi aik ho, Per kisi aik k liyay sari DUNIYA ho.
Laakh miltay hain hum bahanay say Pyar chupta nahi chupanay say Ummar guzari hay dar-badar apni Hum hillay thay zara thikanay say Aik jadu sa kar gaye mujh par Kuch makaan thay puranay say Baat karta raha main us say magar Baat banti nahi bana'nay say Ho jo mumkin to yeh bhi kar dekho Tum […]
waqt ki andhi mein tufan badal jaty hain zindagi ki rahoon mein insan badal jatay hain badalta nahi pyar kabhi magar... pyar karny walay insan badal jatay hain
Woh zindagi kia jis main pyar na ho, Woh pyar hi kia jis main yadain na hon, Woh yadain hi kia kis main tum na ho, Woh tum hi kia jis main hum na hon,
Boy: "I Love U" ki hunda hai? Girl: Mein tere naal pyar kardi han. Boy: Bus English ca ik Question ki puchhya tenu mere naal pyar ho gaya !!
Koi Pyar Pane Ki Zid Men Hai, Shayad Koi Azmane Ki Zid Men Hai, Mujhe Jis Ki Yad Aati Hai Itni Shidat Se' Shayad Wo Mujhsy dur Jane Ki Zid Men Hai.....!
1 khuwab ,1 pyar ,1 haqiqat ho tum . Dosti me parnay wali har zaroorat ho tum. Jisko rooz itne SMS karnepade, woh musibat ho tum.
Khushiyon par fizaon ka pehra hai, na jane kis umeed pe dil thera hai, aapki ankhon se jhalakte dard ki kasam, yeh dosti ka rishta pyar se gehra hai...!
Kaash koi hum par bhi pyar jatata, Hamari aankhon ko apne haathon se chhupata. Hum jab poochte kaun ho tum? Muskura kar woh apne aapko hamari jaan batata.
Jitna pyar paya hai tumse. Ussse aur zyada pane ko jee chahata hai. Jane who kaun se khoobi hai aap mein ki har rishta aapse banane ko jee chahata hai..
Na janay tum pay itna yaqeen kion hay? Tera khayal bhi itna haseen kion hay?? Pyar ka dard meetha hota hay... to aankh say nikla yeh ansu namkin kion hay?
Main nay bhi kisi say pyar kiya tha... thoda nahi bay shumar kiya tha, Meri to duniya hi badal gayi. Jab usne kaha... Aray mein‚ nay‚ to sirf mazak kiya tha
Kisi k PYAR ko bhulana na aya hamain Kisi k DIL ko dukhana na aya hamain Kisi ki YAAD mein tarapna to sekh Liya ! Magar apni YAAD men kisi ko tadpana na aya hamen.
Arz hai pyar chupta nahi ankhen chupane se, dil rukta nahi kisi k samjane se. Ruk jati hai dhadkan tujhe bhul jane se, hum tujhe yaad karte hai jeene k bahane se.
Dil ki aawaz ko izhaar kehte hain, jhuki nigah ko iqrar kehte hain, sirf paane ka naam ishq nahin, kuch khone ko bhi pyar kehte hain
Kisi ko apna bananay main dair lagti hay, Aik wada nibhanay main dair lagti hay, Pyar to pal bhar main ho jaata hay, Magar usay bhulanay main dai lagti hay....
Apnay pyar ko chupana chaha, per chupa na sakay, Deewanay dil pay qabu hum, paa na sakay, Aaj itnay qarib say guzar gayai woh, Phir bhi unka haath hum thaam na sakay...
Lamhay judai k be qarar kertay hain, Halaat meray mujhey lachaar kertay hain, Aankhain meri parh lo kabhi, Hum khud kaisay kahain k aap say pyar kertay hain.
Wo nafrat bhi kartay hain pyar k liyay, Wo inkaar bhi kartay hain iqrar k liyay, Ajeeb hotay hai yeh ishq karne waalay, Aankhain bhi band kartay hain to sirf deedaar k liyay.
Pyar ke ujalon main ghum ka andhaira hion aata hai, Jisko hum chahtey hain wohi kion rulata hay? Merey khuda agar wo mera naseeb nahi to aisay logon say phir mujhey kion milata hay?
Qarib se tumhe dekha to apna paya, Jab tumhe dosti mein azmaya to apna paya, Tumhe kya name dun samjh mein nahi aaya, Dosti, pyar, zindage ya apna saaya...
Kahan dil chor aye ho, bohut chup chap se rehtay ho, Na bante ho na sanwarte ho na koi bat karta ho Bhari mehfil main bhi aksar hamesha khoay rehtay ho Udasi aankho main le kay her ek chehre ko takte ho Koi jab yaad aata hai to Thundi aah bharte ho To khul kar […]