Aaj halki halki baarish hay

Aaj halki halki baarish hay,
aaj sard hawa ka raqs bhi hay,

Aaj phool bhi nikhray nikhray hain,
aaj un main tumhara aks bhi hay,