You are here: SMS4Smile » Friendship SMS » Hum wo dost hain jo roz roz nahin miltay
Hum wo dost hain jo roz roz nahin miltay
Urdu poem for the friend you don't see every day but never stop thinking about.
Hum woh phool hain jo roz roz nahi khiltay,
Yeh wo hont hain jo kabhi nahin siltay,
Hum se bichro ge to ehsas hoga tumhain,
Hum wo dost hain jo roz roz nahin miltay
Related SMS
- Ghamon say kia darna wo to sab hi ko miltay hain
- Jo rehtay hain sada dil mein unhein dhonda nahin kertay
- Kuch dost pal bhar me bhula diye jate hain
- Zamane se nahin hum tanhai se darte hain
- Ache dost "haath" aur "ankh" ki tarha hote hain
- Dost akser yunhi ban jatay hain
- Dil ki batoon ko to honton say nahin kehtay
- Larkian badal jati hain, larkay nahin
- Aaj badal kalay gehray hain,aaj chand pay lakhon pehray hain
- Koi mousam bhi hum ko raas nahin
- Na miltay ho na SMS kertay ho
- Hum Jaise Dost Bar Bar Mila Nahi Karte
- Din nikalta nahi or raat nahin hoti
- Jo mausam beet jata hai dobara kyon nahin ata
- Per dost to hamesha dil k qarib rahenge
- Who is a Dost?
- Har nazar ka milna inpyaar nahin hota...
- Har yaad ko youn zakham banatay nahin dil ka
- Aap to khud aik gulab hain
- Hum aap ko kabhi khoney nahin denge
- Aap apnay qareeb aanay nahin daitay
- Bhool jane ki adat hamain bhi nahin
- Dil mey KHUDA hain....sub mujh per FIDA hain
- Lahroon say pani ko hataya nahin jaata
- Aaj Tak Nahin Kaha Aapse
- Dosti ki wajah nahin hoti
- Hum wo ishq hain jo dil bankar dharaktay hain
- Suno tum yad atay ho aur hum soya nahin karte
- Jo rehtay hain sada dil mein unhain dhoonda nahi kertay
- Apnon k sitam hamsay bataye nahin jatay
- Samandar to samandar hai, kabhi bola nahin kertay
- Bas aapki ek jhalak nahin milti
- ae jaane wafa yeh kabhi mumkin nahin ki
Ghamon say kia darna wo to sab hi ko miltay hain Pholon ko daikho hamaisha kanton k beech khiltay hain
Jo rehtay hain sada dil mein unhein dhonda nahin kertay, Jo ruch jayain rag-o-pay main unhein socha nahin kertay, Baharon k ghanay sayai mein talkhi bhi, chubhan bhi hay, Ghamon ki dhoop ka tum say magar shikwa nahin kertay, Nahin aatay kabhi bhi loot ker guzray howay mousam, Barastay badalon ki aas mein tarsa nahin […]
Urdu poem asking a fair question: among friends who are forgotten and friends who are remembered, where do you fall? Kuch dost pal bhar me bhula diye jate hain kuch dost pal-pal yad aatey hain hum apse yahi puchna chahte hain k dosto ki is qataar me hum kahan aatey hain
Zamane se nahin hum tanhai se darte hain, Pyar se nahin hum rusvayee se darte hain, Dil mein umang hai tujhse milne ki, Par milne ke baad aane wali judaai se darte hain.
A warm Roman Urdu metaphor for deep friendship: just as eyes weep when hands hurt, a true friend feels your pain as their own. Ache dost "haath" aur "ankh" ki tarha hote hain, Jab "hath" ko takleef hoti hai to "Ankh" roti hai, Aur jub "ANKH" roti hai to "Hath" ansu pochtay hain.'-..'-.
Dost akser yunhi ban jatay hain Kuch sath rehtay hain kuch bicher jatay hain. Kuch yaad rakhtay hain Kuch bhul jate hain. Ab hum aapko dekhte hain Aap kahan tak saath nibhatay hain
Phool khiltay hain baharon ka sama hota hay, Aisay mousam main tou pyaar javaan hota hay, Dil ki batoon ko to honton say nahin kehtay, Yeh afsana to nigahon say bayan hota hay....
A boy seen with a different girl every day for a week. Moral: girls change, boys don't. 1 larka 1 larki k sath baitha tha, 2nd day dosri larki k sath daikha gia, 3rd day koi aur larki thi 4th day kisi new larki k sath tha Moral: larkian badal jati hain, larkay nahin badaltay:p
A Roman Urdu rain poem — dark clouds, a hidden moon, and memories of someone not here. Aaj badal kalay gehray hain, aaj chand pay lakhon pehray hain, Kuch tukray tumhari yaadon k, bari dair say dil mein thehray hain,
Koi mousam bhi hum ko raas nahin woh nahin hay tou kuch bhi paas nahin aik muddat say dil k paas hay woh aik muddat say dil udas nahin jub say daikha hay shaam aankhon mein tub say meray qayaim hawas nahin meray lehjay mein us ki khushbo hay us ki baaton mein meri baas […]
Aay dost tum bhi ajeeb ho. Meray dil k kitnay qareeb ho. Na miltay ho na SMS kertay ho. kia tum mujh say bhi ziyadah gharib ho.
Sitam Karo Na Karo Hum Gila Nahi Karte, Veerano Me Kabhi Phool Khila Nahi Karte, Magar Itna Yaad Rakhna , Hum Jaise Dost Bar Bar Mila Nahi Karte
An Urdu verse for someone who makes time move differently. Without them, even a single day feels incomplete and slow. Us shakhs se jab tuk koi baat nahin hoti, Din nikalta nahi or raat nahin hoti, Na khafa howa karay wo usay kehna, Bina us k Mukammal meri zaat nahin hoti
Jo mausam beet jata hai dobara kyon nahin ata kahin se laut ker bachpan hamara kyon nahin ata yahan anay ko to har din kissi ke saath ata hai jesay is dil ne reh reh kar pukara kyon nahin ata who jis ki lo mohabbat ki jabeen ka istara thi to phir rastay mai hamary […]
Din beet jatey hain suhani yadain ban kar, Batein reh jati hain kahani ban kar, Per dost to hamesha dil k qarib rahenge, Kabhi muskan to kabhi ankhon main pani ban ker..
A lighthearted Roman Urdu breakdown of a real friend — one who shows up uninvited, drains your pocket, and still never leaves your side. Who is a Dost? Dost vo jo bin bulaye aaye, Bevajah sar khaye, Jeb khali karwaye, Kabhi sataye, Kabhi rulaye, Magar hamesha saath Nibhaye.
Har jaga baithna intizar nahi hota, Har khamoshi ka matlab inkar nahin hota, Nazrain to har aik say milti hain, Har nazar ka milna inpyaar nahin hota...
har yaad ko youn zakham banatay nahin dil ka, har teer ko paivest rug-e-jaan nahin kertay, Yeh masla ab ahal-e-mohabbat ka hai apna, Mertay hain to kuch aap pay ahsaan nahin kertay, Khat layain na layain tera hum naama bron ko, Bus daikhtay rehtay hain paraishan nahin kartay, Aisay bhi tou rakhtay nahin khanjar pay […]
Kaun sa phool paish karon, Koi phool gulab nahin, Aap to khud aik gulab hain, Jiska koi jawab naheen...
Hum aap ko kabhi khoney nahin denge, Juda hona chaha to bhi hone nahin denge, Chandni raton mein aye gi meri yaad, Meri yaad ke woh pal aap ko sone nahin denge.
Aap apnay qareeb aanay nahin daitay, Khud ko seenay say laganay nahin daitay, Dil aap ki yaad main tarapta bhi bohut hay, magar aap hamain aanso bahanay nahin daitay, aap ki yaadon ko rook pana hay mushkil, Rooth'tay hain to phir mananay nahin daitay.
Bun k ajnabi mily thay zindagi k safr mein kahin, In yadon k lamhon ko kabhi bhoolaingay nahin, Agar yaad rakhna fitrat hai aapki, Bhool jane ki adat hamain bhi nahin
Dil mey KHUDA hain, Aankh mey NASHA hain, Baat mey MAZAA hain, Chaal mey ADAA hain, Andaaz bhi JUDAA hain, Pyar mey WAFAA hain! Arrey.... isiliye toh sab log Mujh per FIDAA hain...
Ghamon main hasnay walon ko rulaya nahin jata, Lahroon say pani ko hataya nahin jaata, Bananay walay ban jatay hain apnay, Kisi ko keh ker apna banaya nahin jata
Teri Tishnagi Mein Choor Hain Hum, Aaj Tak Nahin Kaha Aapse To Ye Mat Samajhna Maghroor Hain Hum, Ho Na Jao Aap Door Humse Bas Isi Baat Ko Lekar Majboor Hain Hum
Dosti ki wajah nahin hoti, Dosti saza nahin hoti, Dosti me hoti he imandari, Dosti me duniadari nahi hoti, Dost jaan se pyara hota he, Dost se jaan pyari nahin hoti
Hum wo ishq hain jo dil bankar dharaktay hain, hum wo khushbo hain jo baho mein mahakte hain, humse pyar na karna e-zalim hum vo dard hain jo ankhon se chalakte hain..!
Safar tanha nahin karte Suno aesa nahin karte Chalo tum raz ho apna Tumhain afsha nahin karte Suno jis ka muqaddar ho ossey chora nahi karte Jisay shafaf rakhhna ho ussey maila nahin karte Jo bas jata hai dharkan main ussey bhula nahin karte Kisi ko dil dete waqt boht socha nahin kartey Jo pehlay […]
Jo rehtay hain sada dil mein unhain dhoonda nahi kertay Jo ruch jain rag o pay mein unhain socha nahi kertay Baharon kay ghanay saye mein tulkhi bhi, chubhan bhi hai Bamon ki dhoop ka tum say mager shikva nahi kertay Nahi aatay kabhi bhi laot ker guzray huay maosam Barastay badlon ki aas mein […]
Apnon k sitam hamsay bataye nahin jatay, Yeh hadsay woh hain jo samjhaye nahin jatay, Aik umer ki koshish say bhula di hay teri yaad, Laikin teri yaad k sayai nahin jaatay...
Khamosh lehje mere hamdam kabhi bola nahin kertay, Dard-o-gham ko her kisi k samnay khola nahin kertay, Mohabbat to mohabbat hai, Bari anmol hoti hai, Mohabbat ko tarazu main kabhi tola nahin kertay, Mere khamosh rehne per koi ilzam mat dena, Samandar to samandar hai, kabhi bola nahin kertay,
Aapke khayalon say fursat nahi milti, hame ek pal ki raahat nahin milti... mil to jata hai sab kuch.. bas aapki ek jhalak nahin milti.
jis shaam mein mere lab per aapka naam na aaye, khuda kare ki kabhi aisi shaam na aaye, ae jaane wafa yeh kabhi mumkin nahin ki, afsaana likhoon aur aapka naam na aaye.