Dil ki duniya pe chha gaya koi

Rasm-e-ulfat sikha gaya koi,
Dil ki duniya pe chha gaya koi,

Taa qayamat kisi tarah na bujhe,
Aag aisi laga gaya koi...