SMS4Smile.com

Latest SMS / text messages & jokes [Love / Funny / good night / good morning / romantic / birthday & adult]

Mohabbat ka izhaar na karna

posted in Ghazal SMS |

Kaha tha tum say…mera intezaar na karna
dunya chahey jo kahey tum aitebar na karna

Aisa ho chuka hai kayee bar pehlay bhi
ab ki bar tum koi bhi sawal na karna

Din raat kat rahey hein ab to ussi k khyal mein
wo lamhein wo ratein,unko yaad bar bar na karna

Zindagi tanha hi sahi..kat rahi hai ab tak
kis nay keh diya tha mohabbat ka izhaar na karna

Similar SMS:

  1. Na mile kisi ka saath toh hume yaad karna
  2. Sab se chupa kar dard jo woh muskura diya….
  3. KHUSHI se dil ko aabad karna
  4. Wafa ruswa nahi karna…
  5. Mohabbat me kya imtihaan aa giya