Hindi Wise SMS Quotes / Text Messages

Apni Zindgi ko Zaroriyat Tak Mehdood Rekho,
Khwaheshat sa Perhaiz Karo.

Kyonka...
Zaruriyat Faqeer ki b Puri ho jati hai or..

Khwaheshat Badshah ki b reh Jati hain.

Gulab ka phool bano!

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (195 votes, average: 3.91 out of 5)
Loading...

Gulab ka phool bano!
Q k yeh phool
us k hath mein bhi khusbu chor deta hai
jo isay masal kar phaink deta hai.

3 chizain

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (45 votes, average: 3.98 out of 5)
Loading...

3 Chizon per qabu rakho
"GHUSSA"
"DOOLAT"
"NAFS"

3 chizon say nafrat karo
"ZULM"
"GHUROOR"
"BEHAYAI"

3 chizon ko Apnao
"EMAN"
"QURAN"
"SABAR"

3 chizon ko yaad rakho
"AHSAAN"
"DOOST"
"MAUT"

3 chizon say bacho
"HASAD"
"CHUGLI"
"GHEEBAT"

3 chizain soch ker uthao
"QALAM"
"QADAM"
"QASAM"

Gharoor tootnay na do

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (109 votes, average: 3.99 out of 5)
Loading...

Hazrat ALI (R.A) said:
"Agar Kisi Ko Yeh Ghuroor Ho
K Wo Tum Se Jitni Martaba Naraz Ho
To Tum Usay Mana Lo Ge
To Behtar Hai
Tum Uska Yeh Gharoor Tootnay Na Do"

Insan ki haqiqi tasveer

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (32 votes, average: 3.81 out of 5)
Loading...

Koi sheesha insan ki itni haqeeqi
Tasveer paish nahi kar sakta
Jitni us ki guftago paish karti hai"

5 chizon ki 5 jaga hifazat karni hay..

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (34 votes, average: 3.94 out of 5)
Loading...

5 chizon ki 5 jaga hifazat karni hay..
1:Mehfil me ZUBAN ki
2:Bazar me ANKH ki
3:NAMAZ me DIL ki
4:Dastarkhuwan me PAYT ki
5:Nigah mein HAYA ki

Aqwal-e-zareen

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (178 votes, average: 3.83 out of 5)
Loading...

Ustaad ki maar baap k pyar se achi hai
[HAZRAT LUQMAN (A.S)]

Chand k baghair raat bekar hai, aur ilm k baghair zehan.
[HAZRAT ABU BAKAR(RAA)]

Jo tujhey teri khamiyan batayewo tera dost hai.
[HAZRAT UMER (RAA)]

Ghareeb wo hai jis ka koi dost na ho.
[HAZRAT ALI (RAA)]

Kamyabi, hosley,dost & muqadar

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (123 votes, average: 3.98 out of 5)
Loading...

Hazrat ALI a.s ne farmaya,
"Kamyabi hoslon se milti hai,
Or
Hosley doston se milte hain,
Or
Dost muqadron se milte hain
Or
Muqadar insan khud bnata hai"