You are here:SMS4Smile » Hindi SMS » Hindi Funny SMS » Hamari yadoon ki khushboo ...
Hamari yadoon ki khushboo ...
Kadam kadam pay hawa ki simt ka dihan rakhna,
Mushkil waqt main dosti ko yaad rakhna
"Hamari yadoon ki khushboo zaror aye gi tumhain"
.
.
.
bus apni NAAK SAAF rakhna.
Related SMS
- Rahoon Ki ye shaam aur yadoon ka ye sama
- Dil yadoon ka gehwara.
- Hamari qismat to taron jaisi hai
- Har ek se achi baat karna FITRAT hai hamari,
- Hamari dosti ka kitna faida uthhatay ho
- Aap K Liye Yahi Hai Hamari Shubhkamna
- shubhkamna hai hamari aapke liye
- Hamari taraf se ramadan mubarak
- Agar manzil ko pana hai to hosla sath rakhna
- Hum apni duniya alag basain gay
- Apne pyar ko mat chupao
- Jab say tumhain jana hai,
- Konsi chiz hawa main bhi urti hai aur bachay bhi daiti hai
- Khuda kare hum dono ki dosti itni gehri ho
- Tum kia jano gum kia chiz hai
- New year dua shayari
- Kaisa hy ye sms zaror dasna
- Nice hindi relationship shayari
- Door reh ker bhi
- one girl asked to pappu
- How are you ?
- Agar msg karna chora to
- Mohabbat k saray rang
- Mubarak ho aap ko shab-e-barat
- Pata hai Main kya bana rahi hu?
- Tumhain dekh ker eid kerta hai koi
- Dil se bolun ik bat main sachi.!
- Paani me tairna machli ka style
- Yeh tumhara sulagta hua jism...
- Sisak sisak ke marna theek hai ya ek dum
- 1 memon 14th floor se neche gira
- Aik baat bataon raaz ki
- "Bush" replies 2 "Faraz"..
Rahoon Ki ye shaam aur yadoon ka ye sama Apni palkoon mein hargiz sitare na layain gay Rakhna Sambhal k tum chund khushiyan mere liye Main laut k aaonga phir EID Manain gay...
Dil yadoon ka gehwara. Aankhain aasoun ka samander. kaantairay aawaz k matlashi. zabaan tairay milnay k liyay dua'go. dimagh khayalon main gum. hont pyar k pyasay.
Aap to chand ho jise sab yad karte hain or hamari kismat to taro jaisi hai, hume yad karna to door.Log apni khawahish ke liye hamare tutne ki fariyad karte hain.
Har ek se achi baat karna FITRAT hai hamari, har ek khush rahe ye HASRAT hai hamari, koi hum ko yaad kare ya na kare, har ek ko yaad karna aadat hai hamari
Hamari dosti ka kitna faida uthhatay ho, 1msg bhej ke10 free pate ho, hamare dil par kyon zulm dhate ho, hamare msg forward kar k naye -naye dost banate ho.
apki ankho me saje he jo bhi Sapne Or Dil me 6upi he jo bhi Abhilashaye, Yah naya varsh unhe sach kar jaye Aap K Liye Yahi Hai Hamari Shubhkamna.
Deepak ka prakash har pal aapke jivan me ek nayi roshni de, Bas yehi shubhkamna hai hamari aapke liye diwali ke is paawan avsar par, !! Happy diwali !!
Raat ko naya chand mubarak, Chand ko chandni mubarak, Falak ko sitare mubarak. Sitaroon ko bulandi mubarak. Aur aap ko hamari taraf se:- RAMADAN MUBARAK
Agar manzil ko pana hai to hosla sath rakhna, Agar pyar ko pana hay to aetbar sath rakhna, Agar hamesha muskurana hay to DAANT saaf rakhna
Hum apni duniya alag basain gay, Usay yadoon say sajayain gay, Muhabbat ki kalion ka ik gulshan mahka'ain gay, Usay abad karain gay hum, Her dum shaad rahain gay,
Apne pyar ko mat chupao, ise zarurat h jatane ki, Apni khubsurti ko mat chupao, ise zarurat h dikhane ki... Ab aur PERFUME mat lagao, tumhain zarurat h nahane ki
Jab say tumhain jana hai, Jab say tumhain paya hai, Her dua main tera hi naam aaya hai, Taa kay pochon rab say, . . . . Yeh kaisa namoona banaya hai?
Teacher: zameen per rehny waly janwer bachy dety hain, hawa main urnay waly andy daitay hain, Woh konsi cheez hai jo hawa mai bhi urti hai or bachy bhi deti hai??
Dil ap ka ho dharkane hamari hon, Ankhen aap ki, aansu hamare hon, Chehra aap ka, muskurahat hamari ho, Khuda kare hum dono ki dosti itni gehri ho, Nokri ap karo ro salary hamari ho.
Tumhain kia pata gum kia hai, Tumhain kia pata gum kisay kehtay hain, Tum kia jano gum kia chiz hai, Tum nay to hamesha . . . thook se hi envolope chipkaya hay :-) hehee
Dua hai Ki Kamyabi ke har sikhar pe aap ka naam hoga, aapke har kadam par duniya ka salam hoga, Himat se mushkilon ka samana karna hamari dua hai ki waqt bhi ek din aapka gulam hoga. Happy New Year
O mere makhna meno yaad rakhna har vely hasna, Koe problem howy ty dasna, kise hor nal na phasna, bus mere nal vasna O mere makhna Kaisa hy ye sms zaror dasna
En rishto ko u hi banaye rakhna.. Dil mein yadon ke chirag jalaye rakhna.. Bhut pyara safar raha 2013 ka.. Ek hissa mera 2014 mein bhi bnaye rakhna..
Door reh ker bhi hum unko bhula nahin saktay, Paas aa ker bhi apni manzil paa nahin saktay, Ek faasla hum ko bana ker rakhna hai apni mohabbat me, Kia hai majboori humari yeh bhi bata nahin saktay!
1 girl ask 2 pappu : woh kia hai jo cow k paas 4 or mere paas 2 hain? pappu : legs Girl : woh kia hai jo tumhari pant main hai aur meri pant mein nahi hai? pappu: paisay Girl : woh kia hai jo log din main karne k bajaye ko raat bistar […]
Khaksar janab e faatir ul aqal ki kheriat ki malomat ki khwahish k jurm me mubtila hona chahta hai. Khudara! Hamein apni masrufiat se aagah kar k, humare qalb, zahen or rooh ki aamaizish ki halchal or iztirab ki kash-ma-kash me thehrao peda karne ki ek nakam koshish zaror kijie ga.Janab e qavi o buland […]
))))) ( c 'o ':.,-' ))))) ( c '==o ':.,-' ))))) ( c '===o ':.,-' ))))) ( c '=======o ':.,-' Naak aesi ho jaye gi agar msg karna chora to.:-)
Mohabbat k saray rang Rangon k saray phool Phoolon ki sarii khushboo Khushboo k saray lamhe Lamhon ki sarii chahat Chahat ki sarii khushiyaan aap k liye...
Rahmaton ki hai yeh raat, Namazon ka rakhna sath, Manwa laina rab say her bat, Duaon main rakhna yaad, Mubarak ho aap ko, Shab-e-barat
2 pyaz, 3 lahsun, 5 gm zeera, 3 kali mirch, 2 spoon namak, 4 spoon oil, 1 cup water Aur thoda sa hara dhaniya. Pata hai Main kya bana rahi hu? . . . . . . . Tumhain ullu!
Aye Chand¢â‚¬Â¦ Jab wo teri tarf dekhain Toh unhain kuch yaad delana Phir chupkey se un k pass jana Aur kehna¢â‚¬Â¦.! Tumhain koi yaad karta hai. Teri umeed karta hai kohi Ajj bhi tumhain dekh kar Eid karta hai koi.
Dil se bolun ik bat main sachi.! Hum Tum ik raftaar k panchi.! Dosti ye hamari hogi na kabhi kuchi.! Teri photo se to meri negative hi Achi.!:-)
Paani me tairna machli ka style, Hawa me udna paanchi ka style; Different sms bhejna apunka style, fukat me sms parhna aapka style.
Yeh tumhara sulagta hua jism... kapkapatay hont.... larkharati Aawaz... thartharata badan . . . . mujhe pehle se shak tha k tumhain Malaria hai.....
Ek admi aadi raat ko apni moti biwi se bola k sisak sisak ke marna theek hai ya ek dum. BIWI : Ek dum. Aadmi : To apni dusri tang bhi mujh per rakh do.
1 memon 14th floor se neche gira Girte waqt usne apni ghar ki khirki me apni wife ko roti pakate hue dekha to chilla k bola MERI ROTI NAHI PAKANA!
aik baat bataon raaz ki karo us larki sey asshqi jis k chehre pey ho sadgi sanso main ho taazgi chandni ho chand kee raani ho wo raat ki khushboo ho gulab ki batain karay pyar ki nazuk ho mizzajj ki achy ho ikhlaq ki paband ho namaz ki khidmat karay ma bap ki aur […]
"Bush" replies 2 "Faraz".. Haal to mera b tere jesa he hy "Faraz",bus farq sirf itna hy . . Tumhain apno ne lota, Hamain ghairon ne koota