You are here:SMS4Smile » Hindi SMS » Hindi Funny SMS » Don ka intezaar...
Don ka intezaar...
Don ka intezar to 11 colleges ki larkion ko hai
Per don ka aana mushkil hi nahin namumkin bhi hai,
.
.
.
.
Kion k
.
.
.
Don matric fail hay
Related SMS
- Bohat chotay ho, thora intezaar karo
- Har Ladki ko tera intezaar hai
- Agar Tum DON hotay to dialouge kya hotay?
- Larkion ko "I love you" kehne ki jaga
- Eid ka chand nikalney ka intezar
- Pappu ullu ka patha hai
- Car ki speed kion barha di
- Kion ho ???
- 1 memon k ghar ko aag lag gai
- To ye unka personal problem hay
- Zindagi bewafa kion hoti hai?
- Dil k operation ko byepass kion kehtay hain?
- Guddu gana ga raha tha
- Tujhey sub pata hai
- Car k indicators
- 3 cheezain
- Sardarni: Ji 2si gaddi eni tej kyu bhja rahe ho?
- Bhikhari: Saab 1 rupaya de do.
- Susti ki intiha
- chand or taray tornay gayee
- Aunty, mummy ne chini mangi hai.
- Movie titles related to eng students:
- Bush ka "Kutta" bush se roth gaya
- O tere result da ki banya?
- Besan ki roti, lemo ka achar ... happy rainy day
- Hamari yadoon ki khushboo ...
- Har koi aap ki tarah MAD nahin hota
- 7 aur 7 kitne hon ge?
- Monkeys fashion show
- Door reh ker bhi
- Sardar ne makhi k par tor k kaha
- Roza rakho gay?
- Accounts k student ki gaalian
Fizayen kehti hain pyar karo, hawain kehti hain pyar karo, ghatayen kehti hain pyar karo, lekin . . ghar walay kehtay hain ke tussi bahot chotay ho thora intezaar karo,
Har Ladki tere liye bekarar hai, Har Ladki ko tera intezaar hai, Ye tera koi kamaal nahi, Kuch din baad ¢â‚¬Å“RAKSHA BANDHAN¢â‚¬Â ka tyohar hai!
Agar Tum Don hotay to dialouge kya hotay? Mere sar par baal aanay ka intezaar to 11 shehron ke naa'yi kar rahay hain, par mere sar par baal aana mushkil hi nahi namumkin hai...
1 Boy:Yar larkion ko "I love you" kehnay ki sub se achi jaga kon si hai? 2 boy:Mazaar 1Boy:woh kion? 2boy:kion k wahan unke paon mein chappal nahin hoti.
Jo log EID ka chand nikalney ka intezar ker rahay hain, Un k liye Itla'an Arz hai k wo aram karain kion k mera aaj ghar se bahir nikalnay ka koi irada nahin hai :-)
Grammar Teacher! Pappu larkion say bat nahin kerta hai, Batao is sentence mai pappu kia hai? Student:Sir, pappu ullu ka patha hai
Sardar's wife: O sardar ji, yeh car ki speed itni kion barha di...?? Sardar ji: oyee car ki break fail ho gayai hain, is say pehlay k koi accident ho jayai ghar pohunch jatay hain:p
Kia hai jo pyar to chupate kion ho Mehfil mein mera naam dohrate kion ho Jal rahay ho mere pyar ki bhatti mein Phir hijar ka dard cupate kion ho Khuwabon mein bhi agar iqrar nahi To khuwaboon mein phir aate kion ho Nazrain mila ke sharma jate ho jo Nazrain hum se milaate hi […]
1 memon k ghar ko aag lag gai, woh ghar ko bacha nahin saka, guess kion? because wo sari raat fre brigade walon ko miss calls marta raha.
Pappu pinko ko pasand karta hay aur Pinki Pappu k bhai ko Jab k pappu k bhai ko Pinki ki behan achi lagti hai aur Pinki ki behan ko Pappu ko pasand karti hai Halan-k pappu pehle hi pinki ko chahta hai Ab jab-k pinko ko pappu acha nahin lagta aur Pappu ka bhaipinki k […]
Zindagi bewafa kion hoti hai? Wafa kernay ki saza kion hoti hai? Choti si baat pe baha dety hain KHOON Insan mein itni ANA kion hoti hai? Karta hun mein jis se bar baar TAUBA, Elahi mujhse wohi KHATA kion hoti hai, Banatay to hain hum apne haton se MASJID, NAMAZ apni hi phir QAZA […]
Dil ke operation ko BYEPASS kion kehtay hain? Kion k agar operation theek ho gaya to PASS warna Hamesha ke liye BYE!
Guddu gana ga raha tha, "aaj main ooper Aasma neechay" To Pappu nay Guddo ko bohut maara, Bhala kion??? kion k Aasma pappu ki behan thi. hehe:p
Child:papa aunty ka pait kion phola hai? Father:tujhey sub pata hai! Child: nahin pata promise! Father: in k pait main pani bhara hay CHILD:Oh No! Bacha to doob jaye ga!
1 pathan dusre se: "Zara car se bahir dekhna k indicators kam ker rahe hain ya nahin..?" Doosra pathan bahar dekh ker: Han,nahin,han,nahin,han,nahi
3 cheezain zindagi me 1 bar milti hain 1.Waalden 2.Husn. 3.Jawani 3 cheezain soch samajh ker uthao 1.Qadam 2.Qasam 3.Qalam 3 chizain soch ker karo 1.Mohabbat 2.Bat 3.Faisla 3 chizin kisi ka intezar nahin kartien 1.Maut 2.Waqt 3.Umar 3 chizein choti na samjho 1.Qarz 2.Farz 3.Marz parho samjho or amal bhi karo
Sardarni: Ji 2si gaddi eni tej kyu bhja rahe ho? Sardar: Areh,gaddi di break fail ho gayi hai, is sey pehley k accident ho jae, jaldi jaldi ghar pohunchain gay!
Bhikhari: Saab 1 rupaya de do. Saheb: Kal aana. Bhikhari: Saala is kal-kal ke chakkar mein is colony mein mere lakhon rupaye fase huye hain.
susti ki intiha, Boy:papa aik glass paani de do Papa:khud le lo Boy:plz de do naa Papa:Ab manga tou thappar maronga Boy:Thappar marnay ao tou paani lete aana:-)
Bari Mushkil se hum raat ko aasman se aap ke liye *chand* aur taray tornay gaye...... Lekin wahan jaa k yad aya k.... Shopper to hum ghar pe he Bhool gye!
Kid: Aunty, mummy ne chini mangi hai. Aunty chini daitay howa, "acha aur kia kaha mummy nay?" Kid:Agar woh kamini na de, to Pinki aunty se lay aana.
Movie titles related to eng students: exams - socha na tha, classes - kabhi kabhi, question papers - na tum jano na hum, copying - yaarana, maths2 - asambhav, maths1 - mission impossible, environmental sciences - pyar mein kabhi kabhi, 1st semester - kuch to hai, 2nd semester - yeh kya ho raha hai, distinction […]
Bush ka "Kutta" bush se roth gaya, Ja k ganday nalay main doob gaya, Dobtay howay bola ab aur zulm nahin sahain gay, Eg ghar mai 2 2 nahin rahain gay...:D
Sardar:O tere result da ki banya? Pappu:Miss kendi aey es class wich 1 sal hor laggay ga? Sardar:Saal pavain 2,3 lag jawan par fail na hovin mera puttar.
Besan ki roti, Lemo ka achaar, Doston ki khushi, Apnon ka pyar, Sawan ki rain, Kisi ka intezar, Mubark ho aapko, Barish ki bahar, / / / / / / / / / Happy Rainy Day
Kadam kadam pay hawa ki simt ka dihan rakhna, Mushkil waqt main dosti ko yaad rakhna "Hamari yadoon ki khushboo zaror aye gi tumhain" . . . bus apni NAAK SAAF rakhna.
Har laal rang RED nahin hota, Her murda DEAD nahin hota, Kaisay kahon par yeh sach hai, Har koi aap ki tarah MAD nahin hota... MAD bolay to
Teacher: agar 1 aur 1 2 hote hain aur 2 aur 2 4 hote hain aur 3 aur 3 6 hote hain phir 7 aur 7 kitne hon ge? Student: sir, asaan wale ap ne khud hal kar liye aur mushkil wala mere liye chor diya:p
Hey Dear Kaha ho Yar Pata Hai Kab Se Wait kar RAha Hoo Jaldi Aoo Na Ache Se Tayar Ho Kar Aana Dekho Hamesha Ki Tarah 1st Prize Tumhein Milna Chahiye Aaj mera Yar Phir Monkeys Fashion Show Jeete Ga ..
Door reh ker bhi hum unko bhula nahin saktay, Paas aa ker bhi apni manzil paa nahin saktay, Ek faasla hum ko bana ker rakhna hai apni mohabbat me, Kia hai majboori humari yeh bhi bata nahin saktay!
Sardar ne makhi k par tor k kaha,Urr ja. But.. makhi nahin uri, Sardar ne kaha, Sabit hua agar makhi k par tor diye jain to makhi sun nahin sakti
Sikh: Roza Rakho Ge? Pathan: Nahi Sikh: Acha To Taraveeh To Paroogay? Pathan: Mushkil Hai Sikh: Acha To Phir Iftari B Nahi Karoogay¢â‚¬Â¦ Pathan: Yaraa¢â‚¬Â¦Ab Ham Itna B Kafir Nahi He¢â‚¬Â¦.
Accounts k student ki gaali:- Salay bounced cheque, Dharti pe liability, Paidaishi bad debt, Dishonoured bill, Insolvent admi, Khandan ka net loss, tu paida kion howa ?