Insult SMS / Text Messages

Dil main tum
dharkan me tum
Asman me tum
Zamen me tum
Ankhon me tum
Jahan dekho tum hi tum ho

Detlo wali aunty sach kehti hain

Jaraseem har jaga hotay hain

1 crore thukra diye

KBC main shahrukh ne
mujh se pocha
world ka sub se bara ullu kon hai?
main ne 1 crore thukra diye,
magar aapka naam nahe bataya.

Mosam shabab ka

Mosam shabab ka
nasha sharab ka
parda janab ka
aur rang gulab ka
in main sab sey haseen to dekho
sms parhne wala ¢â‚¬Å“mendak talab ka¢â‚¬Â

Har gali har deewar par apka name likha hai.

Har gali har deewar par apka name likha hai.
Har khirki har darwaze per apka name likhe hai,

Oper talash-e-gumshuda or
Neeche zehni tawazun kharab likha hai

1 machar ko marne se

Jis tarah 1 machar ko marne se
tum shikari nahin ban jao gey
.
.
.
.
.
Theek usi tarah 2 - 3 SMS karney se
tum bhikari nahin ban jao gey

Par madari rouz na laye to kya karun.

Dil se tera khayal na jaye to kya karun,
Tu hi bata tu yaad aaye to kya karun,

Hasrat yehi hai k ek nazar dekh lun tujhe,
Par madari rouz na laye to kya karun.

Aqal kia hoti hai?

Main nay pocha AQAL kia hoti hai?

Aasman ne kaha: Bohut buland hoti hai

Sagar ne kaha: bohut gehri hoti hai,

Aap ne kaha:

AQAL

Hain, woh kia hoti hai? :-)

Suraj kehdun usme to Aag hai

Mein tumko Chand kehdu magar usme Daag hai,
Suraj kehdun usme to Aag hai,
Socha Tumko Bandar keh Dun...
Magar us kambakhat me Bhi Dimaag hai.

Jab say tumhain jana hai,

Jab say tumhain jana hai,
Jab say tumhain paya hai,

Her dua main tera hi naam aaya hai,
Taa kay pochon rab say,
.
.
.
.
Yeh kaisa namoona banaya hai?

Bari fursat mein banaya hoga

Log kehte hain k khuda ney aapko
badi fursat mein banaya hoga.... "
simple c baat hai,
faltu kaam fursat mein hi to kiye jate hain".

Bas ek hi khayal aata hai

Reh reh kar mujh ko to bas ek hi khayal aata hai
.
.
.
.
reh reh kar mujh ko to bas ek hi khayal aata hai....

woh kambakht na jane kaunse sabun se nahata hai!!