Hadd se zyada
posted in Poetry SMS, Sad SMS |
Aaj yeh tanhai ka ehsaas kuch hadd se zyada hai,
tere sang na hone ka malaal kuch hadd se zyada hai.
phir bhi kaat rahe yeh jiye jane ki saza yehi sochkar,
shayad is zindagani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai.
Similar SMS:
- is se zyada unka intzaar kya karain
- Raat si tanha khamoshi hai mere dil mein..
- Jitna pyar paya hai tumse
- Dil mein ab Dard-e-Mohabbat ke siva kuch nahi
- Apno ko bhula dayta hai