Funny SMS / Text Messages

Agar "Dil" ko aanda(egg) kehtey
to indian films k naam aisay hote

Hum Aanda de chuke sanam,
Yeh aanda aapka huwa,
Hum aap k aanday main rehte hain,
Aandy waale Bread le jayienge....

Baap pe gaya hai THAPAR hi khayega

Mom: Beta khana khayega?
Beta: Na
Mom: Ladu khaiyega??
Beta: Na
Mom: Mithai Khaiyega?
Beta: Na
Mom:ice creame khaiyega?
Beta: Na
Mom: Baap pe gaya hai THAPAR hi khayega!

14 August ki namaz kahan ho gi?

1 pathan ne 1 buzrug se kuch pocha,
Buzrug ne 2 thapar laga diye

1 admi ne pathan se pocha,
tumne kia bola tha..??

Pathan:Maine sirf pocha k
14 August ki namaz kahan ho gi?

Ek shayr doctor ki zubani:

Ek sher doctor ki zubani:

Hoon main doctor jahan,
meri wife hai nurse wahan,

Yeh kaisa zulm sehna parh raha hai,
mujhe apni wife ko "SISTER" kehna parh raha

1000 ka note dun to kiya karega?

1 kanjoos dosray say:
Aaj main ney ek jaan bachai.
Wo aise bachai k Faqeer sai pocha:
1000 ka note dun to kiya karega?
Wo bola, Khushi se mar jaunga.
Main nay kaha ja nahin deta:p

Jaa tu mera bhai hai

Maine kaha dilruba,
Usne kaha paise dikha,

Maine kaha paise nahi,
Usne kaha aise nahi,

Maine kaha mehengai hai,
Usne kaha ja tu mera bhai hai.

Mobile main CNG lagwao gay?

Kiya lay ker ayai thay----?

Kiy lay kar jao gay...??

Mujhey SMS nahin kar k
kitnay paisay bachao gay?

Itnay paisay bacha ker kya.....
.
.
.

Mobile main CNG lagwao gay:p

Yeh Pyar b na Ajeeb Cheez hai

Yeh Pyar b na Ajeeb Cheez hai
Maa se ho to Ibadat
Baap se ho to Muqaddas
Bhai se ho to Aqeedat
Behn se ho to Farz
Aur BV se ho to.

Chunnu, Munnu, Guddu, Pappu

2 Dost suicide kernay gayai

2 Dost Suicide kernay gayai,
Pahala : "Hey Bhagwan mujhey
dunia ki saari nafrat de Pareshani
de Dukh de!"

Dusra dost : "Abe tu maut maang
raha hai k Microsoft main Job."

sab ko aaj hi tapkana hai kya

Suna hai ki aap ki ek smile par log marte hai....
So keep smiling .... to reduce population.
Aab bas bhi karo... sab ko aaj hi tapkana hai kya??

anso tumare niklein ankhein meri hon,

anso tumare niklein ankhein meri hon,
dil tumara dhadk dhadkane meri hon,
KHUDA KARE,
hamari dosti itni gahri ho,
K
naukri tum karo salary meri ho.

God ko miss call karna hai

1 baccha paida hote hi nurse se bola: "Mobile hai kya ?"
Nurse boli - hai, lekin karega kya ?
Baccha: kuch khaas nahi,
sirf God ko Miss call karna hai....
ki mai zameen par paunch gaya.