
Loading ...
Aaj Khuda ki hum par ho Meharbani,
Karde maf hum logo ki sari Nafarmani,
Eid K din aj aao mil k karain yeh hi wada,
Khuda ki hi rahon main hum chalain gay sada.
Sare Musalmanon ko EID MUBARAK.
posted in Hindi Eid SMS

Loading ...
Kash hum ek SMS hotay
bas aik click mey aap ky paas hoty
mana k aap hamy delete kar daitey
laikin kuch dair k liye tou hum aap ky paas hoty
or
bari khushi say kehtay EID MUBARAK
posted in Hindi Eid SMS
Advertisement

Loading ...
Jo log EID ka chand nikalney ka intezar ker rahay hain,
Un k liye Itla'an Arz hai k wo aram karain
kion k mera aaj ghar se bahir nikalnay
ka koi irada nahin hai :-)
posted in Hindi Eid SMS

Loading ...
Tumhari namaz, Roza aur qurbani
sirf aur sirf allah he k liye hai !!!
.
.
.
Magar yeh bhi yad rakho khaal sirf mutehda ki hai:p
posted in Hindi Eid SMS

Loading ...
Bakre ne mara bakri ko singh
Phir pata hai bakri ne kya kaha
:
:
SINGH IS KING,
SINGH IS KING, SINGH IS KING.. :-)
posted in Hindi Eid SMS

Loading ...
Aaj Eid
Kal Eid
Subha Eid
Sham Eid
Khuda Kare k Ap k Har Lamhe Ka Naam Ho Eid
"Eid Mubarak"
posted in Hindi Eid SMS
Advertisement

Loading ...
AAj se
thek 1 din bad Bakra EiD..
AAj se
theek 17 din bad
Quaid-e-Azam day..
AAj se
thek 43 din bad New Year..
Bolen apko kia wish karon?
Chalen 3no ek 7 wish krdeta hu,
but !
I think i m 1st one who wished u like this.
Happy EiD-ul-Azha
Happy Quaid's Day.
&
Happy NEW YEAR *2011* ;->
posted in Hindi Eid SMS