Gulshan main us bahar k hakdar hum nahe
posted in Poetry SMS |
Mana teri nazar main tera pyaar hum nahe,
kaise kahen k tere talabgaar hum nahe,
khud ko jala k khak kar dala,mita diya,
lo ab tumhari raah main dewaar hum nahe,
jis ko sanwara humne tamannaon k khoon se,
gulshan main us bahar k hakdar hum nahe
Similar SMS:
- Aankhon mein aansuon ko ubharne naa diya
- yeh dua hai koi gela nahe
- Yaar nay dil ka haal batana chor diya
- us ne poocha kon ho tum main nay kaha hasrat tumhari
- Tumse dur rehkar tumhe miss kiya humne