To ye unka personal problem hay
posted in Hindi Funny SMS |
Pappu pinko ko pasand karta hay
aur Pinki Pappu k bhai ko
Jab k pappu k bhai ko Pinki ki behan achi lagti hai
aur Pinki ki behan ko Pappu ko pasand karti hai
Halan-k pappu pehle hi pinki ko chahta hai
Ab jab-k pinko ko pappu acha nahin lagta
aur Pappu ka bhaipinki k liye razi nahi hay
aur Pappu pinki ki behan se pyar nahin karta
jab k Pinki ki behan ko pappa ka bhai acha nahin lagta
To ye unka personal problem hay,
Aap kion apna dimagh kharab ker rahe ho
Similar SMS / text:
- Jan ke anjan Jan ke anjan ban’na acha lagta hy Us ko apny liy parishan...
- Pappu ullu ka patha hai Grammar Teacher! Pappu larkion say bat nahin kerta hai, Batao is sentence...
- Guddu gana ga raha tha Guddu gana ga raha tha, “aaj main ooper Aasma neechay” To Pappu...
- Mera RUB ibadat k layaiq hai Main jannat k shoq main ibadat nahi karta k ye ibadat nahin...
- one girl asked to pappu 1 girl ask 2 pappu : woh kia hai jo cow k...
- Aunty, mummy ne chini mangi hai. Kid: Aunty, mummy ne chini mangi hai. Aunty chini daitay howa, “acha...
- beta aik acha sa jhoot bolo Uncle aik bachay se kehte hain : beta aik acha sa jhoot...
- Yeh Pyar b na Ajeeb Cheez hai Yeh Pyar b na Ajeeb Cheez hai Maa se ho to Ibadat...
- Pathan apna rishta dekhnay gia Pathan ghar walon k sath apna rishta dekhne gaya Ghar walon ne...
- Aaho kon log bolty hain? 1st man : yar ye “aaho” kon log bolty hyn??? 2nd man...