Sardar SMS / Text Messages

Ek Sardar apnay betay k sath lakriyan kaatnay
jangal gaya. Wapsi mein rasta bhool gaya.
Sardar ghussay se apne betay ko maarnay laga
aur bola:
.
.
.
.
kambakht main to rasta bhool gaya hun,
tu to ghar ja.

Sardar on date with his girlfriend

Sardar apni girlfriend k sath date
k liye oil mein naha k jata hai
GF: ap oil mein kiun nahay?
Sardar: meine suna tha k
har chiz meezan mein achi lagti hai;->

Jesa karo gay, waisa bharo gay

Teacher:Story sunao
Sardar:1 din hum un k ghar gaye to woh soye howay thay
1 din wo hamare ghar aye to hum soye howa thay.

Jesa karo gay, waisa bharo gay

2 sardaron ko 2 bomb miley

2 sardaron ko 2 bomb miley,
1st Sardar:chal police ko de k atey hain.
2 sardar:agar koi bomb raste me phat gia to?
1st sardar:jhoot bol dain gay k 1 hi mila tha :p

Sardar want to apply!

1 Sardar Police Station K Bahar Se
Guzra Aur Poster Pe Parha
" Wanted For RAPE & MURDER .."

Sardar Ne Andar Ja Ker Kaha:
" I Want To Apply For This Job ..."

Sardar garmi lagay to kia kartay ho?

Man:Sardar jee aap ko garmi lagti hai to kia karte ho?
Sardar:AC k pas ja k beth jata hon

Man:Agar phir bhi garmi lagay to?
Sardar:To A/C on kar laita hon :p

Sardar 2 doctor

Sardar 2 doctr: Mujhey 1 problem hay
DR:Kia?
Sardar:Bat karty waqt admi dikhai nahin deta
Dr:aisa kub hota hay?
Sardar:Phone kartay waqt:p

Inam kis ko mile ga?

Race dekhte howay sardar ne dosray se pocha:
"Inam kis ko mile ga?"
2nd:"Sub se agey waley ko"
Sardar tu phir peechay waley kion bhag rahe hain?

Yaar yeh joray kahan bantay hain?

Sardar 1:yar yeh joray kahan bantay hain?
Sardar 2:Aasman par
Pehla:Abay shit yaar
Dosra: Kia howa?
Pehla: main to darzi ko day aaya

EK sardar ki faryad

Please mujhe samajhne ki
KOshish Karo

Muje mat tang kro,
Muje akela chordo,
Muje tumse koi taluq
nai raKhna,

Par ye dil rat bhar tumko hi sochta ha,

Soonay do mujhko mat aao yahan

EK sardar ne macher se faryad ki

Sardar: Station jaane k kitne logay

Sardar: Station jaane k kitne logay?
Riksha wala: 50..
Sardar: 20 lelo..
Riksha wala: 20 main kon le k jaayeega??
Sardar: tum piche bheto hum le k jaayega..